Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?
    Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?
    Trading may kamyabi good luck ya achy knowledge experience ki waja say milti hy ya dono lazmi hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

    Business koi bhi ho yeh baat sochna aur kerna taqreebun 99% wrong hai kay kaamyabi luck ki wajah say milti hai. Business mai kaamyabi aur taraqi hamesha mehnat aur musalsal mehnat say he milti hai. Forex trading business mai bhi yehi phenomenon kaam kerta Hai kay jo traders mehnat aur Lagan say kaam seekhtay hain aur phir unhain apnay business mai apply kertay hain wohi traders successfully apna business plan execute kertay hain. Luck pay waha depend kia jaa sakta hai jaha aik baar koi chance laina ho kay hogaya tou theek hai na Hua tou koi baat nahi hai. Laikin forex tou aik proper business hai jiss mai professionally kaam kerna hota hai aur yeh aik permanent business hai iss liye iss mai chance aur luck pay depend reh kay ziada arsa survive he nahi kia jaa sakta hai.

    Forex trading mai knowledge, learning, practice, skills aur experience ki zarurat hoti hai. Iss liye acha aur best traders hamesha inhi pay depend ker kay apna business improve kerta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

      Mere dost Forex Ek Aisa platform Hai Jahan per Ham apne ghar mein baith kar acchi trading kar sakte hain aur paise Kama sakte hain main aap sab doston ko Yahi kahunga ki Jab Bhi aap Forex Mein kam karen to hamesha mehnat Karke kam Kare agar aap mehnat ke sath kam Karenge to aapko bahut fayda Hoga aur aap easily paise Kama Sakenge agar aap mehnat Nahin Karenge to Forex Mein fayda Nahin hoga main aap Sabko Yahi kahunga Hamesha Apne experience ko increase Kijiye Jab Bhi aapane Forex Mein kam karna ho to mehnat ke sath experience increase Kijiye Forex Mein lakh Kabhi Kabhi Kam Karta Hai Hamesha aapki madad nahin kar sakta isliye aapane bilkul bhi iske sath Kam Nahin Karna Bhul Ke experience to increase karna hai experience wow factor hai jo aapko Puri Jindagi Forex Mein paise Kama kar de sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

        Forex trading main luck or knowledge donu main sy knowledge ko he chose karn ga q k luck ap ko har waqat profit ni da sakti ha aik do bar profit hony k bad ap ko maximum loss ho sakta ha is ley humy loss ko chor k knowledge pe tawaja dani ho ge ta k humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar k proper trading karny jis main apny account ko safe rakh k trading karny ta k hum kamyab ho sakeny or behtar trading sy behtar earning kar saken or forex trading main kamyab ho saken jtni ache planning or strategy sy trading karny gy to hum utny he kamyab ho saken gy jab k luck sy humy maximum loss k chances hoty han is ley humy loss sy bachena ho ga or hum forex trading main ache earning kar k kamyab ho saken gy is ley humy apny knowledge or experience ko maximum karna ho ga ta k hum knowledge sy ache trading kar saken
        • #5 Collapse

          Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

          Dear friend Luck ka Hona Sath bahut jaruri hai lekin kamyabi Hamesha acche experience Rahe hoti hai Kyunki Forex trading Mein Jitna Achcha experience aapke pass maujud Hoga Uttara hi aapko benefit Hoga Forex trading mein Main hardwork aur mehnat Se Hi aapko kamyabi milati Hai Jab tak aapke pass experience Nahin hoga to aap kabhi bhi Forex trading Mein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Forex trading Ek proper work hai aur isko lifetime achievement ke liye ismein acche experience Ka Hona bahut jaruri hai aur isliye aap ko acchi Tarah Se Samjhe aur isme Karen Taki aapko Aane Wale Waqt Mein Se Achcha profit Hasil ho sake
          • #6 Collapse

            Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

            Real Forex trading members of ko maloom hona chahie informative knowledge hai ki trading market mein kamyabi minut matlab struggle karne se milati hai naam ke aapko yahan per lakh ke period kamyabi mil sakti hai jo trading members Forex trading market mein successful hai unse aap confirm kar sakte ho ki un logon ko kamyabi kaise mili hai aisa mumkin nahin hai ki Forex trading market main aapko kabhi bhi loss na ho lekin limited loss hona alag baat hai aur account ka wash karva lena bahut pathetic condition hoti hai jo ki hum Forex trading for members ki hoti hai ham stoploss ko avoid karte hain aur ignore karte hain jiski vajah se hamara account wash ho jata hai account ko kabhi bhi aapane wash nahin karvana hai uska best method hai ki aap stop loss use karo aur trading market mein management ko importance do
            • #7 Collapse

              Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

              assalam o alaikum dear friends trading maikamyabi luck our knowledge ki waj say he hoti hai ku ke forex trading asy busienesse hai ji mai hamain kabi be nahi pata chalta is nlia agar hamar luck our knowledge sath dya ga to hum zarur kamyab ho sakta hai is mai knowledge ka 80% kam knowledge ka hota hai our 20% kam luck ka hota hai is lia hamain chahia ke hum sab say pehlay forex trading ke baray mai knowledge gain karay our pher he forex trading mai kam karay is mai hamara he faida hai ku ke knowledge ki waja say hum acha kam kar sakta hai our aik acha trader ban saktay hai is lia hamain chahia ke hum forex trading mai knowledge gain karay our pher he forex trading mai kam karay our agar ap knowledge nahi gain kartay forex trading ke baray mai our ap luck pay depand kartay hai to ap zara sar ghalt kar rahay hai ku ke aysa koi kam nahi jisa knowledge gain kia bagayr karray is lia hamain chahia ke hum koi be kam shuro karay us ke baray ,mai knowledge gain kar lay lazmi
              • #8 Collapse

                Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

                Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain rocksteady 1 worldwide Nahin Aata ismein likha Hona bhi bahut jaruri hai Kisi had Tak lekin uske sath sath aapko Iske bare mein experience and knowledge Ka Hona bhi jaruri hai tab tak aapke pass knowledge or experience Nahin hoga to luck bhi Sath Nahin Dega Jiski vajah se aapko loss ho sakta hai isliye ismein Jab Bhi work start karen yah sochkar Karenge aapane ismein kamyabi Hasil karni hai aur freshman qaiser ismein work Karen mehnat Vahi Azmat hai agar aap ismein minut Karenge to kamyabi Hasil kar sakte hain Hamesha is stop loss or take profit ka istemal karte hue ismein trading Karen proper ismein work karne se pahle knowledge or experience bahar se karte hue ismein work start karen tabhi aap Achcha kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

                  Dear ye aik bahot hi zayda risky market hai ap agar ais market mai ghalti karty hai to aus par ap ko kafi zayda loss ho jata hai ap ne agar ais market mai safe reh k kaam karna hai to aus k liay ap k pass knowledge hona chaye aus k baad ap ais market mai jab apny analysis k hisam se kaam karty hai to ap ko ais mai kamyabi hoti hai agar ap ais market mai lot bari use karty hai aor luck par depend kar k risk lety hai to aus par ap ko ho sakta hai kafi zayda loss ho jaye ais market mai ap agar apny knowledge k hisab se hi kamyabi mil jati hai ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais tarha ap ko kafi zayda faida ho jata hai ap agar ais market mai time lagaty hai to kaam karny ka pata chal jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

                    Forex me kayab hony k leay ap har cheez luck py nhi daat sakty q k apko acha knowledge ar experience bhi hona chaeay. Qu k agr aap achi trha seekhy ge ni k is me kaam kesy krna ha to ap kabi bhi kamyab ni ho sakty. Fore ki technical samajhna bhot zaruri ha. Jo log is kam me new han on ko basics ka pta ho ar new professional chezon k bary me bhi seekhny ki koshish ki jay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

                      Dear number aapane ek achcha sawal poochha hai ki trading mein lag zyada involve hoti hai ya knowledge ki zyada jarurat padati hai. ismein Koi shak Nahin ki Hamari life mein lagta bahut mushkil hota hai lekin Agar Ham baat karte hain Forex trading ki to doston yahan per love bhi zaruri hai lekin kamyabi Hasil karne ke liye aapke pass Forex trading ka knowledge Hona bahut jaruri hai. agar aap sirf apni lakh per depend karta yah trading karna chahiye to Aisa karne se aapko fayda Nahin milega kyunki aap ek acchi strategy aur acche knowledge ko istemal karte hue trading karenge to fir hi aap ek acche aur kamyab trader Ban sakte hain. Kamyabi Hasil karne ke liye aapko jo knowledge milta Hai vah step-by-step learning ke through milta hai aur iske liye comment platform sabse acche source Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

                        dear forex main ham ko ju success milti hai wo humy hamri mehnat ki wajah say he milti hai jab ap es main mehnat karty hain aur forex ko learn karty hain usi say ap ko knowledge milta hai aur ap uss say demo account main kam kar ky uss say apna experience gain karty hain aur jab market main ap ka experience gain ho jata hai tab he ap forex main earn kar paty hain aur ap ki luck bhi tab he kam karti hai jab ap ka experience acha hota hai es lea ap ko forex main luck par depend karny ki bjay apna future khud mehnat say aur hard working kar ky bnana chahye phir he ap es business main kamyab ho sakty hain ager ap mehnat nahi karain gay tu ap ki luck bhi kam nahi kare ge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

                          forex me kamyabi ap ko good knowledge or strong exprience ki waja se milay gi agr ap knowledge or exprience ko ignore karke luck par depend karke profit earn karne ki try kare gay tu ap nakam ho jaye ge is ki waja yeh ha ke forex ke pairs me movement supply and demand or economic reason ki waja se hoti ha jub ap supply and demand ke rules ko ignore karke or economy ko analysis kiey begair just andazay se trades open kare gay tu ap ko success nehi milay gi ap ko loss ka samna karna paray ga or ap is tarah life time earning ya consistent profit bhi earn nehi kar paon gay forex se
                          example
                          jub traders knowledge hasil karne ke bad or exprineec ko use karte huey market ko analysis karte hain tu un ko market ki movement ki samaj ati ha or wo 70% se 80% tak market ko right pridict kar letay hain or jub traders luck par depend karke trading karte hain tu andazay se analysis karke market ko pridict kartay hain or is tarah wo mostly time fail hotay hain
                          important note
                          jub ap ke pass knowledge or exprience ho ga ap ki luck bhi achi ho gi kyuke ap ko profit earn ho ga jub ap ke pass exprience or knowledge nehi ho ga tu ap ki luck bhi bad ho gi ap ne forex se consistent profit earn karne ke liey consistent se trades profit me lena hoti hain or luck par depend karke ap consistent se trades profit me nehi le saktain hain consistent se trades profit me lenay ke liey market ko analysis karna lazmi ha or analysis karne ke liey knowledge ka hona boht lazmi ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

                            Luck

                            Forex trading me luck par depend karny ki trading par discus ki jaye to mery experience key mutabeq ham es type ki trading kar key market me few hours hi survive kar saken gey, perfect knowledge aur experience key na hony ki waja se luck par 60% traders depend karty hey jes me se 1% se be kam traders ko profit earn ho jata hay magar ye traders ko regular kamyab traders nahi bana sakti hay,

                            Forex knowledge

                            Forex knowledge par depend karny se traders hamesha luck ki trading ko avoid karty hey aur perfect trading 100% karny me be kamyab hoty hey, knowledge par depend karny se traders long time tak aur life time tak hi market me survive karny ka advantage hasil ho sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading may kamyabi luck ya knowledge ki waja say milti hy?

                              Asalam o alikum dear friend Forex trading jasa k aik difficult or risky business hony ki wja sy hamy sirf or sirf luck py depend krna tek ni hota q k luck sy ham kbi kbi hi successful hoty han jb k knowledge experience or learning asi chezan han jo k life time tk hmary sath chlti han ham luck k bagar to forex m kamyab ho sakty han mgr jb tk ham achy knowledge k sath trading ni karty to kbi b agy ni brh skty forex market m ziada tar traders isi waja sy nakam hoty han q k wo bari bari trades open kr k luck py chor dyty han jb k asa ni hota or hamy bot bary nuqsan ka samna krna prta hy forex trading aik bot bara or behad profitable business hy mgr difficult hony ki wja sy hamy luck py depend krny k bjaiy acha knowledge or experience hasil karny ki koshish karni chaiy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X