Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?
    Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?ka wo bilkul in time py correct decision lay kay apny apko nuqsan say buchay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

    G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai achy time par decision lena hota hai agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai soch samjh k trade lagani hoti hai ais k sath ap agar ais maret mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai khud hi decision lena hota hai kun k ye market aisy hi moment nai karti hai ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai planing kar ley aor aus k hisab se ais market mai kaam kary agar ap ais market mai achi trade laga lety hai to ap k andar atna sabar hona chaye k ap aus mai sabar kar saky ais tarha ap ais market mai kamyab ho jaty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

      Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex trading aik bot difficult or risky business hy is m successful trading k liay hmari decision power ka hona bot zrori hy agr ham apny kam k decisions wakt pr lan gy to ham achi trading kr skty han forex trading m kam krty hoay hmary decision strong hon gy to hum successful hon gy agr ham trading m sell or buy krty hoay confused ho kr order place karty han to hamy hmasha loss ka samna krna prta hy zyada tar traders jin ki decision power strong ni hoti or wo wakt pr faisla ni kr paty to unan hmasha nuqsan ka samna krna prta hy aik kamyab traders ko hmasha soch samj kr mukmal planning k sath knowledge or experience hasil kar k trades open karty han to hamy acha profit hasil hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

        Forex trading business mai wohi trader kaamyab hota hai jo sahi waqt pay sahi faisla kerta hai. Forex market mai movements ka pata nahi chalta kiyu kay market demand aur supply ki wajah say achanak move kerti hai jiss say traders ko bohat si confusions hoti hain. Jinn ki wajah say traders faislay kernay mai mai bhi bohat pareshani ka shikaar hojatey hain. Forex traders mai decision ki base pay he Sara business ho raha hota hai. Forex traders ka knowledge, learning aur experience uss waqt takk uss kay kisi kaam nahi ata hai jabb takk woh usay sahi waqt pay use he na ker sakey.

        Forex traders ko achay aur barwaqt faislay kernay kay liye apna home work her waqt complete rakhna chaiye. Forex traders ko market ki latest update say agah rehna chaiye aur trading market kay related news aur policies ko observe kertay rehna chaiye kiyu kay traders kay faislay usi waqt faida mand hotay hain jabb unka acha result bhi unhain milta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay unka business achay tareekay say run ho sakey aur earnings bahter ki jaa sakain
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

          g han dear trading me traders ke pass decision power ka hona lazmi ha jub traders ke pass strong decision lenay ki power ho gi tu traders kisi bhi tough or dificult condition me decision le kar loss se bach sakte hain forex me mostly loss weak decision ki waja se hota ha
          example
          kuch traders ke pass kam knowledge hota ha or wo market ko deeply understand nehi kar patay hain or weak decision le letay hain jis se traders ko loss ka samna karna parta ha

          baaz dafa aisa hota ha agr traders ke pass strong decision power ho tu wo apni trades ke against hone wali movement ko pehle se hi pridict kar letay hain or strong decision le kar loss se bach jatay hain misaal ke tour par agr traders ne aik trades open ki ha or kuch time bad trend trades ke against ho chuka ha ya strong reversal bana chuka ha tu traders waha knowledge ki help se strong decision le kar loss se bach jaye gay kyuke wo trades ke against hone wali movement ko pehle se samaj jaye gay
          jin ke pass knowledge nehi ho ga wo market ke reversal jo in ki trades ke against ho ga nehi understand kar paye gay or loss ka samna karna paray ga
          important note
          agr ap strong decision power hasil karna chahte hain tu ap ko market ki har condition or tough and dificult movement ka knowkedge hasil karna ho ga or os me practice karke exprience hasil karna ho ga tub ap ke pass strong decision power a jaye gi jo ap ko faida de gi
           
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

            apni trading ky lea decision power hona bohut zrori hai aur es ky lea ap ky pas confidence hona zrori hai phir he ap es main apne decision ko the tarah say lay sakty hain kyon ky kuch trader yahn pay aa kar loss kar wo trade ka decision laity time confuse ho jaty hain ya dar jaty hain ky hum ko loss na ho jay es lea humy es market main es bat pay pkka rehna chahye aur apni trade ky decision pay full confidence ho kar kam karna chahye hum ju bhi trade karain tu hum ko yeh yakeen hona chahye ky hamri yeh trade 100 percent win ho gee es lea es bat ka trading main bohut ziada asar parta hai es lea ap ko apne decision pay full confidence hona zrori hota hai phir he ap es business main success reh sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
              Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?ka wo bilkul in time py correct decision lay kay apny apko nuqsan say buchay?
              Traders ke pass se decision lene ka power Hona bahut jyada jaruri hai apprentice ko chahie Kya Hamesha proper planning for analyses Karke kam Karen aur apni trading Ke Liye Is Tarah ka decision Lene Jo unke trading ko bahut jyada improve kar sakta hai sometimes credit trading karte hue Jab and Mein decision Lene Lagte Hain To wrong decision Le lete hain Jiski vajah se a unconscious and ho jata hai credit score Is Tarah Ke decision Nahin Dena chahie Jisne trading karte hain nuksan ho sakta hai Hamesha Aisa decision lene ke liye try Karni chahie Jo Hamare liye Achcha ho aur Hamare trading interview Ho
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

                yes bahut ziada lazmi hay,dear agar ham kisi achay knowledge k sath is markeet main kaam kartay hain to hamko phir bhi lose ho sakta hay agar ham apnay deceioun chang kartay rehtay hain to hamko kisi kisam ka koi experience nai mils akta hay is liye hamko har haal main jub confirm ho jaye k yeh knowledge hamko aik din achi earning dila skata hay to hamain jobhi achi trades milan hamko usay pick karnay k baag kabhi bhi jald baazi ka koi muzahir nai karna chaye jis say aik din ham zarur achay trdaers ban skatay hain aur achi earning karna hmara mukadar ban sakta hay aur agag ham amrkeet main orders lagatay he usay close karnay ka sochan strat kardaingay jis say hamko lose k ilawa aur kuch bhi hasil nai hoga aur ham aik din markeet ko hamesha k liye chorr daingay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

                  Dear traders assalamu alaikum agar aapke pass training ke liye decision power nahin hai to aapko trading mein pareshani ho sakti hai aur aap confuse ho sakte ho trading karne ke liye aapko maturity ke sath confidence ke sath kam karna hota hai aur psychologically aapko strong hona chahie agar aapko loss ho raha ho to aapko tension nahin leni chahie raat ko nind nahin aaegi aur aapko pareshani ki vajah se aur bahut sare ka samna karna padta hai aapka bhi kharab ho sakta hai aur aapko loss ki tension ki vajah se bahut sare shoes desh karna par sakte hain agar aapko Forex trading market mein confidence ke sath aur demo account actors ke sath management ke sath stop loss use karte hue kam karna hoga aur technical fundamental analysis understand karte hue Forex trading market mein trade open karna hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

                    Decision power agar acha ho to market agar unexpected movement be karti hay to traders apny es power key base par agar trades me profit earn nahi be kar paty to account ki equity ko koi nuksan be nahi de sakty, decision power traders ki ability aur quality be samji jati hay, decision power ko strong karny key ley kesi kisam key skills ki zarorat nahi hoti traders agar trading practice kia karen gey aur knowledge hasil karna be apni learning ka hisa samjy gey to esy traders ka decision power level etna strong ho sakta hay key wo market me loss nahi kar sakta aur equity me apny decision power ki waja se hi ezafa kar sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

                      Forex trading main trader ki decision power both ziada important ha q k jab tak sahe time pe sahe decision ni lan gy to humy ziada profit ni ho ga is ley humy pehly apna knowledge or experience ziada behtar karna ho ga behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni chae ha ta k hum kamyab hon jis waqat sahe waqat pe sahe fasila kar lan gy to ap ko maximum profit ho saken ga is ley humy utna he ziada profit k ley ache planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken or acha profit hasil kar k trading karny ta k behtar earning kar saken
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kay liye trader kay pass decision power ka hona lazmi hy?

                        As-salamu alaykum doston.
                        Trading karne ke liye Har trader ke pass decision power ka hona Zaroori Hota Hai Kyunki decision power Hamen Kisi bhi loss se bacha sakta hai decision power ko trader ki ability Samjha jata hai. Decision power trading Karke Ur knowledge Hasil karke hi Aati Hai. Jab tak Hum zyada Knowledge Hasil nahin kar lete Ham achhi decisions Nahin le sakte.
                        Decision power Kesariya Ham bahut jyada profit kar sakte hain yah Hamare mind ka ek Imtihan hi hota hai decisions per.THANKX

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X