Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?
    Dear member main yah puchna chahta Hun ki Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

    dear forex trading main just pairs par he trading nahi ki jati infact commodities main bhi ki jati hai or hmari trading main kisi ki selection market par depend hoti hai jis se hum kisi ka select kar k apni trading karty hain forex main hum apni trading apni he mazri se nahi karty hain hmain os pair main trading karni hoti hai jis main market achi movement main ho or hmain profit milny k chances zyda hon jub k har waqt hae pair main trading krna possible nahi hota hai es k liye bahtr yahi hai k ap apni trading main kamyab hona chahty hain tu market k trend ko follow karen jis se ap apni trading main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain aghr ap soch smjh kar pair select nahi karty hain tu hmain loss hota hai or hum nakam ho jaty hain tu bahtr yahi hai k hum apni trading ko sochs mjh kar or market k trend k according trading karen jis main hmain profit bhi mil skay
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

      Dear ap ne agar dekha ho to ais market mai kisi bhi currency k index par kaam karty hai to aus par ap ko atni zayda moment nai milti hai agar ap ais market mai pairs ko dekhy to wo kafi zayda moment karty hai jis par agar ap trade karty hai to ap ko aus par kafi zadya profit ho jata hai ais mai ap ko pairs par analysis karny mai bhi kafi zayda asani ho jati hai ais k sath ap agar ais market mai dekhy to aik pair par kaam karny se aus currency k tamam pairs ka pata chal jata hai ap agar ais market mai acha kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai k ap agar ais market mai time lagaty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

        Forex trading main pairs main trading hoti ha q k aik time main do currency ki value chal rehe hoti han q k donu currencies aik doary k muqabila main hoti ha aik ki price kam ho to dosri ki price up hoti ha is ley him jab bi trade open karty han aik currency ko dosri k muqabily main sell ya buy kar rehe hoty han is ley humy profit bi in k is muqabily pe he hota ha k aik aik strong ho or doari weak ho is tahra hum log behtar planning or strategy sy trading kar k maximum profit hasil kar sakty han pair main aik price ziada ho rehe hoti ha or dosri ki kam ho rehe hoti ha is ley humy both soch samj k trading karni hoti ha hum log aik k muqabily main dosri ko sell ya buy karty han agr hum sahe sell ya buy karny to hum log ziada acha profit hasil kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

          Forex trading business foreign currency exchange ka business hai. Jiss mai aik currency Dusri currency say exchange ho rahi hoti hai. Forex business ki zarurat isi liye paish I thi kay jab mukhtalif countries aik dusray say business kertay thay tou unhain payments kay problems atey thay jiss ki wajah say yeh business wajud mai Aya Tha. Jaha takk baat 2 currencies ya pair mai trading ki hoti hai tou uss ki wajah bhi yehi hai. Forex trading market mai currency pairs banay huay hain. Jab trading ki jaati hai tou unn mai aik base currency hoti hai jo traders ki hoti hai aur Dusri currency quote ho rahi hoti hai jo trader apni currency kay badlay mai laina ya daina chahta hai. Base currency trader ki hoti hai aur quote currency market mai kisi aur trader ki hoti hai. Forex trading isi asool pay chall rahi hoti hai aur aik trader ka profit dusray trader ka loss aur aik trader ka loss dusray trader ka profit hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

            Agar local base par currency ko exchange kia jaye to ye be pair me hi ham kar sakty hey ham single currency es time tak nahi le sakty hey jab tak es key badly me koi currency nahi den gey esi tarha se Forex online currency exchange ka business hay jo key pair me hi mumken hay, Forex market me ham esi condition me hi koi currency buy karny key ley allow ki jati hay jab hamary pass es ko buy karny key ley koi currency majood ho gi, Forex market me currencies ki buying aur selling agar mumken hay to ye market me currencies ki pairs me available hony ki waja se hi hay, agar market me single currency majood hoti to hamary ley selling karny me asani nahi hoti.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

              Real Forex trading members Forex trading market mein multiple trading tools and instruments hai jo pairs mein nahin trade kiye jate just aapko currency pairs ko pair mein trade karna hota hai because ek currency rate up down hone ki vajah se dusri current se strong yah week hoti hai aur aapko margin mil jata hai jisko aap withdrawal karte ho aur jo profit ki shakal mein aapke paas aata hai ya loss ki shakal mein aapke pass se chala jata hai Forex trading market mein three type ke currency pairs hai major currency pairs pears ko kaha jata hai jo developed countries ki currency ke sath trade hote hain jaisa ke usd european currency aur british pound ine ko major currencies kaha ja sakta hai uske bad minor currency pairs aate hain jinki volatility jyada hoti hai major currency pairs mostly stable currency pairs count kiye jaate hain japanese yen more volatile currency count ki jaati hai exotic pairs maximum trading range rakhte hain aur zyada movement hoti hai ine piars mein
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

                dear forex market main es lea pair main trade ki jati hai kyon ky es say ap trading jaldi aur fast akr sakty hain farz karain ap ka aik pair eurusd hai ager ap eurusd pair ko buy kar rahy hain tu es ka matlub yeh hai ky ap euro ko buy kar rahy hain aur dosri tarf ap ka doller sell ho raha hai aur ap doller ko sell kar rahy hain asa karny say he ap ka order fill ho ga yeh bohut he zrori hota hai forex market main ager ap ka dosri tar say order fill nahi ho ga tab ap es main buy aur sell nahi kar sakty hain kyon ky ager sab seller he euro ko buy karny ky hon gay tu market chal he na pay ge aur na he es main demand ho gee aur na he es main supply ho gee jiss wajah say ap ki trading bhi stop ho jay gee es lea ap ko jab bhi trade karni hoti hai pair ki sorat main he karni parti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

                  dear forex me trading currency ki form me ki jati ha tu traders aik currency ko buy karke 2nd currency me sell kar detay hain jis se currency ke pairs banaye jatay hain trading karne ke liey jaisa ke eurusd aik currency pair ha traders aik currency ko low point par buy karte hain jub os ki price zeyda hoti ha tu os ko 2nd currency me sale karke profit earn kar letay hain
                  example
                  jaisa ke eurusd aik currency pair ha jis ki value 1.2350 ha jis me euro aik base currency ha or usd aik quote currency ha traders yaha eurusd ke pairs me aik buy ki trade open karta ha 1.2350 par yeni ke traders ne euro ko buy kea jis ki value usd exchange me 1.2350 thi kuch time bad euro ki value zeyda ho kar 1.2380 ho gai yeni ke euro usd ke mukable me 30 pips zeyda strong howa tu traders ko 30 pips ka profit howa tu trades ne euro ko usd me sell kar dea tu traders ko 30 pips ka profit ho gaya kyuke euro ki value increase hui ha isi tarah pairs ki soorat me currency exchange karke profit earn kea jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

                    Asal main jitnay bhi currencies hain forex market ke andar woh sab ki sab pair main hain aur in ke pair main honay ki wajah se hi market main changes ati hain. Farz karain ke ap eurusd par kam karahay hain aur ap ko lagta hay ke eurusd ka trend downward he to us ki wajah yehi hay ke eur weak horahi hay usd ke muqablay main aur usd strong ho rahi hay isi tarhan agar eurusd ka pair oper jata hay to is ka matlab hay ke eur strong ho rahi hay aur usd weak. meray khayal main ap is bat ko samjh gaye honge.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading pairs mein kyon ki jaati Hai?

                      Dear forex treding market m jitny b crunsy pears hen sub k sub pears m hen es liye hmen pears m kam krna hota hy 1 pear py tread order krny sy hmari sari market ki movmnt ki smjh a jati hy q k crunsy pears py tread order krna eta resky nhi jitna k gold r oil py tread order krna resky hy es liye hm crunsy pears py tread oder krny ko best qrar dety hen r ye hmary liye waqy boht zyada faidy mand hy .

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X