kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain ?
    dear friends main ju ap ay swal poch raha houn yeh swal bohut he mushkil hai aur achy experience walo ko he aa sakta ha forex main aik future price hoti hai aur aik spot market ham forex main ju kam karty hain yeh aik spot market main aur future market main gold ki price 1762 ky karib hai mager hamri spot market main price 1730 ky karib hai kia gold future wali price main ja sakta hai ya nahi aur kitny percent chanses hoty hain is ky jany ky please es ky bary main detail ky sath btain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain

    dear gold ki spot price future price me ja bhi sakti ha or nehi bhi yeh 100% confirm nehi hota ha ke gold ki spot price future price ko follow kartay huey future price tak jaye gi jaisa ke ap keh rehay hain ke gold ki spot price 1730 or future price 1762 par ha tu gold ki spot price 1730 se 1762 par jaye gi ya nehi yeh is bat par depend karta ha ke gold me supply or demand kitni ha or fundamental reason ka kitna asar hota ha agr yaha par gold me buying pressure anay se demand zeyda ho jati ha tu gold ki price 1762 par ja sakti ha par agr current situation me gold ki spot price 1730 se selling ka pressure increase ho jata ha or gold ki demand me kami ho jati ha tu gold ki price 1730 se hi nichay jana start kar de gi
    • #3 Collapse

      Re: kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain

      brother forex market main ager ap kam ray hain tu ap ko sirf spot market yani ky jiss market main ap kam kar rahy hain usi main he ap ko technical ko apply kar ky kam karna chahye kyon ky future market main wo price hit ho bhi sakti hai aur nahi bhi ho sakti hai mager ziada tar chanses hit hony ky hoty hain mager us ko ap 100 percent nahi lay sakty hain ap us ko 50% lay sakty hain is lea ager ap ka technical sopt level ka tools ager future market say match karta hai tu es say mazeed ap ki confirmation ho jati hai mager ap ko market ko har lehaz say dekhna chahye kyon ky es main pori dunia kam kar rahi hai jis waja say koi bhi aik method kar amad nahi hota hai na he koi aik news base pay market move karti hai es main jitna ziada volume jiss side bhi ho ga market udher he jay gee.
      • #4 Collapse

        Re: kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
        dear friends main ju ap ay swal poch raha houn yeh swal bohut he mushkil hai aur achy experience walo ko he aa sakta ha forex main aik future price hoti hai aur aik spot market ham forex main ju kam karty hain yeh aik spot market main aur future market main gold ki price 1762 ky karib hai mager hamri spot market main price 1730 ky karib hai kia gold future wali price main ja sakta hai ya nahi aur kitny percent chanses hoty hain is ky jany ky please es ky bary main detail ky sath btain..
        Yes to dear ais market mai hum 100% nai bata sakty k ais market mai kai ho ga magar ais market mai moment aisi hoti hai k banda ais k bary mai kuch nai keh sakta ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai khud analysis karny chaye aor aus k baad ap ko ais market mai planing kar leni chaye agar ap ais market mai plan bana lety hai aor aus k baad ais market mai profit bana sakty hai ais tarha ap k analysis agar achy ho jaty hai to ap ko ais market mai kamyabi ho jati hai agar ap ais market mai spot market ki price ko dekhy to hum ko ais mai hum ko gold future ki jaha price ho waha tak ja sakti hai ais market mai ap jaisy kaam kary gay ap ko ais mai atna hi zayda faida ho ga ais market mai ap ko acha plan bana lena chaye.
        • #5 Collapse

          Re: kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain

          Forex trading main spot market or future market apni apni movement karti ha is main koi relation ni ha k aik ny high lea ha to dosra bi high ho is ley humy kya karna chae ha forex trading main humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log kamyab ho sakty han k hum apny analysis karny or in k mutabiq trading karny spot ya future ki waja sy movement main koi farq ni parta ha is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k movement ko seekena or samjena ho ga ta k hum log behtar analysis behtar trading kar k kamyab ho saken or ache earning kar k behtar life bana saken gy
          • #6 Collapse

            Re: kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain

            Spot market aur future market ki prices ziada ter direct proportion mai barh rahi hoti hain. Jab future price up hoti hai tou uss waqt spot market kay saath uss ka difference maintain he rehta hai. Spot market price uss waqt ki current price hoti hai aur future price uss ki matawaqoo price hoti hai. Spot price barhnay say market mai future price bhi itnay he percent barhti hai. Aisa bohat Kamm hota hai kay dono barabar ho jain ya spot Market future market say barh bhi sakti hai.

            Forex traders ko inn sub baatoo ka khayaal rakhna parta hai. Future price ka ziada ter taaluq aisi movements say hota hai jiss mai sudden chances hotay hain aur yeh market ki aik maximum flexibility hoti hai kay market mai supply aur demand ka ratio kharaab honay ya demand aur supply ki chain tootnay say price future mai kaha tak jaa sakti hai. Future price asal mai woh fix price hoti hai jo future kay kisi makhsus waqt pay makhsus quantity mai makhsus cheez kay liye Tay hoti hai chahay uss ki supply available ho ya nahi ho. Phir buyer ko seller nay woh uss contract pay provide kerni he hoti hai aur future price spot price ki ratio say he settle hoti hai jo ziada he hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain

              Spot market aur feature market prices me difference es ley hota hay key Forex market me jab be feature pairs (currencies, gold, crude oil) ki price ko market me contract key base par trading key ley available kia jata hay aur es par market me fix time aur date key base par hi trading ki ja sakti hay es ley feature market ki price spot market prices se zeyada hoti hay, Gold ki feature market agar 1760 hay to es me trading contract key base par ki ja sakti hay aur spot market me gold ki keemat esi ley kam hoti hay key market me es ki price jo be running position me chal rahi ho esi key base par es me trading mumken hay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: kia spot market future market wala target hit karti hai kitny % chanses hoty hain

                Forex trading market mein market ki expected movement ko measure karne ke liye aapke pass different multiple trading tools maujud hote Hain agar aap trading market mein professional experience use karte hue expert trading member see guidance ke accordingly reading karenge to aapko bahut kuchh unpredictable understanding mil sakti hai agar aap spot market ki movement ko future trading target ki percentage ke accordingly dekhna chahte ho to aapko leading indicators and oscillators use karna chahie you know that forex trading market mein risk factor ko monitor karne ke liye aapke pass candlestick chart pattern ke different candles and moving average ke reading ke accordingly trade initiative lena zaruri hai commodity pair ki volatility zyada hoti hai agar aap compare Karen major currency pair ke sath to aapko maloom ho jaega

                اب آن لائن

                Working...
                X