jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide
    forex trading me pending order ka bhi use kea jata ha instant order execution ke sath pending order ko use karne ke aik time hota ha jub traders ko market ki accurate price jaha par order open karna hota ha wo agr current price par na mile tu traders pending order ka use karte hain
    example
    traders ne usdjpy me analysis kea ha tu analysis karne se traders ko buy ka aik entry point milta ha 100.35 ki price par laikin market ki current price 100.80 par ha tu traders Apne analysis ke mutabik 100.35 par buy limit ka pending order open kar de ga jub price 100.35 par aye gi tu automatically buy ka order open ho jaye ga

    faide
    pending order ka use karke ap Apne kafi time ko save kar sakte hain ap ko apni price jaha par order open karna hota ha ap ko wait nehi karna parta ha ap pending order ka use kar letay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

    Forex trading mai order ki main two types hain. Aik order type instant execution ki soorat mai hota hai jo by default MT4 trading terminal kay order box mai select hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai issi tarah traders ko ye bhi khayal rakhna parta hai kay kiss waqt konsa order place kerna unn kay liye theek rahey ga kiyu kay MT4 trading terminal pay traders ko her Tarah kay option diye jatey hain jinn say traders apni sahoolat kay mutabiq faida uthatay hain. Dusri order type pending orders ki hoti hai jiss ka Matlab yeh hota hai kay traders apnay order ko pending ker laitay hain aur aik makhsus price ko select ker laitay hain apnay stop loss aur take profits select ker laitay hain aur jabb market price uss point ko hit kerti hai tou woh oreder pending say active hojatey hain. Pending order ki further sub types bhi hoti hain. Pending order say traders ko her waqt market ko watch nahi kerna parta hai aur traders ko order place kernay aur entry point miss kernay ki bhi tension nahi rehti hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

      forex mai hamy pending order ko use kar ky market ke movemnt ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar skty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kair sakty hain hum is mai poart time be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex mai hamara koi be boss nahi hai hum is mai agar bager leearning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai dunay ky bayr bayr mumalik sahml hain forex paksitan mai legal or famous bsiness ban cuka hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

        Dear ap agar ais market mai dekhy to ye market bahot hi pyara move karti hai agar ap ais market mai trade lagaty hai magar kai dafa aisa hota hai k ap ko acha entry point nai mil raha hota aor ap ne jo analysis kiay hoty hai waha market nai hoti to aus time ap pending order laga dety hai ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai trade kahe achy point se lagaty hai aor aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai pending orders ka use karny ka pata ho agar market ap k pattern ko sahe follow nai kar rahe ho to aus time ap ye orders delete kar skaty hai aor apna trade khatam kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

          pending ordar ky boht sy fady hain hamy is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky isy use karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kawr sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main ham pani amrzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt din main kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy raat main be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala aik real business hain ham isy apna life time professionl bana sakty hain agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio or lalach ki waja sy hota hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

            Pending orders ka use kabi be esy time nahi karna chaye jab market normal condition me ho jo be exit points hamary other orders key hoty hey es points par agar opposite direction me pending orders laga dey jaye to market key dono side up down se traders ko profit ho sakta hay, agar ham pending orders ka use market trend key esy point par karen jo key trend ka weak point ho to ye best pending orders entries ho sakti hay other orders ki tarha se hamy pending orders ko be soch samaj kar aur technical fundamental analysis key base par planing se karna hota hay, jetna loss ham other orders me face kar sakty hey etna loss esy pending orders me be ho sakta hay jes ko ham ne ghalat points par set kia hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

              dear friend aisa he hai agar hum apni trading mein pending order ka istemal krty hain to hmare liye ache entry wali jagah par apni trade open krna aur acha profit hasil krna asaan ho jae ga ap ne bohat ache example di hai hum forex trading mein pending order ka istemal kr sakty hain lekin humen koshish krni chaheye ky pending order ka IStemal krny see pehle markeet ka analysis lazmi kr lyn ta ky hum galat trade open kr ky nuqsaan ka samna na kren hmara analysis jitna strong ho ga utni he ache trading hum kr saken ge aur forex trading mein agar hum har point ka har tool ka sahi istemal krna seekh jaen to mera nahi khayal ky humen kam profit ho ga balky hum daily basis par kam loss aur maximum profit ko hasil krny mein kamyab ho jaen ge aur pending order bhi forex trading mein trade open krny ky liye bohat he behtreen tool hai humen is ki importance ko samajhny ki koshish krni chaheye
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

                Assalamu Alaikum dear Forex trading members agar aapke pass knowledge or experience trading ke liye workout karna chahte ho aur aapke pass upar natural power use karne ke bare mein confirm knowledge maujood hai to aap kam kar sakte ho aur aap reading ke liye independence opportunities ko avail kar sakte ho members ke liyetrading ke liye instaforex broker bonus affiliate program provide kar raha hai aur ham log yahan per important knowledge discuss karte hain karte hain vah sab di traders Forex trading market ke bare mein bahut achcha analysis share karte hain jo aap reliable auraton take samajhkar use kar sakte ho trading ke liye aapke pass agar knowledge maujud hai to aap kam karo aur yahan per expert opinion bhi use karo iske liye aapko perfection ke liye bhi lena hota hai aur trading bhi karna hoti hai trading member dusron ko market mein join karvane ke liye motivation karo aur unka interest karne ke liye unko Pakistan ke fayde aur nuksan ke bare mein batao
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

                  Forex trading main humy pending order zaror istamal karny chae han jab hum analysis karny or samjeny k yahan abi movement honi ha par confirm ni ha to wahan sy ap ko jahan pe confirm pata ha k movement ho sakty ha wahan pending order laga lan ap apny analysis karny agr ap ko lagta ha to ap apny analysis k mutabiq trade set kar dan jab wahan puncheny ge to ap ki trade open ho jay ge is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning kar saken is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy banany ta k ap ko maximum profit ho saken is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jis sy hum ache earning kar sakty han is main pending order laga k hum ziada sy ziada profit hasil kar sakty han is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy pe kam karny ta k ache earning kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

                    Pending order hamare liye bahut hi fayde mand sabit hota hai farz kar lete hain ap ko samhny k lia ki agar Euro USD ki majuda price hai 0.0850 aur hamen ek kisam ka andaza hota hai hi yah Hamry apne knowledge ke hisab se analysis k motbic jo ek acche entry point hai wo 0.0900 yani ki agar hum 0.0900 se buy ki traide ko laenge to vahan se hamen ek accha profit ho sakta hai hai tu is tarah traider har waqt market ke sath touch nahin rahata agar trider ko kisi Na kisi vajah se offline hona pade to phir vah pending order ko set kar deta hai aur uske sath sl aur tp ko set karke computer off kar dete hai .is sey ap ko is baat ka andaza ho geya hoga k ham ko pending oerder ko lagny ka kiya faida hota hai yani jab markeet hamri dei hoi price k oper jayai ge to order atumatic by ya sell ho jayai ga pending order main SL or Tp lazmi dey .
                    information for Beginners
                    Complete Forex Knowledge
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

                      Pending order trading Mein Kafi useful hota hai aur aur traders pending order use time use karte hain Jab vah samajhte Hain Ki market is position per Ja sakti hain aur FIR Uske bad market Apna direction change Karegi use time traders pending order kar lete hain aur Aise time per bhi pending water use Kiya jata hai ki Jab traders ko Lage share market is position per Jayegi lekin vah apni trade ko watch nahin kar Sakenge is time per bed traders pending order ko use Karke trading kar lete hain aur apni trading ko Bar Bar dekhna Nahin padta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: pending orders kub use karna chahie : or is ke faide

                        g bhai pending orders ka jahan tak taluq hai tu yeh aik buhat hi acha tool hai meta trader main hum kissi bhi time is facility say faida utha saktay hain khaas tor per jab market main volatility zaia hoti hai aur koi bari news anay wali hoti hai tu hum manually trade ko catch nai kar patay tu aisi jagah per pending orders kam atay hain. Pending orders ko news anay say 2 ya 1 minute pehlay lagaya jata hai takay zaida say zaida news say faida uthatya ja sakay jaisa kai main ap ko aik news ki misal day kar samjha daita hon jo kai NFP report shaya hoti hai har month kai first friday ko jiss main payroll ka data ka pata chalta hai kai USA main agriculture sectors main kitnay log payrolls per hain aur kitni average earning hai tu us kai oper market buhat taizi say react karti hai tu mannually agar hum trade dalain gay tu humari trade open nai ho sakay gi aur market taizi say move kar kai high ya low point per pohanch jati hai jis ki wja say hum aik achi oppurtunity miss kar jatay hain tu is trade kai liyay humay pending order ka use karna chahiyay buy stop ya sell stop laga kar aur agar ap ko pata hai kai market aik certain point tak ja kar wapis aa sakti hai tu ap buy limit aur sell limit kai pending orders bhi set kar saktay hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Janab ap pending order ko tab use kar sakty hain jab ap kay pas apni trade ko sahi manage karny kay leye analysis ho us ki values ho woh values ap pending order mai sell limit,buy limit, sell stop or buy stop kisi ko be use kar kay us mai apna stop loss or take profit set kar kay chour sakty hain jab market es ko touch kary gi tu ap ki trade active ho jain gi or ap ko zaida wait be nahi kana parta hai. or ap ki entry value pay jab trade open hoti hai tu ap bad mai proper us ko follow kar kay earning kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X