Jaiza : Smart working ya heard working ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Smart working ya heard working ?
    me sub dosto se aj pochna chata ho ke smart working karni chahiye ya heard working mene pak forex forum per aik thread bohat daikhi hai ke hume threads me mahnat karni chahiye trading me mahnat karni chahiye jitana acha kam kare gy hume faida ho ga etc...
    me yaha per aj ya sawal kar raha ho ke kya hum sirf mahant hi kar ke yaha kamyabi hasil kar sakte hai ya koi or b way hai? agr hai tu kya please tell me?
    forex trading business me kaha jata hai ke is business me new trader loss karta hai kyu ke wo heard working nahi karta uske pass knowledge nahi hota etc... muje yaha per seniors members bataye ke hum smart working kare ya heard working smart working se murad kya hum time table bana kar kam kare? ya har waqat kam kare jiasa ke heard working ka kaha jata hai? sub dost apni apni rai ka izhar kare or contest me win karne ki koshish kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

    Dear ap ne agar ais forum par kaam kar k zayda bonus lena hai to ap ko ais mai smart work k sath sath hard work karna parta hai agar ap ais forum k rules ko dekhy to ais mai kaam karna atna zayda asan nai hai ap ko ais mai kafi zayda mehnat karni parti hai tab hi ap ko month k baad acha bonus milta hai ais mai sab se achi baat ye hai k ap agar ais forum par kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda bonus mil jata hai jis par ap asani se trade kar sakty hai aor aus par acha profit bana skaty hai ais market mai ap k pass jitna bara account hota hai atna zayda profit hota hai aisy hi ais forum par ap ko mehnat ka phal milta hai ais liay hard work bahot hi zarori hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

      Smart work aur hard work do alag alag working abilities hoti hain. Kuch loog smart work ker kay kaamyab hojatey hain aur Kuch hard work ker kay kaamyab ho jatey hain. Agar aap nay daikha hoto zindagi mai do Tarah kay loog hotay hain aik woh jo bohat mehnat kertay rehtay hain aur unhain apnay goal haasil kernay kay liye bohat taggo do kerni parti hai. Tabb ja kay unhain kaamyabi milti hai aur apni kamayabioo ko barqaraar rakhnay kay liye musalsal mehnat jaari rakhni parti hai. Laikin iss kay saath saath asiay loog bhi hotay hain jo bohat jaldi apany target haasil ker laitay hain aur unhain bohat ziada mehnat bhi nahi kerni parti hai. Aisay he loogo ko smart loog kaha Jata hai aur wohi smart workers hotay hain. Ab faraq hamesha IQ ka hota hai. Jinn ka IQ acha hota hai wohi smart aur successful jaldi hotay hain.

      Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex trading mai wohi traders kaamyab hotay hain jo smart worker hotay hain aur aisay traders her cheez bohat jaldi seekh laitay hain aur apnay knowledge aur learning ko sahi waqt aur sahi jagah pay use ker kay achi trading ker kay achi earning kertay hain aur apnay business ko bohat grow kertay hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

        forex main kamyabi hasil karny ky liye hard working zarori hain hamy is main dil laaga kar pori tawjo sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain ham is main amount be invest kar sakty hain hamy achi learning hasil kary is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hainforex house wife oors man or job less man or students ky liye aik acha business hain ham is main apni marzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

          hum forex mai strugle kary gy to hamy sucess hassial ho jy ge forex aik big business hain hum is mai raat mai be kam kar sakkty hain hum is maai din mai bee kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam akr sakty hain asane sy forex aik wasee karobar hain is ko samjna asann nahi hain yai aik internaitnal or kabe be band na hony wala business hain agar hum is mai mahnet nah karu gy to hamy loss ho jy ga forex pakstan mai legal ban cuka hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gty to hamara account baned ho j y ga forex aik famous business hain hum is mai apne mamrze sy time tabnle bana kar kam kari sakty hain ya aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hmara koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

            Dear friend ap ny bot acha question kea hy forex trading m aik hard work hota hy or aik smart work ap ny bilkal tek kaha hy k forum ya contest us m zyada tar isi bt py discuss kia jata hy k hamy hardworking ki zrort hoti hy new members ko ziada sy ziada hardworking krna chaiy hard working ka ye mtlb ni hota k ham rat din kam krty rahan balky hardworking ka mtlb ye hy k ham aik time table bna kr apna kam pory treqy sy karan apny kam ki aik routine k mutabiq kam krna chaiy jasa k contest m hamy muqabily ki bunyad py kam krna hota hy to is m b ham hardworking is ko smjty han k zyada kam karan jb k hardworking is ko kahty han k ham acha or mayari kam karan or apny kam ko rules k mutabiq karan or pora time dan
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

              Dear Forex trading members mayry khiyal may donon Jab Ham start Mein kam karte hain aur Hamen Zyada tar Samajh Mein Nahin a Rahi hoti knowledge ki Kami Hoti Hai To Hamen bahut hard work karne ki zarurat hoti hai aur jab ham Aage jakar stage per kam Sikh Jaate Hain aur Hamen idea ho jata hai aur Hamen kam ke bare mein pata chal jata hai ki analysis kaise karna hai strategy Kaisi banani hai per use lot kaise Lagan Hai order open close Kaise karne Hetu Hamare kam mein smartness a Jaati Hai FIR Ham hardwork to Karte he Karte lekin smart tarike Se Zyada tension Nahin lete aur Waqt Ke Sath Sath Hamara mind wasegh ho jata hai To fir Hamen Zyada tension Nahin layni padati aur aseania Paida Ho Jaati Hai. Aur ham smart tarike se trading karte hain aur apne liye Achcha profit manate Hain jisse Ham injoy Karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

                dear friends smart workig be our hard working be agar ap smart mind ke sath kam karta hai to yaqeenan ap forex mai say acha result mila ga mtlb ke agar ap smart mind ke sath kam kartay hai to ap apna kam achi tarha our waqt say pehlay kar lay ga our ap agar our kam be karna chahay to kar sakta hai is lia ap ko smart working ki be zarurt hai our ahar ap heard working ke sath kam kartay hai to ho sakta hai ap ko acha our ziada acha bonus mila ku ke haerd working mai mehnat a jati hai our agar ap mehnat ke sath kam kartay ho forex mai to ap ko our ziada cha bonus mil sakta hai is lia ap ko dono he surato mai dono he chizo ko mind mai rakh kar kam karna chahia is mai ap ki he faida hai our agar ap in dono chizo ko sai tareeka say nahi kartay matlb ke ap smart working our heard working ka istmal nahi kartay to ap ko apna result ka pata he ho ga ke hum nay is month mai is tarha ka kam kia hai to hamain us tarha ka he bonus mila ga is lia ap ko chahia ke ap log smart working our heard working ko apnay istamal mai lay is mai ap ka he faida hai is say ap ko acha bonus mil sakta hai is lia ap ko smart working our heard working ke sath he kam karna chahia
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

                  Forex trading ho ya duniya ka koi bi business us main hard work karna both zarori ha agr ap ny smart work karna ha to sab sy pehly us ko seekeny samjeny k ley hard work karna ho ga jab tak hum log sahe hard work ni karty han to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy sab sy pehly ache mehnat karni ho ge jtni ziada mehnat karny gy to ap ko utna he profit ziada mily ga is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy ache trading kar k ache earning kar saken isi tahra forex trading main ache earning k ley humy pehly both ziada mehnat karni hoti ha demo account main trading karni hoti ha jis ko hum practice kehty han or is practice sy him acha knowledge or experience hasil karty han jis sy hum log behtar learning kar k kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k ache earning karni hoti ha is ley humy behtar learning or practice sy ache earning karni ho ge jab tak hard work ni karny to smart work bi ni ho ga is ley har kam k ley hard work both zarori ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

                    Forex business me trading to smart tareeqy se ho sakti hay aur mobile trading ne es ko aur be smart bana dia hay magar learning aur trading me kamyabi key ley ham kabi be smart work nahi kar sakty hey es key ley traders ki hardworking karna important hota hay, Online Forex business ne trading karna smart kar dia hay traders ko chaye key agar wo Forex business me trading ko mazeed be smart karna chahty hey aur profit earn karny ko be smart banana chahty to un ko chaye key wo mehnat kar key learning par depend karen, es key elawa esa koi be way nahi jes ki waja se Forex business hamary ley smart business ban saky.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

                      Assalamu Alaikum to all dear trading members yah to bahut hi simple Si baat hai ki agar aap Forex trading mein jyada bonus karna chahte hain to aapko Zyada hard work karne ki jarurat hai.
                      Koi bhi Kam ya business Ho use shuruaat Mein simple aur smart tarike Se Hi chalaya Jata Hai Lekin Agar Hamen usmein fayda nazar a raha ho aur Humne usmein Se Jyada profit Hasil Karna Ho To Hamen Zyada hard work karne ki jarurat Hoti Hai Taki Ham acchi earning kar sake Yahi Tarika trading main bhi hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

                        Assalamualaikum members aap jante ho ki Forex trading market mein hot bhar karna hota hai tab market ki samajh aati hai Forex trading market itni complicated bhi nahin hai lekin itni aasan bhi nahin hai ki aap usko easily understand kar sako is main aapko multiple methods ko use karte hue aur multiple sourcese istemal karte hue kam karna hoga tab aapko iski understanding hogi aur is main aapko fundamental analysis karna hai sath main aapko technical analysis bhi karna hai jiske liye aapko candlestick chart pattern ki requirement hai aapko Pakistan Forex forum man knowledge mil sakta hai dear Forex forum members aap jante ho ki hamara behtarin jawab contest perfect contest hai jismein ham detail mein knowledge discuss karte hain aur quality ka khyal rakhte hain aise hi hamen trading karte hue acche analysis ki zarurat hai aur hamen multiple management tips aur tricks use karte hue trading karna hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

                          As-salamu alaykum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                          ji han doston aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai ji han doston yah Ek bahut hi acchi baat hai Forex Mein Jo Bhi koi kaam karta hai use heartwork hi karna padta hai Doston smartwork Se Na To Hamen Achcha fayda Hasil ho sakta hai aur na hi Ham knowledge or experience gain kar sakte hain doston jyadatar new members ko yah chahie ki is Forum per hard work Karen Kyunki smart work Se unhen Kabhi Bhi fayda Nahin Ho Sakta Hai Doston Agar Ham Kahate Hain Ki Ham Bina mehnat ke is Forum per Kamyab ho sakte hain to yah galat baat hai Ham kabhi bhi smart work se is form per Achcha profit Hasil nahin kar sakte hain to doston Hamen Achcha profit aur bonus Hasil karne ke liye is platform per hard work karna hoga hard work ka matlab yah Nahin Hota ki Ham Din Raat kam Karte Rahe balki iska matlab yah hai ki Ham Jab Bhi Online hokar posting karna Shuru Karen to uska Ek schedule banaa le aur ek time table ke mutabik mehnat se kam Karen.THANKS
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

                            Dear member Forex trading aik esa online business hai jisme agar aap chahte hai ki yahan per kamyabi Hasil karen to aapko Forex trading ki market ki mukammal taur per learning Hasil karna hogi jo ki aap fundamental analysis aur technical analysis ki buniyad per kar sakte hain. Forex trading ke liye hard work bahut ziada zaruri hota hai lekin Aap yahan per smartwork bhi karenge tab hi aapka work hard cal aaega kyunki jab tak aapke pass knowledge Nahin hoga to aap jitna bhi hard work karte rahenge aapko zyada fayda Nahin Mil sakega isliye sabse pahle aap Forex trading ka mukammal knowledge Hasil Karen phir uske bad forward karenge to aapko acchi income milegi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Smart working ya heard working ?

                              g bhai jan forex aik lajawab online business ha jis ma hamy bohat zyada hardworking ki zarort hoti ha jis sa ham apna kam ma kamyabi hasl kar sakta han business koi bi ha os ma sab sa zyada ahm bat knowledge ki ha or wo mehnat or hardworking karna sa milta ha agr hamry andar kam karna ka shok ha to hamy mehnat kar ka bohat jald kamyab hu sakta han khuch log forex ma kamyabi smart working sa bi haasl kar lata han os ki waja ya hoti ha ka wo pahly bohat zyada hardworking sa kam kar ka is leavel tak pounch jata ha ka on ka liya smart working bi ahmiyat da jati ha but ya aik new trader ka liya bilkol bi theak nai ha ka wo es sa kamyabi ka rasta talash kara ya on ka liya theak sabt hota ha jo es kam ma bohat hi old han or jo abi new han on ko bohat zyada mehnat or hardworking ki zarort hoti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X