Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?
    Forex trading aik art hai. Laikin koi yeh Bata sakta hai kay yeh economics ka art hai ya maths ka art hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

    G han dear ap ki bat theak hi kiyu kay trading karna atna asan kam nhi hai jitna humain lagta hi aksara hum say kam hota hai matlab ky trading mai kafi lose ho jata hai jub kay es mai kamyabi hasil karna atna asan kam nhi hai es mai kafi mahnet karna partye hai jis kay bad he ap es mai kisi hd tak kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai kam kartye hain tu es mai ap dil laga kay kam karain aur trading mai kam aik art ki tarha kartye haun tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur es ko samjhain gaue tu ap es mai zayda kamyab ho jatye hain jub kay ager ap es mai beghair samjhain kam ka4tye hin tu ap ka kafi nuqsan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bd mai ap es mai kamyab ho jain aur a es mai achi earning bhi sath mai kar lain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain aur achi earning kay musthaiq banye
    • #3 Collapse

      Re: Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

      Forex business kes kisam ka art nahi hay market me available ki gai (currencies, metals, stocks, energies) ko market ki majooda prices par khareeda aur becha ja sakta hay, jaha tak economic news ka taluq hay to market ki price movement ka andaza ham news se laga sakty hey kinu key news ki waja se hamy market price movement key trend key bary me information mil jati hay, Forex 1 open market hay jes me different pairs ki trading ko yakeeni banaya gia hay magar prices ki movement ko 1 art es ley samja jata hay key es ka taluq economic news se hi hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

        dear trading me art se murad skills hoti hain jin ko ap use karte huey market ko analysis karte hain or is me sub kuch shamil hota ha economics math technical price action jub ap Apne andar aik aisi skills ki ability developed karte hain ke ap Apne mind or action dono ko control kar letay hain jis se ap chart ke read karne ki skills or market ko analysis karne ki skills strong ban jati ha in sub skills ki waja se ap ke andar itna zeyda confidence a jatay ke ap market ki hard se hard condition or dificult movement ko asani se read kar letay hain jub ap ke andar itna zeyda confidence or skills developed ho jati hain tub phir ap forex ko aik art ki tarah se karne lagatay hain jaisa ke ap kisi kaam ke expert ho or ap os kaam ko nehaat proper or 100% theek kartay hain or is me mistake ke chances khatam ho jatay hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

          Dear ais market mai ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai kamyab hoty hai ye koi art nai hai ye aik business hai ap agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai time lagana parta hai aus k baad ap ko ais market ki moment samjh aa jati hai aus k baad ap ais market mai asani se kaam kar sakty hai aor ais mai se paisa kama skaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai money management k hisab se kaam karna hota hai ap ais market mai aik trading plan bana ley aor aus k hisab se ais market mai kaam kary tab hi ap ko ais market mai faida ho ga aor ap kamyab ho jaye gay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

            dear forex trading aik business hai es main apki art yahi hai k yah aik online trading ka business hai jis main ap apni trading kar k earning karty hain forex main ap jitni mahnat or lgan k sath kam karengy otna he apko faida hoga jis se ap es main kamybhi ahsil kar skty hain forex aik best online trading ka business hai jis main hum jitni mahnat karen gy otna he forex main zyda faida othany k chances barh jaty hain es liye hmain hard work krna hoga jis se hum apny kam ko bahtr kar skty hain or apny kam main pora pora faida otha skty hain es k ilwa forex main aghr hum ecnomics ki art smjhen tu hum yah smjh skty hain laken es main maths ka koi concept nahi hai jis main hum es ko smjh skaen forex aik pori duniya main kiya jany wala business hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

              forex trading aik economics base hai kyon ky ye business hai is main har country involve hai jis ki wajah say sab mulk ki economy har currency ki value say pata chalta hai aur kisi country ki currency ki value ziada hoti hai tub bhi ham ko faida mil sakta hai aur ager kisi mulk ki currency main nuksan ho raha hai tu uss say bhi ap faida hasil kar sakty hain is lea forex market ka yehi faida hai chahy kisi bhi country ko nuksan ho raha hai tu ap uss say direct us ki currency ko sell kar ky faida utha sakty hain mager yhe sab karna ita asan kam nahi hai pehly ap ko us country ka aur forex ky bary main achi tarah say knowledge hona bohut zrori hai aur acha experience hona bohut zrori hai phir he ap uss say faida lay sakty hain is lea p ko forex ko achi tarah say sekhna chahye phir he ap uss say faida lay sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

                Assalamu alaikum Forex forum members aap jante ho ki Forex trading market 1 important business hai jo internationally software accordingly run kiya jata hai aur ismein market mein aapko technical and fundamental analysis hasil karna hota hai agar aap technically are fundamental elements ko aur practice ko miss karte ho to aapko trading market mein nuksan ho sakta hai loss se bachne ke liye aapke pass eccentrics and strong trading skills hona chahie tab aap trading market mein loss a bi sakte ho Forex trading market mein trading aik art hai hai aur yah economics ka majnu hai economic trading patterns per market ko rang kiya jata hai aur candlestick chart pattern use Kiya jata hai market ke moment ko show karne ke liye previous current and future history market ki candlestick chart baton se he understand ki ja sakti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading aik art hai, economics ka ya maths ka?

                  Forex trading main jab bi trading karny to proper stop loss or take profit istamal karny gy to hum safe trading kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log ache trading kar k ache earning kar saken gy par jab tak hum log proper stop loss or take profit istamal ni karny gy to hum log kamyab ni ho saken gy or loss k chances ziada hon gy is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log ache earning kar k kamyab ho sakty han or forex trading main ache earning kar sakty han or behtar life guzar sakty han forex trading main jtni ache mehnat kar k kamyab ho sakty han to hum kamyab ho sakty han

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X