Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay
    Bahot si countries me aajkal lock down laga howa hay jes ki waja se crude oil ki demand hi khatam ho gai hay aur siraf supply hi supply hay es waja se Forex market me crude oil ki price lowest point par hay agar crude oil key es lowest price ko best buy entry samja jaye aur crude oil ko buy be kia jaye to jesy hi lock down khatam ho ga crude oil ki price rocket ki tarha se 60 level tak ja ponchy gi, lock down ki waja se hi crude oil ki demand khatam howi hay aur jesy hi ye khatam ho ga worldwide me crude oil ki demand increase ho gi, mery khayal me oil ko buy karny yahi perfect time hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay

    Trading markets mai iss waqt crude oil taareekh ki Kamm tareen Sarah pay hai. Pehlay yeh samjha ja raha Tha kay Russia aur Saudia ki deal kay baad crude oil ki paidawaar Kamm kiye janay say crude oil ki prices stable hongi aur Kuch up bhi jaen gi laikin aisa mumkin nahi Hua hai. Aur crude oil ki prices iss Monday ko market opening kay baad mazeed 2 dollars girr gai hain. Ab expert traders kay mutabiq Europe aur Asia zone mai crude oil ki buying start honay waali hai jo kisi bhi waqt shuru ho sakti hai jiss say crude oil ki prices barhana shuru ho jaen gi. Iss waqt crude oil ko buy Ker laina bohat behtar hai. Agar traders ka account balance strong hai tou unhain crude oil ki aik trade buy mai open ker kay chore daini chaiye kiyu kay iss say bohat acha business honay kay bohat achay chances mojud hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay profit kay achay mawaqay mill sakain aur business ko barhaya jaa sakey
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay

      Ji han bilkul main aapki baat se aagrah karta hun yah time crude oil ko by karne ka mauka Hai Kyunki oil apni 17 sala record Satta per niche a chuka hai aur abhi oil ki kimat bahut jyada kam ho chuki hai international level per market bahut jyada band hai to isliye oil bahut kam use Hota Hai Jiski vajah se oil ki kimat kam ho chuki hai to isliye Mere Khyal se agar aap long-term Jaenge to Fir aapko cprofit hoga Kyon Nahin Hai Kyunki abhi Kuchh Din to isliye Abhi Kuchh Nahin Hai long term crude oil ko bye kar le to aap Achcha progress kar sakte hain Mere Khyal se aapko chahie ki aap acchi investment ke sath aur acche backup ke sath Agar trading Karen oil Mein To aap Achcha profit kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay

        dear forex friend aap ne bilkul theek baat ki hai mein ap ki is baat see agree krta hun lock down ki wajah see sab countries crash ho rahe hain aur jaise he lock down open ho ga to maximum chances hain ky crude oil up direction mein speed see move kr jae is liye humein chaheye ky crude oil ko buy krein aur ache ki umeed rakhen kyun ky jab hmari thinking positive hoti hai hum ache ki umeed rakhty hain to humein result acha hasil krny ka behtreen moqa mil jata hai is ky ilawa humein daily basis par is pair ko analyse krty rehna chaheye ta ky ache entry par apni trade open kr ky hum apny profit ko na siraf possible bnaen balky usy hasil krny ky liye koi proper planning bhi kren aur usy har tarha se ache tareeky se hasil kren yehe asal kamyabi hai aur isi se hum apna future secure bnane ky kabil bhi ho sakty hain is ky ilawa hum is business ki qualities se jitna faida hasil kren ge utna he hmare liye acha ho ga aur hmari life ki problems ko solve krny ka moqa mil sake ga
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Bahot si countries me aajkal lock down laga howa hay jes ki waja se crude oil ki demand hi khatam ho gai hay aur siraf supply hi supply hay es waja se Forex market me crude oil ki price lowest point par hay agar crude oil key es lowest price ko best buy entry samja jaye aur crude oil ko buy be kia jaye to jesy hi lock down khatam ho ga crude oil ki price rocket ki tarha se 60 level tak ja ponchy gi, lock down ki waja se hi crude oil ki demand khatam howi hay aur jesy hi ye khatam ho ga worldwide me crude oil ki demand increase ho gi, mery khayal me oil ko buy karny yahi perfect time hay.
          Dear jaisy last week mai OPEC ki meeting mai ye decide hoa hai k oil ki producation kam ki jaye gi ais se to ye hi lagta hai k abi oil ne up jana hai magar aus k sath corona virus ki waja se oil ki demand na hony k braber hai jis ki waja se ais ki price mazeed down aa sakti hai ap ais mai long term k hisab se dekhy to ais ne up jana hai magar ais mai hum long term k hisab se abi trade nai laga sakty hai kun k next week oil ka contract over hona hai aus k baad ap ais market mai agar new contract k sath trade lagaty hai to aus par ap ko kafi zayda faida ho jaye ga ais tarha ap ais market mai asani se trade ko loss mai bhi rakh skaty hai aor aus trade par kafi zayda profit bana skaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay

            yes bilkull coud oil is waqt apni lowest price per hy aur mazzes abhi ja sagta hy kiyon k abhi ye lock down maloom nahein kab tak chaly ga to humein apny ap ķo ready rakhna chahiye croud oil ki aik best move k liye
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay

              Jab tak crude oil ki demand increase nahin hoti crude oil ki prices down jaenge aur aapko abhi crude oil per buying opportunity avail nahin karni chahie balki aapko vate karna chahiye crude oil 11 dollar per barrel ki stage per ja sakta hai aur yah bahut lower low stage hai aapko maloom trading market mein risk factor ko study karna hoga aur candlestick chart baton mein agar aap monthly trading candle ko select karoge time frame big hoga aur aapko zeyada candlestick chart baton mein crude oil ki previous history ke bare mein maloom ho sakega jo aapko 22 year backward lekar ja sakti hai aur aapko monthly time frame mein maloom ho jaega ke crude oil ki luer-lok position kya ban rahi hai agar aap dekhun to crude oil ki support and resistance koi paas information nahin de rahi hai aur abhi tak bullish signal nahin mila hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Crude oil ko buy karny ka ye acha chance hay

                Forex trading main crude oil ki price abi idr he gumy ge jab tak corona virus khatam ni ho jata ha ya phr halaat normal ni ho jaty han tab tak price ziada up jany k chances kam han par tohra tohra up movement kary ga agr ap long term k ley buy karty han to best ha ap crude oil ko buy kar k wait karny to ap ko maximum profit hasil ho ga is ley humy both ziada behtar learning or practice karny gy to humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning kar saken gy or forex trading main kamyab ho sakty han is ley humy both ziada behtar trading kar k oil main ache earning kar saken gy or oil sy behtar planning or strategy sy ache earning kar sakty han or crude oil tohra up jay ga is ley tohra wait karny ya long term trading karny

                اب آن لائن

                Working...
                X