ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?
    dear friends aj kal spread ziada hony ki waja say scalping trading karny main bohat he mushkil paish aa rahi hai tu spread kab say apne level pay ayin gay kyon ky is say ham hamri trade kafi ziada nuksan say shuru hoti ha jis ki waja say aik scapler ko bohut nuksan hota hai tu kab tak yeh level par ayin gay..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?

    Aap jante ho ki jo instruments zyada certain hai aur sensitive hai un per separate increase kiya gaya hai aapko anpadh trading karne se avoid karne ka indication di gai hai isliye aapko zyada focus karke trading karna hogi aur Market mein support and resistance technical and fundamental analysis ko understand karte hue Forex trading market mein kaam karna hoga jaisa ki aap jante ho ki gold stable nahin ho raha hai crude oil masjid ja raha tha lekin ab downward ja raha hai aur crude oil ka future dark nazar a raha hai pahle isko black gold samjha jata tha lekin aajkal is per demand kam hone ki vajah se supply increase hone ki vajah se prices bhi increase ho rahi hai aapko maloom hona chahie ki crude oil ki demand bahut kam ho chuki hai
    • #3 Collapse

      Re: ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?

      dear spread tub increase hota ha jub forex market me volatilty normal se zeyda ho ya liquidity kam ho ya phir koi fundamental reason ho tu spread increase ho jata ha agr market ki current situation ko dekha jaye tu is wakt forex market me volatility boht zeyda ha forex market ke currencies pairs metal or crude oil me movement normal movement se double triple ho rehi ha tu isliey spread zeyda ha or oper se corona virus ki waja se pandemic situation bhi ha traders bhi dear feel kar rehay hain shaed liquidity bhi kam hui ha jis se spread increase howa ha tu yeh jub halat normal ho jaye gay matlb normal volatility or normal liquidity market me ana start ho jaye gi tu 100% yakeen ha ke spread bhi normal ho jaye ga pehle jitna tha
      • #4 Collapse

        Re: ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?

        Forex trading main maximum broker ny spread ziada key han ye sab corona virus ki waja up huy han jo halaat normal hony pe wapis kam kar dey jany gy par jab tak halaat tek ni hoty han tab tak hum log ache planning or strategy sy trading karny or both ahtiyat sy analysis kar k trading karny ta k hum kamyab ho saken is ley humy ziada sy ziada behtar trading sy ache earning kar saken gy is ley humy ziada sy ziada ache analysis karny hon gy practice karni ho ge or us k bad real account main trading karni ho ge tab he hum kamyab ho saken forex trading main jtny spread ziada huy han wo sab forex trading main fast movement ki waja sy hue ha jin pairs main ziada movement ho rehe ha srif in k he spread main azafa hua ha baqi normal trading ho rehe ha
        • #5 Collapse

          Re: ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?

          Dear ap ne agar dekha ho to ais time sab brokers ne spread thora zayda kar dia hai kuch pair par ais ki waja ye hai k market high volatile ho gai hai aor logo ko kafi zayda profit ho raha hai ais liay spread zayda kar dia hai k logo ne abi trade to waisy hi kafi zayda karni hai ais k sath ap ne agar dekha ho ye spread normal tab hi hota hai jab market normal routine mai moment start kar dy gi ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai market par aisa pair select karna chaye jis ki waja se ye market kafi zayda acha moment kar rahe ho aor aus pair par spread bhi atna zayda ho aisy sary major pairs mai ho raha hai aun ki moment bhi achi hai aor aus k sath aus mai spread bhi phly ki tarha normal hi ha ap aus mai asani se trade kar skaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?

            Forex trading mai forex market iss waqt kaafi ziada down fall face ker rahi hai. Forex trading market mai tamaam paisa aur investments big investors ki hoti hai aur products big companies aur groups ki hoti hain. Corona pandemic ki wajah trading markets aur local stock markets bohat ziada problems mai hain. Investors ho ya traders ho unn ka tou itna masla nahi hai laikin asal masla brokers ka hai. Kiyu kay trading markets kay halaat kharab honay ki wajah say trading ka volume Kamm hogaya hai. Brokers tou sirf commissions pay tamaam services day rahey hotay hain aur trading volume kamm honay ki wajah ah overall commissions Kamm ho chukay hain jiss ki wajah say brokers nay spreads ziada kiye hain takay broker companies bhi apna system achi Tarah say run ker sakain. Agar normal halaat mai brokers hamian facilitate kertay hain tou humain bhi inn halaat mai compromise kerna chaiye. Spreads ab dobara apni normal price pay kuch time kay baad he aengay jabb halaat normal ho jaen gay
            • #7 Collapse

              Re: ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?

              Dear friend Ye masla isliye banaa hai Kyunki abhi Virus ki vajah se Puri World ki market crash ho chuki hai aur pure world mein lock down hone ki vajah se Sabhi market closed hai tu Jiski vajah se gold ki movement aapko Pata Hai jaise ki vah bahut jyada Upar Ja chuka tha to uski Badi vajah Yahi Bani ke usmein bahut Sare Logon ki trading Hui unhone bahut jyada profit Hasil Kiya aur broker ko bhi ismein nuksan Hua to isliye spread Ziada Kiya Gaya Tu Abhi tab tak yah Jyada Rahega Jab Tak lockdown khatm Nahin Hota To isliye lockdown khatm hone ke bad Khud Hi broker yah Commission khatm Kar Dega
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: ju broker ki tarf say spread increase hoay wo kab apne level pay ayin gay?

                Corona virus ki vajah se gold ke upar instaforex broker ney thoda sa Jo spread hai vah increase kiya tha pahle gold ke upar jo separade tha 60 pip ka tha magar covid-19 jab apna asar Puri duniya ke upar dikhaya to is to instaforex ney gold ke upar apna spread badha diya magar yah spread mustkil nahin hai jab covid-19 Puri duniya se khatm ho jaega to phir gold ke upar Jo spread hai vah pahle jaisa ho jaega. Ap abhe un k oper traiding na Karan jin ka spread ya commission increase hua hai vah bhi pahle wali halat mein wapas a jaenge . aapko un pair ke upar trading karne chahie jinka spread kam hai . or jinka spread increase hua hai aap abhay un paired ke upar trading karna chod de agar aapke pass unhin Pyair ka experience hai jinke upar spread increase hua hai to phir thoda sa sapread ka barhana koi baro baat nahi ap lon traiding start kar dey un pair k oper ik acha analysis kar k is trha ap ko koi effct nahi hoga un ziada spread ka .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge

                اب آن لائن

                Working...
                X