Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?
    Forex trading shuru kernay kay baad junior traders ko pehlay currency pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?

    expert or professional traders ki janib se juniors traders ko currencies pairs me trading karne ka kaha jata ha kyuke currencies me trading karna commodities or metal ki nisbat zeyda easy hota ha agr traders commodities ya metal me trading karna chahte hain tu un ke pass deeply knowledge experience ka hona lazmi ha jo ke juniors traders ke pass nehi hota ha agr juniors traders metal ya commodities me trading kare gay tu loss hone ke chances hotay hain
    juniors traders ko mostly majors currencies pairs me trading karne ka kaha jata ha kyuke agr ap ke pass 50$ bhi hain tu ap majors currencies pairs me trading karke profit earn kar sakte hain or majors pairs ko commodities or metal ki nisbat analysis karna bhi easy ha metal or commodities me ap zeyda profit earn tu kar sakte hain par is ke liey boht zeyda knowledge pass hone ki zarorat hoti ha jo ke juniors traders ke pass nehi hota ha
    Last edited by ; 15-04-2020, 12:10 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?

      dear friend pahle isliye Kaha Jata Hai currency pair trading karne ke liye Kyunki currency bare mein bahut jyada kam spread hota hai to isliye bahut Sare log jyadatar currency pair Mein trading karte hain Kyunki Jab Ek unknown trader aate hi Gold per training Karle Tu bekar hai UK currency pair Mein sabse Jyada trading ki jaati hai isliye sabse pahle currency pair ko dekhna chahie aur usmein kam karna chahie aur usko acchi Tarah Se Jab aap Jaan Lenge to aap mujhse Achcha benefits nikal Lenge aur Market hanji manage karna currency pair ki vajah se aapko acchi Tarah Se Maloom hoga aur Iske alava yah hota hai ki Jab aap currency per trading Karte Hain To aap kam balance ke sath bhi use per trading kar sakte hain lekin Jab aap Agar commodities Jaise ke Gold per silver per oil per trading Karte Hain To uske liye kam se kam aapke account mein 500 dollar Tak ka balance Hona bahut jaruri hai aur sath sath Achcha experience bhi Hona jaruri hai to isliye kam balon ke sath aap currency pair per bhi trading kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?

        Dear ap ne agar dekha ho to insta forex par ap ko jo lot size dia jata hai ye kafi zayda kam hota hai ap ais mai jab currency par kaam karty hai to ap ko ais mai ye faida hota hai k ap choti lot k sath kaam karty hai to ap ko ais mai atna zayda nuqsan nai hota hai aus k sath ap ais market mai agar gold ya silver par lot lagaty hai to aus par moment kafi zayda fast hoti hai aor aus par ap ko nuqsan ho sakta hai jis ki waja se ap ka account wash ho sakta hai ais liay ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye ta k ap agar ais market maki kaam kary to ap ko ais market mai atna zayda nuqsan na ho jis se ap ka account wash ho jaye ais market mai phly currency par kaam kary ta k ap ko ais market mai kaam karny mai asani ho jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?

          Forex trading main currency pairs main trading karny to hum easily forex trading ko samj sakty han q k currency pairs main maximum movement slow or kam hoti ha jis sy hum trading ko behtar tariqa sy samj or seek sakty han is ley humy both soch samj k trading karni hoti ha is ley humy ziada sy ziada behtar trading k ley pehly currency pairs main trading karni chae ha ta k hum k kamyab ho saken is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jtni ache hum planning karny gy to hum log kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken
          • #6 Collapse

            Re: Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?

            Professional traders kesi be esy traders ko jo key learning aur market me trading practice ki koshish kar rahy hoty hey un ko currency pairs me hi trading ka mashwara dia jata hay es key 2 reasons hey, currency pairs key spread kam hoti hay aur market me movement be kam hi hoti hay es waja se traders agar 0.05 se 0.10 lot size ka be use karty hey to un ko loss kam ho sakta hay, new traders ka main maqsad market ko judge karny ka aur learning karny ka hota hay es waja se kesi be metal, energy pairs me trading karna us key ley dangerous ho sakta hay, learner traders key ley currency pairs ki trading hi ho sakti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?

              Agr ap shuru ma commodity py trading start lr do gay to aoko experience nhi hota jis ki waja sy loss hony ma der nhi lgti aor market ma apko kafi loss ki waja sy account wash ho jata hai mtlb aoka account khali ho jata hai is leay aoko trading ky leay pehly aoni position strong bnana hoti hai is leay aoko pehly currency pairs py trading ka kaha jata hai lehaza apko trading ky leay in pehluon ka khas kheyal rakhna chye ta ky apko trading ma koi preshani na ho aor ap log markrt ma trusted aor interested ho ky motivation ky sath kaam kr sako trade leny ky leay hamary pas reasin bhi honi chye aor acha analysis bhi hona zaroori hai tb he hamen moqa milta hai achi earning ky traders ky psychological evaluation ky bad forum ma mashvry deay jaty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Pehlay crunncey pairs mai trading ka kiyu kaha Jata hai?

                biggner ko is wajah sey yeah kaha jata hai k wo currancy pair k oper traiding kary kiun biggner k pass ziada knowledg nahi hota hai forex traiding ka or woh abhe sekh rhy hoty hain ik kism ka, is waj sey un ko yeah kaha jata hai k ap phily currancey pair k oper traiding kary 0.01 ki lot size sey to ap thora bahot profit bhe hasil kar lo geyai or sekhty bhe rahu geyai currancey pair k oper agar ap choti lot size k sath long trm traide lagty hain to gham phir kar parice wapas ajata hai jis ki waj sey ap ko ziada nuqsan ka smana nahi karna parta hai ap ko currancey pair k opr traiding karny k lia bhe knowledg gain karna chahi hai or without knowledg in par bilkul bhe kam nahi karna chahi hai forex traiding without knowledge isy hai jissy joa tuka lag geya ti profit or tukka na laga to loss ap ko isa bilkul nahi karna soch samjh kar ap ney kam karna hai traiding main .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge

                اب آن لائن

                Working...
                X