jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachna...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachna...
    dear ham daikh saktay hain k kitnay he experts traders aik propper knowledge say hat kar jub lalach aur jald baazi say kaam laitay hain to unko koi na koi aisa jhatka lagta hay jis say wo kaafi dair tak pareshaan bhi hotay hain aur bahut saray lose ka samna bhi kartay hain jis say hamko avoid karna chaye qk hamari aik chotty say chotty mistake bhi hamko kaafi door lay saktay hai jin tamaam bimarionki jarrh hay jald baazi is say apnay aapko bahut aehtiaat say bachaana chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

    g han dear ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt kata hun forex trading main aghr hum jald bazi main kam karty hain tu hmain loss hony k chances barh jaty hain es ki sub se bari wja hum khud he hoty hain jub hum jald bazi main kam karty hain tu hum se he koi na koi galti ho jati hai e liye hmain aghr forex main apni wja se loss k factor ko kam krna hai tu hmain jald bzi se kam ko khtam krna hoga jis se hum acha kam kar skty hain apni galtion ko bhi khtam kar skty hain or un ko rok kar apna kam bhi bahtr kar skty hain es liye hmain chahye k jald bazi ko khtam kare or soch smjh kar kam karen jis se hum kamyab trading kar skty hain or acha profit lay skty hain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

      Jald baazi say ghaltiaa hoti hain aur jald baazi ki wajah say bohat nuqsaan hota hai. Business mai jab jald baazi ki jaati hai aur short cuts lagaey jatey hain tou bohat si cheezain miss ho jaati hain jinn ki wajah say nuqsaan hotay hain. Forex trading mai bhi aisa he hota hai. Forex traders jab ghaltiaa kertay hain tou woh bohat say aisay points miss ker daitay hain jinhain follow kerna aur unn pay ammal kerna bohat zaruri hota hai laikin jald baazi ki wajah say woh reh jatey hain aur jabb time guzar Jata hai aur loss hojata hai tou unn pay ammal kernay ka koi faida bhi nahi hota hai.

      Forex traders ko kabhi bhi ghalti nahi kerni chaiye aur yehi koshish kerni chaiye kay kisi bhi kisam kay decisions baghair sochay samjhay nahi kernay chaiye kiyu kay trading mai direct paisay ki involvement hoti hai jo kisi bhi tore pay baghair achi tarah daikh bhaal kay nahi consume kernay chaiye. Forex trading mai jald Bazi kernay waley traders bohat jald ghaib ho jatey hain aur slow and steady kaam kernay waley long time takk achi earning kertay rehtay hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear ham daikh saktay hain k kitnay he experts traders aik propper knowledge say hat kar jub lalach aur jald baazi say kaam laitay hain to unko koi na koi aisa jhatka lagta hay jis say wo kaafi dair tak pareshaan bhi hotay hain aur bahut saray lose ka samna bhi kartay hain jis say hamko avoid karna chaye qk hamari aik chotty say chotty mistake bhi hamko kaafi door lay saktay hai jin tamaam bimarionki jarrh hay jald baazi is say apnay aapko bahut aehtiaat say bachaana chaye.
        Yes dear ye to apne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai soch samjh k aor aram se kaam karna chaye agar hum ais market mai jald bazi karty hai to hum ko ais market mai ho sakta hai loss ho jaye agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda loss ho jata hai ais market mai kabi jald bazi na kary agar ap ais market mai ap ko aram se kaam karna chaye ais se ap aisi ghalti nai karty jis se ap ko ais market mai loss na ho ais market mai ap agar acha kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyabi ho jaye hai ais market mai jitna zayda acha experience ho ga ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho ga ap ko ais market mai planing kar leni chaye aus k baad hi ap ko faida hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

          yes dear bilkul ap nay 100 percent bat thek hai forex market main jaldi bazi ki wajah say hamri trading main bohut bura asar parta hai ham aksar fake movement main phans jaty hain jiss ki wajah say humy nuksan hota hai is lea ham ko is market main success hony ky lea jaldi bazi say kam nahi laina chahye ham ko saber ky sath es market main kam karna chahye phir he ham is market main success ho sakty hain aksar trader knowledge aur experience rakhny ky bawjood bhi loss karty hain iss ki main reason bhi jald bazi hoti hai is lea ham ko market main yeh rules par sakhti say amal karna ho ga hamri trading main jaldi bazi ki wajah say bohut loss uthana parta hai is lea is ko control main rakh kar saber ky sath kam karna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

            Trade open/close karny me traders se agar jald bazi ki jati hay to esi key waja se traders big mistakes be kar lety hey jes ko recover karny me time be lag sakta hay aur esy unexpected mistakes karny ki waja se loss out of control be ho jata hay, jald bazi esi condition me karni chaye jab traders new updates hasil karny key ley every time active rehny ki koshish karty hey, important news data hasil kia jaye to traders agar jald bazi karty be hey to apny faidy key ley aur loss se bachy key ley karty hey es ka faida zaror ho sakta hay, magar baghir news data aur technical analysis key hi agar jald bazi kar le jaye to es ka disadvantage zeyada ho sakt hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

              Ji han doston yah bahut hi acchi baat ki ja rahi hai Humne bahut Sare experts dekhne ko Milte Hain Jo chhote chhote mistake Karke apni Zindagi Ko tabah kar dete Hain Inki yah Chhoti Chhoti mistakes in ki Hanste muskurate Jindagi ko bahut Barbad kar deti hai iske sath sath inhen gharelu tension ka Samna to hota hai uske sath sath inhen Bahut Si chijon Ca los uthana padta hai jo inhin mentally Taur per fresh Nahin Rakhta jaldbazi rules todne per ki Jaati Hai Lekin Agar ham log rules ko Barkrar rakhen aur use per apni Gaur Karen To Ham jaldbazi ke bade nuksan se bacha sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

                Ji han bilkul Jab aap trade Lene Mein jaldbaji karte hain tab aapko Koi Na Koi mistake ki vajah se masala ban jata hai isliye jaruri hai ki aap Hamesha trade ko acchi Tarah Se use Karen aur trade ko Dekhen ki trade Kaise karni hai to isliye sabse pahle aapko hardwork bahut jaruri hai Jab aap Achcha experience aur acche knowledge ke sath kam Karenge to aap Kamyab ho sakte hain jaldbaji mein liya Gaya galat Faisla aap ko nuksan Deta Hai To isliye trading Mein Kabhi Bhi jaldbaji Mat Karen market ko acchi Tarah Se read Karen tabhi aap Kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

                  Forex trading main jo bi sakun sy trading karta ha or ache strategy sy trading karta ha or ache earning karta ha to wo kamyab tab hota ha is ley humy juldbazi lalich or emotions ko qabu main rakhena ho ga tab he hum log kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar analysis kar k or proper money management or risk management sy trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken or hum ache trading kar k ache earning kar saken is ley juldbazi ko control karna both zarori ha sab sy pehly hum ache analysis karny hon gy or ache trade k sath acha stop loss or take profit bi Istamal karna ho ga or hum kamyab ho saken gy warna jab bi juldbazi karny gy to koi na koi galti karny gy jis sy humy loss ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

                    agar ap traiding main isi ghalti sey bachna chahty hain jis k oper ap ko bad main bachtana pary to ap ko chahi hai k ap forex traiding main kabhe bi jaldbazi na kary aram skoon k sath soch smjh kar traiding kary agar ap ko kabhe markeet moka na dey rahi ho to ap ko chahi hai ap jabardasti traide main na ghusy or achy time ka wait kar ley agar ap ko moka mily to os k bad hi ap ko chahi hai k ap traide kary . agar ap ik achy traider bana chahty hain to ap ko chahi hai k ap demo account par ziada sey ziada poerctise or forex ka knowledg gan karny ki koshesh kary kiun k ap k pass jitna ziada knowledg or forex traiding ka expernce hoga demo ya real main to ap ko ziada smjh hoge traiding ki or ap ik acha profit nikal ley geyai yeh ik isa business hai jis main ap apney boss khud hoty hain ap jitni ziada mehant kartyy hain ap ko otna hi ziada bouns milta hai .
                    information for Beginners
                    Complete Forex Knowledge
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

                      dear jahan tak mera khayal hai to contest mein participate krny waly sabhi members he educated hain aur har koi ache tarha janta hai ky jaldi ka kaam shaitan ka hota hai aur jab bhi hum apny kisis bhi kaam mein jaldi krny ki koshish kren ge to humein nuqsaan ky ilawa kuch hasil nahi ho ga yeh sab pata hone ky bawajood bohat sare members apni trade open krny mein jaldi krty hain aur nuqsaan ka saman krny ky baad thread create krty hain ky humein nuqsaan kun howa hai dear friend agar hum chahty hain ku nuqsaan bhi kam ho aur earning bhi ache hasil ho to sab see pehle humein khud ky andar sabar ko develop aur increase krna ho ga market mein ache entry point ka intazar krna ho ga apny analysis ko follow krty howe stop loss aur take profit ka istemal krty howe apni trade ko open krna ho ga trading ko dil see nahi balky dimagh see krny ki koshish krni ho ge rules ko follow krty howe kaam krna ho ga us ky baad hum behtreen kamyabi hasil kr sakty hain aur nuqsaan ko kam krny ky saath saath recover krny mein kamyab ho sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

                        Assalamu Alaikum dear friend bilkul aapane 100% Baat theek hai forex market Mein jald Bazi ki vajah se Hamari trading mein bahut bura Asar padta hai Ham Aksar fake movement Mein pahunch Jaate Hain Jiski vajah se Hamen nuksan hota hai isliye Humko is market Mein success hone ke liye jaldbaji Se Kam Nahin Lena chahie Humko Sab ke sath is market Mein kaam karna chahie Priyam is market Mein kaise ho sakte hain Aksar trade knowledge or experience rakhne Ke bavjud Bhi loss karte hain iski main reason bhi jald Bazi hoti hai isliye Humko market Mein Ja rule per sakhti se likhna Hoga Hamari trading Mein Jal Ki vajah se bahut loss hota na padta hai isliye isko control Mein rakhen Khabar ke sath kam karna hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

                          Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main jald bazi karny waly traders ki koi koi jga ni jald bazi ka matlb lalich b ho skta hy q k ham lalich m a kr jald bazi sy kam lyty han or apna account wash kr lyty han ya apna itna bara nuqsan kr lyty han jisy hmary liay cover karnna bot mushkil ho jata hy is liay hamy jald bazi sy bach kr hmasha trading karni chaiy ziada tar new traders ko asi sorat e hal ka samna krna prta hy k wo jb forex ko join karty han to wo forex trading ko bot easy smjty han isi waja sy wo lalich m a jaty han k bot sa pasa kma kr bot jaldi ameer ban jain gy mgr asa ni hota q forex aik difficult business hy is sorat m ham lalich m a kr jald bazi sy kam lyty han or apna nuqsan karty han
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

                            Jaldbazi ko nuksan deti hai aur aap reading market mein nuksan ko minimise karne ke liye apni super strategies ko use karo aur Market mein trading ke liye aapke pass backup plan hona chahie before trading aapko acchi planning karni chahie trading members Forex trading market mein complete learning aur understanding honi chahie aapko trading market ke bare mein aur aapke pass trading market ka technical analysis hona chahie agar aap Forex trading market ki acchi prediction kar sakte ho aur agar aapko positive feedback mil rahi hai tu aap ke liye motivation ki baat hai. Real Forex trading members aapko market mein complete analysis 3 type ka analysis hota hai sentimental analysis fundamental analysis technical analysis candlestick chart patterns understanding ke bad trading karo
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza, jald baazi hamesha kisi na kisi mistake ko he janam daity hay is say bachn

                              G bilkul forex treding m hm jb b jald bazi karen gh kisi na kisi mistak ko hi jnam den gy q k jald bazi hmesha mistak hi krwaty hy hmy apny maind ko fresh rakh k treading krni chaiye lalach nhi krni chaiye mrket ki movmnt ko achi trha dekh k smjh k tread open krean r mistak sy buchny k liye apna targt km sy km rakhen q k km profit best hy loss face krny sy agr mrket ki movmnt ki smjh na ay tu jald bazi bilkul na karen q k es sy ap nuqsan othaen gy ye ap ki first mistak ho g k ap ne market ki movmnt ko smjhy bagear tread order kr d r apna acount wash krwa liya es liye jald bazi na karen r sahi waqt ka wt karen jb sai waqt ho tb tread order karen q k jald bazi hmesha mistak krwati hy r forex m bar bar mistak krna ap k liye behtr nhi .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X