forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?
    dear friends forex business ager hamry pas investment nahi tu ham kisi say loan kar jab kam karty hain tu emotions aa jaty hain jiss ki wajah say trade karny main dar lagta hai asa kyon hota hai kia ap bata sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

    Udhaar say business nahi ho sakta hai aur na he Udhaar say Business kerna chaiye. Business mai Udhaar ka Matlab apnay liye bohat ziada pareshani paida. Ho jaati hai. Issi tarah forex trading business bhi aik aisa business hai jiss mai kabhi bhi Udhaar lay kay trading nahi kerni chaiye. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex trading mai Traders ko aisay kisi bhi mansoobay say guraiz kerna chaiye jiss mai apnay aap ko over burden ker kay forex trading kernay ka irada ho.

    Forex traders ko bank loans, friends ya family members say loan kay kabhi bhi trading mai investment nahi kerni chaiye. Forex trading business mai aksar traders khud ko expert samajh kay dusray loogo say investments lay laitay hain aur unhain profit percentages ka laalach day kay khud ko bohat Bara businessman samajh laitay hain. Aur phir business mai loss hota hai tou investors ki na tou investment he poori hoti hai aur na he profits pooray hotay hain aur phir traders emotional hotay hain aur phir mazeed loss bhi kertay hain
    • #3 Collapse

      Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

      dear dar isliey lagta ha udhaar ke money se kyuke ap wo money loss me afford nehi kar sakte hain agr udhaar ki money loss me chali jati ha tu wo ap ko wapis bhi karni hoti ha jis se ap ne udhaar lea hota ha tu jub ap ke mind me loss kar dar zeyda ho jata ha tu ap ke emotions ap ki trading me a jatay hain jis se phir wrong decision lena start ho jatay hain emotions me
      agr ap ke pass apni zati income ho or ap ne invest ki ho tu agr wo loss me chali jati ha tu ap par koi pressure nehi hota ha return karne ka kyuke wo ap ki apni personal investment hoti ha or jo udhaar ki rakam hoti ha os ka ap ko return karne ka pressure hota ha or aik Apne makhsoos time bhi dea hota ha return karne ka tu yeh pressure hone ki waja se ap emotional ho jatay hain
      ap ko udhaar ki money se trading karne se graiz karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

        Ji nahin kiya Aisa bilkul Nahin Hona chahie Agar Forex trading mein aap kaam kar rahe hain to uske liye kabhi bhi Lo Nahin Lena chahie Kyunki Mera personal experience a kilo liye kya paise se aap kabhi bhi Aisi train nahin kar sakte Kyunki aapke mind Mein Har waqt rahata hai ki aap ne loan Liya Hai To isko aap bahut secure Tarika se use Karen Kyunki Jab aap loan Lekar koi bhi kam karte hain to usmein aapko Jyada Mushkil Pai jaati hai aur jab aapko loss Ho Jata Hai To fir aapko usko return bhi nahin kar sakte aur loan per aapka extra sood bhi Chadh Jata Hai To isliye Mere Khyal se jaroori hai ki aapko chahie ki aap form Mein kam Karen form se bahut jyada bolna Sach Hasil ho sakta hai jisse aap acchi trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

          Dear ap jab kisi se loan lety hai aor aus k baad ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai ye hi tension hoti hai k ap ne agar ye paisa zaya kar dia to ap ko ais mai phir ye paisa wapis karna ho ga agar ap ais market mai trade kar rahy hai aor aus time ap k mind mai koi aisi tension ho gi to aus ki waja se ap ko kafi zayda nuqsan ho jata hai ais tarha ap agar ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai ye dekhna chaye k ap ais market mai sirf atna hi paisa invest kary jitna ap k pass extra ho aor wo ap ais market mai agar loss bhi kar ley to ap ko ais mai kisi kisam ka masla na ho agar ap ais market mai emtional ho jaye gay to ap ko ais market mai nuqsan ho sakta hai ais liay arma se kaam kary.
          • #6 Collapse

            Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

            Loan le kar jo money Forex business me ham invest karty hey ham par ye pressure be hota hay key hamy ne ye loan return be karna hota hay agar market me hamy profit na ho aur loss ho jaye to hamary ley es loan ki wapsi bahot mushkil ho jati hay esi dar key waja se traders emotional ho jaty hey, loan le kar Forex market me trading karna bahot mushkil hay agar traders key pass apni own money investment key ley majood ho to traders key emotional hony key chances loss key bad be kam ho sakty hey magar loan le kar trading karny se 100% trading me loss key baghir be traders emotional ho sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

              Forex trading main hum jab bi loan la k trading karty han to humy dar hota ha k humy loss ho jay ga is ley hum emotions main aa jaty han or is he waja sy hum log forex trading main loss karwa daty han forex trading main ache earning kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log kamyab ho sakty han k hum apny emotions lalich or juldbazi ko control kar lan gy is k bagar hum ache trading ni kar sakty han is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum kamyab hoty han or ache earning kar saken gy is ley humy behtar planning or strategy apni emotions ko control karna ho ga tab he hum log ache trading kar k ache earning kar saken gy or forex trading main kamyab hon gy
              • #8 Collapse

                Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

                Pakistan Forex forum members aapko trading ke liye aaj kal weekly bonus mil raha hai aapko loan lekar trading deposit ka sochana bhi nahin chahie yah ek galat faisla hai aapko form mein mehnat karke jo har nahin hogi jo bonus aapko milega usko aap use karo aur trading ke liye istemal karo member aapko ine opportunities ko avail karne ke liye apni akal ka istemal karna chahie aur wrong decision avoid karna chahie aagrah shuru mein wrong decisions loge to aapko trading market mein naahi earning hogi aur naahi learning hogi Forex trading market mein kabhi bhi aapko emotional nahin hona aur loan lekar trading nahin karni hai agar aap udhar lekar trading karoge to aap udhar bhi per nahin kar sakoge aur aapko nuksan ho jaega aur nazeer tension hogi aapko isliye aapko Pakistan Forex form mein post aur thread karke jo bonus milega usse trading karo to aap behtarin earning kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

                  Ji ap nay bohat hi acha question kia hay. First of all to ham sab ko yeh understand kar laina chahiay k Forex aik risky business hay jis main kisi bhi time kisi bhi wajah say loss ho sakta hay aor baz dafa trader ki kisi apni mistake say itna barda(big) loss ho sakta hay k jis say tamam account wash ho jay is taran sari ki sari investment bhi wast ho jati hay is liay udhar paysay lay kar Forex trading main invest karna aik big risk hay kun k agar kisi trader nay ziada big profit kay lalach main aa kar ya emotional ho kar kisi sau loan lay lia aor usay Forex trading main invest kar dia phir trading kay doran usay kisi wajah say loss ho gia to usay loan ko return pay kar bohat mushkil ho jay ga aor usay kafi mushklat ka samna karna parh jay ga is liay traders ko loan lay kar trading nahi karni chahiay jis ki sab say big reason yeh hay k Forex market ki position ka thek taran say pata nahi hota kun k Forex market any time move karti rehti hay lehaza kisi bhi khatar nak soorat say bachnay kay liay behtar hay k Pak Forex Forum pay posting kar kay bonus earn kia jay aor phir es bonus say trading ki jay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main udhaar lea gay paison say ham emotions main kyon aa jaty hain ?

                    Assalamu Alaikum Dosto ji aapane bahut hi Achcha Sawal ki hai ki Forex mein udhar liye Gaye paison se Ham emotions Mein Kyon a Jaate Hain iska jawab bahut hi simple hai kya yah Hamari mehnat ke paise Nahin Hote aur kabhi bhi Uthar liye gaey paise se business ko start nahin kiya Ja Sakta Agar Business mein Hamen loss Ho Gaya To Hamen iski double tension Hoti Hai matlab yah ke jisse paise Udhar liye gaye ho use Wapas karne ki bhi tension hoti hai aur Khud Ke Business mein loss hone ki bhi tension hoti hai isliye kabhi bhi business ko Udhar Paisa se start nahin karna chahie isase Ham mentally Taur per emotions Mein a Jaate Hain aur Apna business Sahi tarike se Anjam Nahin de sakte isliye Forex mein udhar liye Gaye paison Se Kabhi Bhi business start nahin karna chahie Shukriya.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X