Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?
    Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?

    Forex market different market sessions key base par hi open hoty hey aur agar kesi trader ko real time zone key mutabeq market key open/close hony ya per kon sa market session current time me continue hay agar es ki information na raki jaye to traders key ley market me trading karna asaan nahi hota, time zone ki information hasil karny key 2 faide hey, 1 time zone se ye determine karna asaan hota hay key market session Pakistan time key mutabeq kon sa open hay aur close hony key sath next market session open hony me ketna time rehta hay, aur 2nd faida ye hay key ham real time zone key mutabeq hi news update hasil karny me be kamyab ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?

      Time zone ka Matlab kisi bhi jagah ka time hota hai. Pakistan kay time ko PST kaha Jata hai jiss ka Matlab Pakistan standard time hai. Yeh time GMT+ 5 hota hai jiss ka Matlab yeh hota hai kay Pakistan ka time GMT+5 time zone mai hai. Issi tarah iss time ko UTC ya universal time bhi kaha Jata hai. Pooray world ko different time zones mai divide ker Dia Gaya hai takay her country ka time different ho aur kisi kisam ki confusion nahi ho. Ab Agar market sessions ki baat ki jaey tou yeh samajhna asaan hojata hai. Asian markets sub say pehlay open hoti hai kiyu kay sun rise east say hota hai aur Asian countries east mai hain jo kay Japan, Singapore Hong Kong phir China belt kay hain. Uss kay baad European session start hota hai jo kay Pakistani waqt kay mutabiq din 12 say shuru hojatey hain kiyu kay waha working hours ka start ho raha hota hai. Sub say last pay USA market session start hota hai jiss mai USA, North aur South America kay countries ki markets shamil hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?

        Dear ap k pass jo market chal rahe hoti hai ais mai ap k pass jo market ka time aa raha hota hai wo GMT k hisab se show ho raha hota hai ais ko ap apny time zone k hisab se cahnge nai kar skaty hai magar jo trading session chal rahy hoty hai aun ko apny time zone k hisab se ap dekh sakty hai k ais market mai ais time kon sa session hai aor ais mai market ki moment kaisi hoti hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai achy trading session k hisab se kaam karna hota hai ais mai ap ko ye faida hota hai agar ap ais market mai apni trading strategy k hisab se trading session select kar lety hai to aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais tarha ap ko kafi zayda faida ho jata hai kun k moment jitni zayda achi ho gi ap ko atna hi zayda faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?

          dear forex trading main time zone hmary kam main hony wala time hota hai jo hmari trading main slect time period bhi ho skta hai or time frame bhi ho skta hai jis ko hum select arty hain es k ilwa market ko bhi aghr dekha jay tu hmain time zone k hisab se watch kar k apni trading karni hoti hai q k aghr hum lait ho jaty han tu hmain os main loss hony k chances hoty hain q k apki time ki wjah se hmari market move kar jati hai jis se apki trading main loss ho skta hai es liye hmain apny kam main time ko manage karty howe kam krna hoga jis se hum apni trading main kamyab ho skty hain or acha profit hasil kar skty hain forex main time ki ahmiyat ka andza aik kamyab trador he lga skta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?

            Dear time zone over all hota ha jo k puri duniya main same chal raha hota ha or har jaga har country ka apna zone hota ha or aik khas jaga sy time ko count kea ha IATA ha jab country isi aik point sy apna time set karty han is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni chae ha or time apny zone sy hota ha to humy apny zone k mutabiq news time dakhena ho ga or us k mutabiq humy news k analysis kar k trading karni ho ge Pakistan ka time zone plus 5 ha or is k mutabiq humy apni news time k mutabiq trading karni ho ge or news jo bi hoti han wo 0 zone k time k mutabiq hoti han is ley humy apny Pakistan k zone plus 5 k mutabiq time note kar lana chae ha or us k mutabiq trading kar k ache earning karni ho ge
            Last edited by ; 15-04-2020, 10:28 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?

              forex trading me jo market session hotay hain like Asian European or usa session un ke jo open or close hone ka ka time hota ha osay forex time zone kaha jata ha matlb asian market kub open or close ho gi European markets kub open or close ho or usa market kub open or close ho gi sub time forex time zone me hota ha is ka default time (UTC+3) hota ha jis ko ap Apne local time ke hisab se bhi calculate kar sakte hain
              jaisa ke ap nichay pic me dekh sakte hain ke (UTC+3) ke time ke hisab se aik time zone banaya gaya ha ke asian European or usa and Pacific Market kub open or close ho gi yeh time poray week me same hi hota ha yeh time (UTC+3) ke 24 hours complete hone ke bad phir restart ho jata ha 00.00 se
              Click image for larger version

Name:	Screenshot_20200416-121828.jpg
Views:	2
Size:	428.6 کلوبائٹ
ID:	12326566
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein time zone se Kya Murad hoti hai?

                Dear forex members trading market ke open and close time ko time zone kaha jata hai jaisa ki aapko maloom hai cording to Pakistan time GMT +5 morning 3:00 a.m. trading market open h jaati hai lekin is section ko Tokyo and Hong Kong time zone kaha jata hai later on Forex trading market mein European markets open hote hain jo ke 11 a.m. ke kareeb open ho jaati hai aur ine ko trading market mein timezone market opening kaha jata hai agar aap timeframe ke bare mein baat karte do candlestick chart pattern mein use hone wale candlestick chart patterns istemal kiya jata hai aur man trading ke liye candles study ki jati hai red candle green candle accordingly use hoti hai aur support and resistance ko trading market ma open and close oscillators ko istemal ma lao gay to apko acha benifits milen gay.

                اب آن لائن

                Working...
                X