kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?
    dear friends forex market main news ky analysis karna bohut he mushkil hai ju ky advanced learning say he ham hasil kar sakty hain ju ky aik aam trader ky lea karna boht he ushkil kam hai kia ham news ky analysis kea bgair bhi es market main success ho sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?

    dear forex aik bahut barra business hay jis main agar ham sab kuch thora bahut acha learn karnay say success ho saktay hain to is main phir har koi success ho sakta hay forex markeet ko samjhna aur is say achi earning k liye haamray pass iska har tarha ka mukammal knowledge ka hona sab say ziada zaruri aur lazmi hay agar ham kahain k ham sirf achay aik he indicators say success ho saktay hain to ham yeh bahut barri bhool kartay hain ais markeet kos amjhnay k liye is main haamra har tarha ki news say kaam karan usk baray main seekhna aur har aik sessions ko poori details ka sath samjhna zaruri hay agar hamari in sab cheezon pay achi pakkar bhi ho jaty hay to hamko tab bhi lose ho sakta hay to ham yeh kaisay keh saktay hain k agar ham news k baray main achaya experts hain to ham markeet main success hain.
    • #3 Collapse

      Re: kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?

      Forex trading business mai different types ki trading strategies hoti hain jinhain traders waqtan fawaqtan zarurat kay tehat apply kertay rehtay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn ki wajah say forex mai kaamyabi asaan ho jaati hai. Traders mukhtalif kisam kay analysis kertay hain aur trends ki madad say market mai positions open kertay hain. Aur profits lay kay unhain close ekr laitay hain. Forex mai news ki madad say achi trades open ki jaa sakti hain laikin yeh zaruri bhi nahi kay news kay baghair trading ki he nahi jaa sakti hai.

      Forex business mai news floating types ki hoti hain aur news anay say pehlay markets kay trends laazmi disturb hotay hain laikin traders unn movements say bhi business ker laitay hain. News ki madad say achi trading ho jaati hain laikin news kay baghair bhi achi trading ki jaa sakti hai laikin news kay saath pehlay say trades pehlay say plan ki jaa sakti hain aur news kay baghair current market mai trading ki jaa sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?

        Forex trading market mein secure trading ke liye and confidence ke sath working ke liye aapke pass complete trading market ka analysis hona important hai agar aapke pass fundamental analysis nahin aur aapke pass technical effects and management planning hai to aapko phr bhi insecure feel hoga aur aap confidence ke sath apni trade ke bare mein vate nahin kar sakoge isliye aapko chahie ki market ka complete analysis hasil karo sentimental analysis information lene se bhi important hai aur technical fundamental analysis important hai fundamental analysis ke liye aapke pass chat ke ilava economic calendar install hai aapke mobile mein to aapko Bata information mil sakti hai calendar chart main aapko daily news schedule milta hai jiska zareye aapko maloom hota hai ki aaj kaun si news release honi hai
        • #5 Collapse

          Re: kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?

          Dear jo banda ais market mai news par kaam karta hai aus ki apni trading strategy honi chyae agar ap ais market mai news par kaam karty hai to aus mai jaisy hi news aany lagy aus se phly ap dono taraf pending orders laga dety hai agar market news k baad fast moment karti hai aor kisi taraf jati hai to aus time ap aus trade ko close kar sakty hai ais tarha ap ko ais market mai ye faida ho jata hai ap agar ais market mai kaam karty hai to ap ko news k time par agar profit ho jaye to kafi zayda ho jata hai ais k sath ap agar ais market mai news trading ko sekh jaty hai to ais market mai ap ko kamyabi mil sakti hai kun k news trading mai kafi zayda profit ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?

            agr ap news ko analysis nehi kare gay tu ap consistent se profit earn nehi kar sakte hain is ki reason yeh ha ke news ki waja se anay wali fast or unexpected movement ki waja se traders ko zeyda loss hota rehay ga or traders ka earn kea howa profit loss me ja sakta ha forex me movement news ki waja se bhi ati ha isliey news ko bhi analysis karna boht lazmi ha takay news ki waja se honay wali movement ko ap understand karke koi strong decision le kar profit earn kar sakain or loss se bach sakain
            news ko analysis karne ki ehmiat
            agr ap technical analysis ki help se market analysis karte hain or profit earn kartay rehtay hain phir beach agr market me news ki waja se movement ati ha tu wo ap ke technical analysis ko fail kar de gi jub ap news ko analysis nehi kare gay tu ap ko aisi movement ka pata nehi chalay ga jo ap ke technical analysis ko fail kare gi tu ap ka technical analysis fail hone se ap ko beach me loss hota rehay ga jisse ap ke liey aik acha profit earn karna boht mushkil ho ga isliey news ko analysis karna boht lazmi ha agr ap consistent ke sath acha profit earn karna chahte hain
            • #7 Collapse

              Re: kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?

              Nahi dear Forex market ka jaiza leny ki ability agar traders me majood nahi ho gi to esy traders ko successful hony key bary me soch nahi rakni chaye, news hi market me par effect karti hey es key bad hi indicators market trend aur market ki movement ko determine karny ka indication dety hey, traders technical se related market analysis par agar depend be karty hey to us key 70% trades decision ghalat ho sakty hey aur loss average me be esi waja se ezafa ho jata hay aur agar traders news base ki analysis par decision lety hey to us key 100% trades decisions right ho sakty hey.
              • #8 Collapse

                Re: kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?

                Forex trading main news ki apni importance ha jab tak hum log proper analysis ni karny gy to hum log kamyab ni ho saken gy is ley humy chae ha maximum knowledge or experience hasil kar k ache analysis karny seekeny or samjeny ta k hum kamyab ho saken is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jis sy hum behtar trading kar k ache earning kar saken gy or forex trading main kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k humy kamyab hon is ley humy ache sy ache analysis karny seekeny hon gy
                • #9 Collapse

                  Re: kia ham forex main news ky analysis keay bgair bhi success ho sakty hain?

                  ji nahi bilkul bhe nahi ham ko chahi hai k ham kise bhe chiz ka analysis kar rhy hun gold ho silver ho EURUSD USJJPY koi bhe cuurancey pair ya mitl ho to sub sey phuil ham ko forex factory .com k oper wise karna chahi hai dekhna chahi hai k jis pair k oper ham analysis kar rhy hain kiya os ki koi news to nahi any wali next koch mint ya ghanto bad agar to koi news na ho phir to ap ik acha analysis kar skty hain longtrm k lia agar to os ki koi news ho to bhe ap ik acha analysi kar skty hai acroding to news magar agar ap news ko follw karty hoy analysis karty hoy to agar to ap analysis kar lo traide laga lo news facrtory ko check kia bghir to jab os currancey pair ki news ajati hai to baz dafa isa hota hai k ap ka analysis fail ho jata hai jis ki wajah sey ap ko loss ka smana karna parta hai agar ap is sey bachna chahty hain to news ko lazmi chack kary nanalysis sey phily .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Janab ager ap nay scalping karni hai tu just news pay focus kar kay ap us kay analysis kar sakty hain or us ki base pay ap trade kar sakty hain. lekin zarori hai kay ap just high impact news pay trade karain. Ap jab high impact news pay trade karain gy tu ap asani sy us sy achi eanring kar sakty hain or just apny pairs or us news pay trade karain jis ka ap ko knowledge ho or ap us kay achy sy fundamental analysis kar sakty hain. Es tarha ap ko technical ki zarorat nahi pary gi or ap ki earning achi ho sakti hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X