Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?
    Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?jis ki madud say hum apny analysis ko achy tareeqy say saranjam dayny may madud milay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

    Forex market ko analysis karny key ley traders key pass first option ye hay key wo technical tools (indicators) ko use kia karen aur 2nd option market key fundamental analysis key ley news data ki approach hay,

    market ka technical jaiza indicators tools aur candlestick se kia ja sakta hay es me market ka recent aur advance trend clear ho jata hay aur fundamental analysis jo key bahot powerful analysis strategy samji jati hay es key ley traders ko every time news data collection karny ki zarorat hoti hay, multiple websites aur economic calendar ka visit karna hi traders ko news approach ko mumken bana deta hay, agar dono tareequ ka use karty howy market ka jaiza leya jaye to ye perfect trading karny ko mazeed be asaan bana deta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

      Forex trading business mai traders kay liye analysis kerna bohat zaruri hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss mai traders ko apna knowledge aur learning level bohat update rakhna hota hai. Traders ko forex trading mai analysis say trading mai bohat ziada faida hota hai kiyu kay analysis say he trades open aur close kernay kay entry aur exit points ka andaza hota hai.

      Analysis kay liye traders ko na tou koi special requirements hoti hain aur na he kuch aisa khaas kaam kerna hota hai jo traders nay pehlay na kia Hua ho. Trading analysis kay liye traders ko MT4 trading terminal pay indicators, charts pay time frames kay saath trends reading, market kay support aur resistance ko observe kerna seekhna hota hai. Forex traders ko apnay analysis ko strong kerna chaiye aur uss kay liye different tareekoo say apna knowledge aur skills ko improve kerna hoga takay results bhi achay mill sakain
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

        Dear Forex forum members aapko yah maloom hona chahie ki Forex trading market international hai aur is ma risk factor maximum hai jisko manage karne ke liye aapko analysis ki requirement hoti hai aur anil sirf main aapko Forex trading market ki movement ki complete prediction hoti hai jiski madad se aap ek mind setup planning aur high hypothesis the set karke apni friend ki management karte ho maine mat mein aap stop loss take profit market ka support and resistance find out karte ho aur Market ke trend ko dekh kar trade open karte ho iske liye aapko candlestick chart pattern market ke indicator Forex trading market mein use hone wale oscillators jinko leading oscillators and legging oscillators kahate hain jo before and after trading market movement information provide karte hain isliye aapko analysis karna zaruri hota hai jisko technical fundamental and sentimental analysis kaha jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

          Dear ap ne agar ais market mai analysis karny hai to aus k liay ap ko ais market mai sab se phly to learning karni ho gi aus k baad ap ko ais market mai experience gain karna ho ga tab ap ais qabil ho jaty hai k ais market mai analysis kar saky agar ap ais market mai technical par kaam karty hai to ap ais mai analysis chart ko dekh k karty hai ais mai ap chart pr resistance aor support level draw kar lety hai aor aus par ap kaam kar k acha profit bana skaty hai ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko aus par kafi zayda faida ho jata hai kun k ye market resistance aor support level ko kafi zayda follow karti hai ap ne agar ais market mai kaam kar k kamyab hona hai to ap ko ais market mai chart par work out karna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

            forex market main analysis karny ky lea ap ko technical tools aur price action ky tools ya jiss base pay ya jiss system say bhi market ko pridict karna chahty hain uss ka hona zrori hai tab he ap market main analysis kar sakty hain kyon forex makret main analysis karny ky lea ap ky pas skills ka hona bohut zrori hai tab he ap es market main analysis kar sakty hain ager ap ky pas wo nahi ha tu ap es market main analysis nahi kar sakty hain es lea ap ko es market main analysis karna lazmi hota hai phir he ap es market main success ho sakty hain aur success ho kar es main achi earning kar sakty hain aur loss say bach kar trading kar sakty hain yehi analysis ka faida hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

              bhai jan forex trading main analysis ka kam yah hota hai k hum market ko achi trha se smjh kar apni trading karen q k jub tak hum market ko achi trha se smjh nahi skty hain tab tak hum apna kam bhi achi trha nahi kar skty hain es liye hmain subs e pahly market ko anlaysis kar k apni trading karni chahye jis se apko faida hota hai forex market ko anlaysis karny se pahly apko sub he analysis ka knowledge hona zarori hai jis se ap apni market ko achi trha se analysis kar k achi trading kar skty hain forex main 3 trha k analysis hoty hain jin se hum market ko achi trha smjh kar trend ko find out kar k apni trading kar skty hain.
              1: Technical anlaysis
              2: Fundamental analysis
              3: Sentemantal analysis
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

                Apne analysis ko strong karne ke liey ap ko 2 chezainy ko apply karna boht lazmi aik technical tools ka use or 2nd fundamental analysis
                1st) jub ap Apne analysis me technical tools ka use kare gay tu ap ka analysis strong ho jaye ga kuch traders just indicators par depend karke trading karte hain jis se un ka analysis weak rehta ha agr traders indicators ke sath technical tools like trend line support and resistance or fibonacci retracement tools ka use karte hain tu wo in tools ki help se market ko or deeply understand karke next movement ki theek pridiction kar sakte hain
                2nd) par traders ko apni har trades me fundamental analysis ko karna lazmi chahie kyuke fundamental analysis ki waja market me boht zeyda movement hoti ha agr traders fundamental analysis ko bhi Apne analysis me shamil karte hain tu wo is movement se acha profit earn kar sakte hain or news ki waja se hone wali movement se jo loss hota ha os se bhi bach saktain hain
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

                  Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                  ji han doston Yahan per bahut hi Achcha Sawal poochha gaya hai doston Agar aapane is market Mein analysis karne Hetu sabse pahle to aapko is market Mein learning Karni Hogi bahut acchi learning Uske bad aapko is market mein experience gain karna hoga old member se jo experience and knowledge share karte hain usko read karna hoga aur uske mutabik hi posting Karni Hogi aur FIR aap is Kabil ho sakte hain kya market Mein analysis kar Saken doston aap ko yah Maloom Hona chahie ki Forex Ek online aur international market Hai is Mein risk bahut jyada hota hai isliye aapko analysis ki requirement hoti h.THANKS
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
                    Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?jis ki madud say hum apny analysis ko achy tareeqy say saranjam dayny may madud milay?
                    Analysis karny k both sy tariqy han hum log indicator sy bi analysis kar sakty han candle chart ki madad sy analysis kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar tariqa seekena ho ga analysis 3 tahra k hoty han jin main technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis
                    Is ley humy in sab ko seekena or samjena ho ga tab he hum log kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar analysis k ley 3nu ko seekena or samjena ho ga ta k hum log kamyab ho saken jab hum 3nu analysis karny to hum ache trading kar saken gy or forex trading main ache trading kar k kamyab ho saken gy jtni ache trading karny gy to hum utni behtar earning kar k kamyab hon gy is ley humy behtar analysis k ley behtar knowledge or experience hasil karna ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis kay liye kia kam hy jo lazmi hota hy?

                      sub sey phily to ap ko chahi hai k ap agar new hai or forex traiding karna chahty hain to forex traiding ka knowledge gain kar ley os k bad jab ap ko basic basic ka knowledge gain ho jayai to ap ko chahi hai k ap demo account k oper rozna perctise kary or demo account ko ziada sey ziada time dey koch makhsos pair k oper traide lagay 3 sey 4 pair or unhi k oper traide lagayai lagatar or un ko smjhney ki koshesh kary jab ap in 3 sey 4pair k oper lagatar rozna traiding kary geyai or market k sath tuch rhy geyai to phir ap ko in pair k motlic knowledge increase ho jaayiga or ap un pair k oper acha profit earn karny lag jao geyai demo account par jab dekho k ab ham ko moslsal profit ho rha hai to phir rhok real account ki traf kary jab ap is main work start kary geyai to ap ney jin makhosos pair k oper traiding ki perctise ki thi ap k pass un ka acha knowledge hoga phir ap real main eurusd pair ko opan kary geyai os ka analysis kary geyai har time farme sey jahan sey ap ko acha result mily supporte and resistence to phir ap os ko follw kar k traide ko opan kar dey or money management ko bhe lazmi istaml kary phir ap ik acha profit earn kar skty hain .
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X