Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation
    Lock down situation me Forex market under pressure movement kar rahi hay jesy jesy world me countries me lock down hota gia market teezi key sath crash hona be start howi, es ka reason ye hay key under lock down condition me har cheez ki demand kam ho gai magar supply agar milti be rahy per be market completely down ho gai, Forex market me ab be behtar position me a sakti hay agar lock down bilkul be khatam ho jata hay to per se Forex pehly jesi normal aur behtar position me a saky gi, hamari dowa hay corona virus full finish ho jaye aur ham per se Forex market ko pehly jesi position me dake payen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Lock down situation me Forex market under pressure movement kar rahi hay jesy jesy world me countries me lock down hota gia market teezi key sath crash hona be start howi, es ka reason ye hay key under lock down condition me har cheez ki demand kam ho gai magar supply agar milti be rahy per be market completely down ho gai, Forex market me ab be behtar position me a sakti hay agar lock down bilkul be khatam ho jata hay to per se Forex pehly jesi normal aur behtar position me a saky gi, hamari dowa hay corona virus full finish ho jaye aur ham per se Forex market ko pehly jesi position me dake payen.
    Dear ais market mai to moment normal ho rahe hai aor ais market mai traders kaam kar rahy hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai acha planing k sath kaam karna chaye agar ap ais market mai acha plan bana lety hai to aus time ap ko ais market mai kafi zayda nuqsan ho sakta hai ais liay ap ko chaye k ap ais market mai jab bhi kaam kary ais mai apni trading strategy k hisab se kaam kary beshak market jaisy bhi moment kary ap ko masla nai aye ga agar ap ais market mai lalch kary gay to ap ko ais market mai nuqsan ho sakta hai ais market mai ap ko time lagana parta hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi ho jati hai ais market mai mehnat kary ta k ap ko ais market mai experience ho jaye aor ap asani se ais market mai kamyab ho jaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation

      Yah bilkul aapki baat bilkul theek hai Logon ki vajah se bahut jyada market Mein Kaise Aaye Hain Jiski vajah se market Kafi Jyada down Hui Hai Jaise ke dollars ka rate bhi bahut jyada kam hua hai aur gold abhi ISI vajah se Kafi Jyada ab ja chuka hai Kyunki market America ki bilkul Band Hai Jiski vajah se dollar ka rate kam ho gaya hai tu ISI Tarah Puri Duniya Mein crackdown ho chuka Hai Jiski vajah se market mein bahut jyada side effect to hain aur bahut jyada Logon Ne prapt Kiya Hai Lekin bahut jyada kiya hai jo yah Nahin Jante the isliye market ko achi tarha analyse Karke he trade Karni chahie Taki aapko koi problem Na Ho
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation

        dear friend aap ki baat theek hai corona virus ki wajah see markeet kaafi hud tak disturb ho gai hai bohat kharab situation chal rahe hai is condition mein tradee open kr ky nuqsaan ky ilawa humen kuch hasil nahi ho raha hai aur yeh situation tab tak continue rahe ge jab tak countries ka lock down khatam nahi hota jab tak dobara se countries ki situation financially set nahi ho jati bohat sare countries lock down ki wajah se crashed ho rahe hain aur us ka effect bohat buri tarh markeet ko effect kr raha hai Allah pak se dua hai ky woh is virus se hum sab ko nijjat dy dyn ta ky hum dobara see apni normal aur happy life ko spend kren aur is ky saath saath market ki situation bhi theek ho sake ta ky hum ache earning dobara se hasil krny mein kamyab ho jaen
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation

          Condition to kafi kharab hay forex market ki lockdown ki wajah se aur yehi nahi is pandemic ki wajah se market ko predict karna bhi bohat mushkil hay agar ham market ko sahi tareekay predict bhi karna chain to kamyab hona mushkil hay kyn ke jo hamari bari bari aur main currencies hain sab par corna virus pandemic ka effect par raha hay economical situation bohat kharab hay chaye woh europe ho ya phir usa.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation

            Forex trading markets iss waqt bohat mandi ka shikaar hain. Iss waqt kisi bhi session mai business bilkul bhi nahi ho raha hai kiyu kay pooray world kay 210 countries iss waqt lock down mai hain jiss ka Matlab hai kay kisi bhi kisam ka business ya industry open nahi hai aur koi bhi import ya export industry working mai nahi hai. Jiss ki wajah say markets mai liquidity Kamm hoti jaa rahi hai aur liquidity Kamm honay ki wajah say movements na honay kay barabar hain. Forex markets iss waqt aisi sorat e haal mai chall rahi hai kay kisi bhi waqt koi bhi session suspend hojata hai. Jiss ki wajah say traders ko andaza he nahi ho pata kay kiss position mai trade open kerni theek rahey gi aur close kerna theek rahey gi.

            Iss waqt market kay halaat iss Tarah kay hain kay trading mai bohat mohtaat honay ki zarurat hai. Kiyu kay iss waqt taza tareen misaal crude oil ki mojud hai jo 24.50$ say 19.20$ pay aa chuka hai haalakay Russia aur Saudia kay agreement kay baad price up honay ki full prediction mojud thi
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation

              dear forex market main lock down ki wjah se kafi asar parh rha hai aghr dekha jay tu es lock down ki wajah se pori duniya main karobari nizam khrab hony k sath sath khtam he ho gya hai pori duniya main aghr koi karobar chal rha hai tu wo forex hai jis main hum apna kam kar k acha profit lay skty hain laken zayda tar tu hmain market slow yah risky mil rahi hai or aj kal mambers ka stop loss zyda hit ho rha hai es ki wjah sirf or sirf lok down he hai jis ki wjah se pora molk unerpresure main hai tu hmain aghr forex main en halat main kam krna hai tu hmain apny kam ko achi trha karna hoga jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain aghr hum risk k sath kam karengy tu hmain kbhi acha profit nahi mily ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex market ki condition under lock down situation

                Forex trading market mein karobaar increase ho raha hai aur yah market zyada famous ho rahi hai jaisa ki aapane kaha lockdown ki situation main market ki condition kya ho sakti hai to bahut sare log job na hone ki vajah se ghar mein baithe hain aur online business start karne ke bare mein soch rahe hain aise hi jo trading members already Forex trading market ke sath attached the vah properly Forex trading market mein kam kar rahe hain aur jaisa ki aapane dekha ke Pakistan Forex forum mein bhi bahut sare log you join hue hain aur trading kar rahe hain aur achcha knowledge or experience hancel karke demo account mein practis kar rahe hain Forex trading market man on stability hai aur uncertainty future energy trading instruments ke bare mein abhi kuchh clear nahin hai bahut zyada downward position mein a chuke hain

                اب آن لائن

                Working...
                X