jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.
    hello friends forex main ap ko pata hona chahea ky risk aur reward ratio ki bohat ziada importance hai profit aor loss ki ak ratio apka select hua trading plan ya strategy apko risk and reward ratio daita hai plan k mutabiq ap apny profit ka andaza lagaty hain k mai ktna gain easily kar sakta hu aor loss hony par kahan tak bardasht kar sakta hu for example agar kisi trading system ka Risk and reward Ratio 1:3 hai to iska ye matlub hoga k wo risk k against 3 times bigger profit aktha kary ga agar apko 30 dollar ka loss ho sakta hai to 90 dollar ka profit ho sakta hai kisi b system mai Risk and reward raito 1:1 say kam nahi hona chahye agar ap kisi aisy system par kam kar rhy hain jis mai apka loss factor profit factor say bara hai to wo slow slow apky profit aor balance ko khatam kardy ga aisy system ko khatam kar k new system layna chahye ya sekh kar kam say kam 1:1 ka risk reward ratio k system par kam karna chahye agar apka Risk 1 hai aor reward double hai yani 2 to ye b ak best system hoga agar apki 2 trades kisi b wajah say loss mai chali jati hai to profit wali ak he trade us loss ko cover kar dy gi is tarha apka account balance weekly aor monthly basis par increase hoga aor pareshani kam hogi mei professional course mai jo strategies teach karta hu sub ka risk reward ratio 1:1 say bara ho kar 1:5 tak jata hai.aor har system aor strategy mai stop loss aor take profit lazmi chez hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

    forex aik riksy business hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehnat sy kam kar sakty hain pher hi ham kmayb ho sakty hain or acha bonus hasl kar sakty hain agr ham is main greedy ban kar is main kam kry gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka ko be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja sy hota hain hamy apni galtio ko improve kar ky is main gared ko avoid kar ky is main hard woring or sabar sy kam karna chahey pher hi ham los ko cover kr sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai online ki dunya main king business hain yai aik real business hain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

      Forex trading main humy behtar earning k ley humy risk or reward ki ache strategy banani ho ge ta k hum log behtar planning or strategy sy ache trading kar sakty han is ley humy pehly apni planning or strategy banani ho ge jis tahra ap ny btaya ha 1 ratio 2 best strategy ha main bi ap sy mutafiq hon k 1 ratio 2 strategy sy trading karny to humy phr bi profit he ho ga humy loss ni ho ga is tahra hum apna account safe rakh k ache trading kar sakty han is ley humy apni strategy ko behtar banana ho ga is ley humy proper money management or risk management k sath trading karni ho ge ta k hum maximum profit hasil kar saken or loss sy bach saken or trading main hum daily agr 5 trade open karty han 1 ratio 2 sy trading karty han 5 main sy 3 main loss ho or 2 main profit ho tab bi humy profit ho ga loss ni ho ga is ley humy agr ziada main profit ho to humy ziada profit ho sakta ha is ley humy 1 ratio 2 sy risk or reward sy trading karni chae ha ta k loss sy bach sakeny or ache earning kar saken
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

        hum forex mai risk ly gy to he hum munfa kama saky gy forex ak amm busines ke nisbat acha business hain hum is mai o ut off balance account bana kar be kakm kar sakty hin hum is maairaat mai be kam kr sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kakm kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hity hain hum is mai pairs mai or currncy mi kam kar skaty han hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamara account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account bned ho jy ga forex aik unique business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to harma account baned ho jy ga forex aik international business hain is mai hhamara koi be boss nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

          forex main hamy achi or alla information hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey agr ham poors hain to ham forex main kam kar ky apni life sy gurbat ko katehm kar sakty hain ham is main out off balnce account bana kar be kar sakty hain ham is main sood sy pak account bana kar be kar sakty hain forex koi be jowa yai game nahi hain yai aik real business hain hamy is main hard working karny sy hi kamyabi milti hain agr ham is main fazol or ghayri kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka koi blame nahi hain hamy forex business ko achy sy samaj kar is main aik time table bana kar is main regular kam krna chahey pher hi ham apna taget pora kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara demo acha ustad hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

            yes dear forex main risk aur reward say kam karna bohut zrori hai kyon ky es ky bgair ap es market main success nahi ho sakty hain sab sy best risk aur reward ratio ju bhi trader rakhta hai us ko forex main ager loss bhi ho jay tab bhi wo hamesha profit main he close hota hai es lea es business main experience ky sath sath asy rules par bhi apply karna zrori hota hai phir he ap es business main success ho sakty hain ager ap es market main big risk say kam lain gay tu ap ky account wash ho jain gay aur bar bar hon gay kyon ky jab bhi ap big stop loss say kam karty hain tu market kabhi kabhi retrcement karny bhi ati hai foran ap ky order lgany ky bad profit main nahi jati hai jiss say ap ky account ko khtra ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

              Buniyadi taur per risk and reward ratio tamam traders ki apni tradeplace karne se pahle mukammal taur per analyse kar lete hain aur ek state of mind ke sath trading start karte Hain. Risk reward ratio se Murad yah hoti hai ki aapane apni trade mein kis had Tak risk lena hai aur aapko reward ki kitni hai yani ke aap profit and loss donon ko adjust kar lete hain ki agar mujhe apne trading account mein itna loss aaega to main trade close kar dunga yah mujhe apni trade mein itna profit milega to bhi Main apni date ko close kar dunga. Risk reward ratio bahut jyada ehmiat ki Hamil hoti hai aur hamen apne tamam trades mein risk aur reward donon ko madhe nazar rakhte hue trading Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

                dear friend ap ne sahi kaha hai humen apni trading mein risk to reward ratio ko follow krny ki koshsih krni chaheye kyun ky yeh aik aisa formula hai ya yeh keh sakty hain ky yeh aik aisa rasta aik aisi strategy hai jo humen ache trading ky saath saath is kabil bnata hai ky hum kam see kam nuqsaan ka samna kren humen koshish krni chaheye ky kam se kam risk to reward ratio 1:1 rakhen aur maximum hum jitni chahen apni marzi se rakh sakty hain lekin bohat sare expert traders yeh kehty hain ky humen risk to reward ratio 1:3 rakhni chaheye jab bhi humen koi ache opportunity mile tabhi hum acha profit hasil kr sakty hain jab ky mere knowledge ky according humen yeh ratio apny analysis apni learning aur apny experience ko dekhty howa istemal krny ki koshish krni chaheye tabhi hum ksi ache result tak jany ky kabil ho saken ge lekin humen is ratio ko ignore nahi krna chaheye ta ky humen kam see kam nuqsaan ko face krna pare
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

                  dear forex trading main risk hmari apni trading main invest ko zahir krta hai jis main hum jitni invest karty hain otna he hmain loss or profit hota hai or yah hmari har trade main alag se hota hai or aghr hum reward ratio ki bat karen tu yah hmari trading main hmain profit milny ka reward hota hai jo hmari trading main milta hai forex main jitna hmari trade main risk hota hai otna he hmain reward ratio hota hai aghr hmari trading main risk kam hai tu hmain reward ratio bhi kam hoti hai or aghr hmari trading main risk zyda hota hai tu hmari reward ratio bhi zyda he hota hai es liye hmain apni trading ko ayse krna hoga jis main hmain loss hony k chnacs kam se kam hon or hum apni trading main acha profit lay kar apni market se exit karen zyda risk se hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

                    Dear ap ne agar ais market mai kaam kar k paisa kamana hai to ap ko ais market mai risk reward ratio k hisab se kaam karna ho ga ta k ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jaye aus k baad ap agar ais market mai mehnat karty hai to ap ko ap ko ais market mai jo trade lagani ho aus par ap ko aisi trade lagani chaye jis ka stop loss kam ho aor aus trade par take profit zayda hota ais mai ap ka account growth karta hai jaisy ap agar stop loss 30 pips ka use karty hai aor aus trade par ap take profit 90 pips ka karty hai to ais trade mai ap ne risk reward ratio 1:3 use kia hai aisy hi ap ki apni marzi hoti hai jitna risk reward ratio use karna ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

                      Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss mai risk aur reward ratio ki bohat importance hai. Forex trading mai traders ko apnay account ki safety aur security kay liye risk ko manage kerna aur reward kay saath calculate kerna bohat zaruri hai. Risk reward ratio ko samajhnay kay liye aik simple si example hai. Agar aik trader ka account balance 100 $ ho aur usay aik trade mai 20 $ loss ho jaey tou uss ka account balance 80 $ reh jaey ga. Ab agli trade mai pehlay usay 20 $ profit say apna account balance dobara poora kerna hoga aur uss kay baad mazeed profit earn kerna hoga takay apnay account ko earnings say reward ki taraf ker lay. Iss Tarah trader ka risk reward 1: 3 hoga jo kay aik acha profit able business model hoga. Traders ko isay importance daini chaiye takay unhain achay benefits calculated tareekay say haasil ho sakain
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

                        Forex trading business me hamari risk/reward ratio se related planing aur strategy ye honi chaye key hamy single trade me kam loss ka samna ho aur profit hamy loss average se zeyada ka ho saky, es key ley hamy risk aur reward ratio ki limit 1:4 rakni chaye, agar ham loss 10$ ka ho to hamy profit 40$ ka hona chaye, risk/reward ratio determine karny se hamy take profit aur stop loss orders perfect points par lagany me asani ho gi aur planing key sath ham bahot kam loss ko face karny key base par zeyada ratio se profit earn kar sakty hey, jab tak risk aur reward ratio ko traders determine nahi karty esy traders take profit aur stop loss orders use karny me confuse rahy gey aur un ko samaj me nahi aye ga key take profit aur stop loss ka perfect point kia hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: risk aur reward ratio ky bary main eham inforamtion.

                          Jab bhi aap Forex trading market mein kaam karna start karo to aapko risk and reward ratio ko madey nazar rakhna hoga aur kam karna hoga agar aap Forex trading market mein kisi bhi step per management ko ignore karte ho stop loss and take profit use nahin karte to aapko bahut zyada loss ka samna karna pad sakta hai trading member trading market mein support and resistance market ke sentimental aspects trading market ke knowledge or experience ko strong banakar aap kam karenge to kamyab ho sakenge risk and reward ratio aapki jay honi chahie ki aapko average loss kitna ho raha hai aur aapko average profit kitna ho raha hai ismein balance hona chahie imbalancing se problems create hoti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X