Jaiza : Smart working ya heard working ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

    Asalam o Alikum dear forex friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he acha business ha is jesa koi business nai ha is ko karny kay leye hammy bahut he mehnat ki zarorat ha is ko karnaa koi asaan kaam nai ha is ko karny key leye dil laga kar mehnat karnaa partii ha is main smart working say muraad ye ha kay is kaam ka koi time table bana liaa jaye or phr is ko us time table kay mutabiq kiaa jay or ye time us waqat rakhaa jataa ha jab markit ki movement ziadaa hoti ha is ko samart working banany kay leye bhi hammy bahut he mehnat ki zarorat ha or hard working kar kay bhi ham is ki markit ko achy say analys kar kay is main entry lety han or apny analysis ky mutabiq markit ki movement ky barry main jantee ha or us ki derection main entry lay kay achy results gain bhi kar sakteen han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

      Aslamualaikum friends,
      Apny bht acha thread creat kea bikul forum pa akser post men mainy b yae parha ha k forum pa hard working krni chahea aur ya b k hard work is the key of success aur es trha k aur bht sary fikry akser post's men prny ko milty hn tu bro apny Jo sawal uthaya ha k smart work krna chahea ya hard work to brother apko es bt ko smjna chahea k actually hard work ka mtlb hi smart work ha , hard working ka matlb ha k her kism ki research k bad mukal positive aur truth pa mabni information ko post kea Jay aur forum k rules k mutabik her post ko 500 characters ca zayda ka hona chahea aur copy past Wala mavad hargiz post ni krna chahea aur bilkul esi trha Forex forum pa Kam krny k Lea bht zrori ha k apni post's ki tadad ko b zayada ca zayda rkha jy esi ka name hard working ha esy hi yun b kh skty hn k Doing hard work with smartness is necessary for success
      الحمد لله رب العالمين

      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

        Assalamu Alaikum dear friend Forex forum Mere Khyal Mein dudh donon Jab Ham start Mein kam karte hain aur Hamen jyadatar samajh Nahin Main Nahin a Rahi hoti knowledge ki Kami Hoti Hai To Hamen bahut hard work karne ki jarurat hoti hai aur jab Ham a gaye jakar stage per kam Sikh Jaate Hain aur Hamen idea ho jata hai aur Hamen kam ke bare mein pata chal jata hai ki analysis kaise karna hai straight ji kaise banani hai per use load Kaise lagaen high-order open close kaise karen Hamare kam Mein smartness a Jaati Hai FIR Ham hardwork to Karte Karte lekin smart tarike Se Jyada tension Nahin lete aur Waqt Ke Sath Sath Hamara mind sahi ho Jata Hai To fir Hamen main Jyada tension Nahin leni padati aur aasani Paida Ho jaati hai aur ham ssmatri Kaise trading karte hain aur apne liye achha profit banate hain jisse Hamen enjoy Karte Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

          Janab kese ke apne kaha ke humey smart work karna hay ya hard work tu me samjhta hoon ke humey karna hard work hee hay. Kam me kisi kisam ki riat nai hay proper daily basis per humey posting bhi kerni hay or trading bhi learning bhi. Haan ap ka concept clear hay or kam ap daily basis per kerlete hain knowledge or experience hain tu ager ap chahein tu apne kam ko smart work me tabdeel karlein ke kam woi hoga target bhi woi hoga bs apka thora sa kam karne ka andaaz or kam karne ka waqt tabdeel hjyga.
          Ke apko maloom hoga misaal ke tour per ap roz jis time kam karte hain us time se bhi koi acha time hay trading or posting ka tu ap observe karke us waqt me kam karein or target utna hee hay result bhi utna hee hoga magar kam thora jaldi or easy hojyga.
          Kam woi hota hay target bhi Woi hota hay buds sirf kan karne ka apka apna tariqa rules ko follow karte howe karne ko smart work khete hain. Ke kam bhi hojye or thora easy and quick way me.
          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

          اب آن لائن

          Working...
          X