Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?
    Dear member main yeh pochna chahta hun ke Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?

    At a time agar traders double direction me trades open karty hey to es ko hedge trading strategy kaha jata hay, hedge trading ki jaye to double direction me trades open karny ki waja se traders ko loss aur profit nahi hota aur equity stop ho jati hay, es ka advantage traders loss ko stop karny key ley lety hey aur ya be jab traders ne loss ko recover karna hota hay to traders hamesha se yahi koshish karty hey key wo hedge trading hi karen, hedge trading me kam average key sath loss ho sakta hay aur traders market ki big movement ka intezar karny key bad 1 orders ko close kar lety hey es tarha se jab traders ko conform ho jata hay key us ka 2nd order profit me convert ho sakta hay to wo 1 order ko profit me close karny key bad 2nd order ko be profit me close karny ka wait karta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?

      Dear ais market mai kaam karny k liay her trader apni trading strategy select karta hai ya ais market mai koi trading strategy banata hai aisy hi ais market mai hedging k releted bahot sari strategies hai jin par log kaam karty hai ap ne agar market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai aisi trading strategy use karni chaye jis par ap k aik hi account par different trades lag jaye ais se ap ko ye faida ho jata hai k ap ki trades jab profit mai over all aa jati hai to aus time ap ais market mai sari trades ko close kar sakty hai ais mai ap ko ye faida ho jata hai ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai heding par kaam karna hai to ap ko ais market mai lot ka khyal rakhna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?

        Forex trading main jab ap trading karty han or ap ko kisi bi trade main loss ho jata ha or ap k analysis k mutabiq market wapis aay ge to ap is ko hegde kar laty han means agr ap ko sell main loss hota ha to ap buy open kar daty han or or agr buy main loss hota ha to ap sell open kar daty han jis sy ap k account main or ziada loss ni hota ha q k ap equal trade kar laty han or ap jahan sy samjty han wapis honi ha market to phr ap profit wali trade close karty ham or market k wapis hony ka wait karty han jase market wapis aati ha or ap ka loss recover hota ha or trade profit main jati ha to hum wo trade bi close karty han is tahra sy ki jany wali trade ko heading kehty han
        • #5 Collapse

          Re: Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?

          Hedging strategy aik aisi strategy hai jiss mai traders apni trades ko loss mai janay kay baad Dusri trades say rok laitay hain. Forex trading business aik aisa business hai jiss mai traders ko her Tarah say safe rakhnay kay liye bohat lush available hai. Hedging ka Matlab rukawat daalna hai. Forex trading kertay huay jab traders ki koi trade loss mai chali jaati hai tou uss waqt traders aik aur trade uss kay opposite open ker laitay hain jiss say profit aur loss ko barabar ker Lia Jata hai. Loss mai trade pehlay say jaa chuki hoti hai laikin Dusri trade ka lot size ziada rakh Lia Jata hai iss Tarah opposite trade say loss ka difference jaldi recover ho jata hai.

          Hedging kay liye acha experience aur market kay saath her waqt in touch rehna bhi bohat zaruri hai. Kiyu kay jab tak traders market say update nahi hongay unhain pata nahi chall sakey ga kay hedge kernay kay liye best pair konsa rahey ga. Aur hedging say expert traders profits bhi Bana laitay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?

            jub ap aik pairs me same lots ya volume ke sath buy or sell kay dono orders open kar detay hain tu ap ki trades hedge ho jati hain
            example
            jaisa ke ap ne eurusd ke pair 1 lots ka buy ka order or 1 lots size ka sell ka order open kar dea tu ap ki trades hedge ho jaye gi

            hedge strategy ka use
            traders mostly hedging os wakt karte hain jub un ki trades loss me ja rehi ho to mazeed loss se bachne ke liey traders trades ko hedge kar letay hain ya phir Apne earn kiey huey profit ko save karne ke liey bhi traders baaz oukat hedge strategy ka use karte hai
            example
            traders ne usdcad me aik buy ki trades open ki or wo loss me kafi chali gai or traders ko analysis karne se maloom howa ke usdcad ka pairs mazeed down jaya ga loss me tu traders waha par aik sell ka order open kar detay hain same lots ke sath jis lots par buy ka order open kea hota ha or traders ki. trades hedge honay se mazeed loss hone se bach jatay hain phir market jitni marzi down jaye traders ko loss nehi hota ha jitna loss hota ha pehle se hi wo hedge ho jata ha phir bad me traders market ki situation ke hisab se decision le kar hedge ko khatam karke loss trades ko bhi profit me change kar letay hain

            important note
            hedging strategy ki help se traders profit bhi earn kartay hain traders side way market movement me beach me both buy sell ka order open karke hedge ke zariey bhi profit earn kartay hain market ki dono up or down hone wali movement se bhi
            is ke ilawa degar hedging strategy bhi use ki jati hain
            • #7 Collapse

              Re: Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?

              Jaisa ke upar discuss kiya gia hai hedging trading strategy aapko kis waqt use karni chahie iske bare mein aapke pass complete information honi chahie aur Market ki histry ke bare mein maloom hona chahie jab Koi major trading pair ranging kar raha ho aur swing trading ho rahi ho market mein to aapko use waqt hai Jin trading strategy use karte hue kam lena chahie aur accha profit uthana chahie aapko maloom hai ki trading market kab swing trading karti hai jab market mein supply and demand zone equally distribute ho rahe hote hain aur unki division ke bare mein confirm nahin hota hai market breakout ka wait kar rahi hoti hai trading market mein agar aapko completely support and resistance confirm hogi to aap hedging trading strategy use kar sakte ho aur Market se accha profit utha sakte ho aapki earning increase ho sakti hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Hedging strategy se kia Murad hoti Hy?

                dear hedging strategy sya murad aik he time main aik he par ko sell karna aur aik he time main buy karna hota hai aur yeh baz dafa jab account main ziada loss chal raha ho aur account wash hony ky pas ho tu yeh tab he use ki jati hai is say account wash hony say bhi bachaya jaa sakta hai aur hedging kar ky apne loss ko bhi bachaya ja sakta hai is lea is ko use karny ky lea bhi ap ky pas acha experience hona lazmi ha phir he ap hedging main success hasil kar sakty hain yeh technique ko bar bar use karna ap ky lea nuksan ho sakta hai kyon ky jab bhi ap bar bar is ko use karain gay tu ap ko is main na he profit ho ga na he loss ho ga balky ap is main aik apni trades main phans jain gay is lea is ko ziada zrori time he use karna chahye.

                اب آن لائن

                Working...
                X