Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?
    dear all members me aj ap se ya sawal karta ho ke muje koi bataye ga ke money management kya hai is per kis tarah trade ki ja sakti hai ya topic per bohat sare log bat karte hai or har koi kahta hai ke is per kam kare me aj ya sawal yaha is liye poch rahah ho q ke me forex trading business ki learning kar raha ho or muje abi bohat kuch learn karna hai is liye me forex trading business ke student hone ke nate ya sawal poch raha ho ke forex trading business me money management ki kya ahmiyat hai is per kam karna chahiye? agr karna chahiye tu kis tarah hum is ko samj sakte hai? hmare pass kitana balance ho tu hum achi lot laga sakte hai please aj muje is bare me knowledge de ta ke me forex trading business me achi learning kar sakon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

    Money management ka Matlab apnay paisay ya money ko iss Tarah use kerna hai kay jaha zarurat ho wahi pay use ho aur uss use ka faida bhi ho. Business mai money management ki bohat importance hai kiyu kay iss kay baghair na tou business shuru hota hai aur na he business say faida Lia jaa sakta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay traders ka business he money management say shuru hota hai. Account balance personal investment say ho ya pak forex forum kay monthly bonus say ho dono ki he money management bohat zaruri hai.

    Money management traders ko aisay kerni chaiye kay unn ka account balance achay tareekay say trading mai utilize bhi ho sakey aur uss say acha business bhi kia jaa sakey. Aik trader ka account balance Agar 100$ hoto uss ki bahtreen money management yeh hai kay woh apna daily, weekly aur monthly target banaey aur usay pata ho kay uss nay total kitni trading kerni hai aur total Kitna profit accumulate kerna hai. Iss Tarah traders acha business ker saktay hain aur apna account balance bhi safe rakh saktay hain. Money management ki achi practice kay liye demo trading account bahtreen option hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

      Mere dost aapane bahut acche tarike se bataya hai ki Kaise Mani management ko follow Kiya jata hai aur isko follow karna Kitna important hota hai Forex mein to main aap sab doston ko Yahi kahunga ki Hamen Hamesha money management ko follow karna chahie Agar Ham money management ko follow Nahin Karenge To Hamara account Mehfooz Nahin Rahega aur Agar Hamara account Mehfooz Nahin Hai To fir Ham bilkul bhi Forex a profit Nahin Le Sakte to main aap doston ko Hamesha Yahi kahunga ki aap sab Logon Ne money management ko follow karte hue kam karna hai aur iske sath agar aap kam Karenge to aapko profit bhi achcha Hoga aur bahut acche tarike se aap Kama Sakenge Forex Mein Main Bhi money management ko follow karta hun money management follow karna Itna important hai Jitna aap apne account Ki Hifazat karna chahte hain mere dost
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

        Forex trading main humy money management sy trading karni ho ge tab he hum log behtar trading kar saken gy is ley humy behtar learning or practice sy ache trading kar k ache earning kar sakty han money management sy humy loss k chance kam hoty han or maximum profit k chance hoty han is ley humy money management sy trading karni ho ge jab tak hum log proper money sy trading ni karny gy to hum log kamyab ni ho saken gy is ley humy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken forex trading main jtna acha knowledge or experience ho ga to hum utny he kamyab ho saken gy is ley humy behtar learning or practice jari rakhni ho sath apni management ko behtar karna ho ga or kam sy kam risk la k ache earning karni ho ge tab he hum log kamyab ho saken gy
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

          Money management koi mushkil tiwri nahin hai aapke pass agar Forex trading market ka technical aur fundamental analysis maujud hai aur aap sentimental analysis bhi karna jante ho to aapko kisi ke sath ki pareshani nahin hogi money management ke liye aapke pass apna capital balance aur lot size + aapko stop loss and take profit lagane ka method clear hona chahie agar aapko technical market case steps aur elements ke bare mein pata hai to aapko factorial anil says price action strategy use karte hue kam karna chahie ismein aapko best yah hai ki aap indicators ki madad se buying and selling opportunity well karo aur trading karo Forex trading market main zaroori steps ko ignore nahin karna chahie aur market mein casual behaviour nahin karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

            Dear ap jab ais market mai trade karty hai to ais mai ap ko jo lot lagani hoti hai wo apny account k hisab se lagani hoti hai ap agar ais market mai lot apny account k hisab se lagaty hai to ais ko money management kehty hai ais se ap ko ye faida ho jata hai k ap ais market mai jo trade lagaty hai aus par ap ko agar loss ho jata hai to ap ka account safe rehta hai kun k ap ais mai apny account k hisab se lot lagaty hai ais market mai ap ko ye dekhna hota hai k ap agar choti lagaty hai to aus par ap ka stop loss zayda hota hai agar ap ais mai stop loss nazdek rakhty hai to aus par ap lot bari bhi use kar skaty hai ais tarha ap kafi zayda profit bana sakty hai aor kamyab ho sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

              dear forex market main money mangement aik forex ka rule ju ap ki money ko mange karny ky lea bana hai ager ap es ko follow kar ky kam karty hain tu ap ka account kabhi bhi wash nahi hota hai aur na he ap ko es main ziada nuksan hota hai es lea ju trader bhi forex main es rules ko apply kar ky kam karta hai ager ap ky pas 100 doller ka account hai aur ap es main money mangement kar ky kam karna chaty hain tu 100 doller ky account main ap ki lot size siza ziada say ziada 0.02 ho gee ya 0.01 ki 2 lot hon gee es ko ham money mangement ka name daity hain es lea es market main ager ap nay kamyab trader banna chaty hain tu ap ko es rules ko apply kar ky he kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

                Dear forex market Mein money management Ek Puraskar rule hai jo aapki Mani ko manage karne ke liye banaa hai agar aap isko follow karke kam Karte Hain to Aapka account kabhi bhi watch Nahin hota hai aur na hi aapko ismein Jyada nuksan hota hai isliye Jo trader bhai Forex Mein is rules for apply Karke kam Karte Hain vah Kabhi Bhi nuksan Nahin uthate isiliye Hamesha is ismein kam karte hue money management ka Hamesha Khyal Rakhna chahie bahut accha aur online business hai Hamen itne Achcha aur imandari se baat karna chahie tabhi Ham ismein success kar sakte hain aur lalach kiye bagair ismein work Karen Iske Tamam Roj ko follow karte hue ismein work Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

                  koi baat nahi yeah ik achi baat hai k ap k zahin main yeah sawl aya or ap ney poch liya agar ap success hona chahty hain to un main ik chiz money mangement bhe atti hai jis ko ap ney follw kar k is main work karna hota hai money mangemnt main ap ney karna srf itna hota hai k ap ka pass jo majowada bouns hai ya equity hain os k motbic hi aqli traide ko mlagana hota hai apni equity k hisab sey ap na lot size ko set karna hota hai , or sl ko set karna hota hai or tp ko money mangement main jo tmam ki tman chizey hain wo ap ko ik planing main hi decide karni hoti hai is lia kaha jata hai k koi bhe traide lagney sey phily ap k lia zarori hai k app ik achi se planing kar ley or os k bad hi traide ko lagayain kiun k without planing lagai gayai traide sey ap ko kabhe bhe profit nahi hoaga wo hamesha ap ko loss hi dey ge is lia traiding sbr k sath or knowledga ka istamal karty hoy achi planing k sath karni chahi hai .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

                    dear forex trading main money managment k sath trading karny ka mqsad yah hota hai k hum apni trading main un trading tools ko use ka rahy hain jis se hum acha profit lay skty hain loss e bach skty hain or apni trading main kamyab ho skty hain forex main jub hmain loss hota hai tu hum sub he pareshan ho jaty hain q k hmain os loss ko recover karna hota hai or trador paresahn hony k sath sath dar bhi jaty hain k pher se loss na ho jay tu jub hum money management k sath trading karty hain tu hum en sub pareshaniun se bach skty hain or apni trading main acha profit lay skty hain forex main money amangement k sath trading kary k liye hmain apni trading main small lot set karni hoti hai or apni trading main jo bhi order lgaty hain os main stop loss ka lazmi use kiya jaata hai jis se hum apni trading main kafi had tak loss ko manage kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

                      Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein Hamen money management se trading Karni Hogi tabhi ham log based trading kar Sakenge isliye Hamen behtarin learning aur practice se cheating Karke chatting kar sakte hain money management se Hamen loss ke chance kam hote hain aur maximum profit ke chance hote hain isliye Hamen money management se trading chalni Hogi jab tak ham log proper money se trading Karenge to ham log Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye Hamen Zyada vyast planning aur straight Jise trading Karni Hogi Taki ham log Kamyab ho sake Forex trading Mein Jitna Achcha knowledge or experience hoga to ham utna hi Kamyab Ho Sakenge isliye Hamen Behtar learning aur practice Jari rakhne Ho Sath apni management ko behtarin karna hoga aur kam se kam risk Lekar changing Karni Hogi tabhi ham log Kamyab Ho Sakenge aur acche Businessman Ban Sakenge
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

                        Hello Salam Walekum dear friend Forex trading Mein Hamen money management se trading Karni Hogi tab bhaiya ham log based trading kar Sakenge isliye Hamen vistar learning aur practice h e trading Karke chatting kar sakte hain money management se Hamen loss ke chance kam hote hain aur maximum profit ke chance hote hain isliye Hamen money management setting Karni Hogi jab tak ham log proper money se trading Nahin Denge to ham log Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye Hamen Jyada Behtar planning strategy save trading Karni Hogi Taki ham log Kamyab ho sake Forex trading mein itna Achcha knowledge or experience hoga to ham utane hi Kamyab Ho Sakenge isliye Hamen bhejta learning aur practice Jari rakhni Ho apni Manmani karna hoga aur kam se kam Nahin Karni Hogi tabhi ham log Kamyab Ho Sakenge is se Ham acche Businessman Ban sakte hain
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

                          forex trading main money management ki bohat ahmiyat hai jis main hum apni trading ko bahtr kar skty hain forex main money management se trading karny se jub hum apna order lgaty hain tu os main sub se pahly tu hmain forex k liye planning karni hoti hai jis se hum apni trading ko market k hisab se karty hain or os main acha profit hasil karty hain es k ilwa forex main stop loss or take profit k tools ko apni trading main use kar k apni trading ko bahtr kar skty hain money management ks ath trading karny k boht se fady hoty hain jis se hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain loss se bhi bach skty hain or apny account ko bhi wash hony se bacha skty hain es k ilwa trading main small lot ks ath trading karny se bhi hum money management ko qaim rakh skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

                            Basically money management Forex market me trades me spend hony wali money ko planing key sath use karny key amaal ko kaha jata hay, agar traders ki taraf se planing key sath trades me behtar time par invest ki jati hay to ye traders ki best money management samji jati hay, Forex market me baghir planing key sath money ko trading me invest karny se loss key factor me ezafa ho jata hay magar jab traders technique key sath apni money ko har trade me utilize karny ki koshish karty hey to es money management ki waja se traders ki money 1 to loss nahi hoti aur traders ko profit be acha ho sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : money management kya hai or is per kaise kam kiya ja sakta hai?

                              brother forex main money mangement aik rule hey jiss ko apply karny say ap forex main apki investment khatry main nahi hoti hai jab bhi ap forex main investment karty hain ya ap bonus sy trading karty hain tu ap nay forex ky har rules ko dekh kar aur aik plan bana kar forex main kam karna hota hai kyon ky es dunia main forex aik international business aur sab sy big business mana jata hai jiss mai har country ky log trade karty hain aur es say faida hasil karty hain tu uss ky lea aik money mangement hoti hai aur apne account ko kam say kam risk lay kar trade karna hoti hai usi ko ham money mangement kehty hain is k ilawa aur forex main es ky bgair success nahi ho sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X