jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.
    dear friends aj main ap ko aik reason btata hn jiss say bohat sry trader galti karty hain aur wohi galti loss ka sbab bhi banti hai ham ko jab bhi market main koi signal milta hai tu ham aik he trade main apni lot ko use kar laity hain mager jab hamain koi dosri achi trade milti hai tab ha us ko miss kar laity hain asa nahi karna chahye ap ko sab lot aik trade main nahi use karni chahye ap ko ziada trade open karny lea pechy lot rakhni chahye aur ager moka mily tu dosri ya uss say bhi ziada trade ko open kar laina chahye es ka faida yeh hota hai ky ap ki ager aik trade main nuksan hota hai tu dosri trade ap ko profit day rahi hoti hai jiss say ap profit main he rehty hai ya equal he rehty hain ap ko loss ko recover nahi karna parta hai sath he ap ko dosri trade ap ka loss recover kar daiti hai es lea ap asa karain ap ki trading main kafi acha result ay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.

    Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kaam kar k kamyab hona hai to hum ko ais market mai lot ka khas khayal rakhna chaye agar hum ais market mai lot bari aik hi dafa laga lety hai to aus par hum ko ho sakta hai k atna zayda loss ho jaye jis ko recover karna kafi zayda muskil ho jaye ais liay hum ko trade choti lot se start karni chaye aor aus k baad hum agar ais market mai trade zayda karty jaty hai to hum ko aus par kafi zayda profit ho jata hai ap ne agar ais market mai aik acha trading plan bana lia ho to ap ko ais market mai kamyabi ho jati hai ap ais market mai agar acha kaam karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.

      Forex market me trading key ley hamary pass jetna account balance available hota hay es ko kesi 1 hi trade me big lot size ki waja se wash nahi karna chaye aur na hi etni asani se aur 1 hi trade me free trading margin ko be khatam karny ki koshish karni chaye, hamesha trading es planing key sath karni chaye key free margin long time hamary use me rahy aur ham es key base par bahot zeyada trades open karny ka advantage le saken, kesi single trade me agar zeyada risk le leya jata hay to other trades open karny ki facility hamary pass majood hi nahi hoti hay aur na hi es type ki trading me hamy kamyabi mil sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.

        Forex trading main jahan hum bari trade open karni ha wahan agr hum 2 trade itni lots ki laga lan to behtar q k jab agr humy loss hota ha bi yo humara account wash ni ho ga q k margin call k bad aik trade close ho jay ge or aik chalti rahe ge jis sy humara account wash ni ho ga or safe ho ga aik trade ho sakta ha profit main chali jay or apna loss bi recover kar lan is ley humy chae ha hum log k hum bari trade open karny k bajay itni he 2 trade open kar lan humy fayda or loss utna he ho ga jtna aik bari trade open karny pe hota ha is ley humy chae ha bari trade open karny k bajay small lots sy trading karny jo k different small lots main open karny to hum utna he fayda hasil karny gy is ley aik bari ho ge to loss main ge to pura account he wash kary ge jab k small lots main trading karny gy to humara account wash ni ho ga aik trade close ho jay ge or aik chalti rahe ge jia sy hum ache trading kar k ache earning k sath sath apna loss bi recover karny gy
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.

          dear agar hum forex trading ky rules ko study kren to un mein bhi bar bar humen yehe kaha jata hai ky humen lot size ka dehan rakhna chaheye kyun ky jo members lot size maximum rakhty hain un members ko big loss ho jata hai aur phir woh threads create krty hain ky unhen nuqsaan ka samna kyun howa woh yeh nahi dekhty ky unhun ne kon si galti ki hai humen chaheye ky jab bhi apni trade open kren to har mumkin koshish kren ky apna lot size koi fix set kr lyn aur ap ka lot size na to maximum ho na he itna minimum ho ky ap ko kuch bhi hasil na ho sake balky apny experience aur knowledge ky according apna lot size set kr ky trading ka risk lyny ki koshish krni chaheye small lot size no doubt humen kam profit dyta hai balky is ky saath saath agar nuqsaan bhi ho to woh bhi kam he hota hai aur humen bohat he behtreen knowledge aur experience bhi provide krta hai jis se hum is business ky behtreen worker bnny mein kamyab ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.

            G dear ap ne bahut he acha mashwara diya hai sab se pehli bat tu ye hai k jab bhi ap market mein entry lyn tu acha entry point select karyn aur analysis karny k bad trade open karyn aur aur hamesha choti lot k sath trade open karyn kyun k forex trading aik online market hai is mein trend change hony ka pata ni chalta aur agar apko us trade mein loss ho raha ho tu ap k pass itna free margin hona chahye k apko agar koi aur achi trade milti hai tu ap wo laga sakyn aur apny loss ko recover kar sakyn aur is tarha ap ka account bhi safr rahy ga kyun l aik trade se profit ho raha ho tu account wash ni hota aur ap ko aik bat ka lazmi khayal rakhna chahye k ap stop loss must lagaya karyn stop loss k bahut zayada faidy hain aur risk kam lyn apny account balance k hisab se risk lyn aur agar forex trading se paisa kamana hai tu money management k sath trading karyn
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.

              forex trading main apni trading main lot set karna aik boht he eham amal hai jis ki bgair hum apni trading nahi kar skty hain lot ka mtalb hota hai k hum kitna invest karna chahty hain apni trade main or hum kitni risk k sath apni trading krna chahty hain tu yah aik boht he nazuk amal hai jis ko achi trha se nibhana zarori hota hai es liye hmaisha apni trading main lot ko apny account main majood balance k hisab se calculate kar k set karen q k jub hum apny account main majood balance k hisab se lot lgaty hain tu wo hmari lot midum size ki hoti hai na tu zyda or na kam jub k apni trading main zyda tar trador small lot k sath apni trading karny ko tarjeh dety hain q k boht se tardors ka yah kahna hai k jitni small lot hogi otna he hmain loss hony k chances akm se kam hongy tu hmain apni trading main soch smjh kar lot set karni chahye jis se hum acha profit hasil kar skaen
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.

                Expert aur senior traders hamesha yehi advice kertay hain kay traders ko kabhi bhi aik he trade mai itna ziada lot size ya volume nahi rakhna chaiye jiss say unn ka account itna ziada engage na hojaye kay phir koi Dusri trade open kernay ka chance he na rahey. Forex trading kertay huay traders ko iss baat ka bohat ziada khayaal rakhna hota hai kay currencies aur commodities kay spreads kia hain. Jinn currencies aur commodities mai traders ziada ter kaam kertay hain unki prices maximum aur minimum kaha talk support mai rehti hain aur kaha takk resistance kerti hain. Inn cheezoo ko bohat say traders ehmiat nahi daitay laikin unhain iss baat ka andaza hona chaiye kay yehi eham nuktay hain jinhain ignore kernay say he account balances ka balance nahi rakha jaa sakta hai. Dusri cheez traders kay lot size ko ziada kernay waali over trading strategies hoti hain jiss mai traders market movement ko daikh kay aik kay baad aik trade open kertay jatey hain. Traders ko apna account balance zaya nahi kerna chaiye aur lots ko division kay sath moqa daikh kay he buy ya sell kerna chaiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:aik trade main lot khtam na karain balky lot ko devide kar ky trade karain.

                  Real Forex trading member apni very important topic discuss kiya hai maximum lot size ek trade mein lagana akalmandi nahin hai aapko management karna chahie aur limited risk lena chahie trading market mein agar aap risk management nahin karte money management nahin karte to aapko loss hota hai aur aapko fayda kam hota hai by chance agar aapko profit ho jaaye to nextrade main aapko maximum loss ho jata hai aur aapko pareshani hoti hai trading market mein money management risk management aur stop loss take profit bahut important factor hai aur iske elawa technical and fundamental market ke accordingly aapko kam karna hota hai jiske liye aapke pass required knowledge aur analysis hona chahie aapke pass fundamental technical and sentimental analysis hona chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X