Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oversold and overbought strategy kya hoti hai?
    Dear member main senior traders se yah puchna chahta Hun ki Oversold and overbought strategy kya hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

    jub market continue aik direction me move karti ha tub market over sold or over bought condition me ati ha
    jaisa ke agr market ki continue down movement ho rehi ha tu yeh kaha jata ha ke market over sold condition me ha or traders yeh expect karte hain ke market ab yaha se up move kar sakti ha
    jub market continue long up movement de rehi ho tu yeh kaha jata ha ke market over bought condition me ha or yaha se market ab down move kar sakti ha
    reletive strenght index (RSI) ki helps se over bought or over sold condition ka pata chalana
    (rsi) ko 14 value ke sath chart par apply kare tu ap ko rsi me two level dekhne ko miley gay 70 and 30 or rsi ki value 0 se 100 tak ha
    jub rsi ki price 70 ke level break karke up chali jaye tu market over bought condition me ha
    jub rsi ki price 30 ke level Cross karke down chali jaye tu market over sold ki condition me ha
    • #3 Collapse

      Re: Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

      dear market main over bought aur over sold aik strategy nahi hain balky yeh market main level hoty hain ager market main bohut ziada up chali jati hai aur bohut ziada apne boom level pay hoti hai tu ham uss ko kehty hain market bohut over bought ho chuki hai aur ager market main bohut ziada sell ho chuki hai aur market bohut ziada low to low point ko touch kar ky bhi koi new low bnati hai tab ham kehty hain ky market main bohut ziada over sell ho chuki hai es lea yahn pay acha faida lay sakty hain ager ap ky pas koi asi strategy hoti hai ju ap ko foran he over sell ka signal daiti hai es lea ap ko sab chart pattren aur price action ko achi tarah say use karna chahye phir he ap es main faida lay sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

        Forex trading main bazdafa market both up level pe chali jati ha ya phr both ziada down chali jati ha to tab is tahra ki situation aati ha jis main market over brought ya over sold level main hoti ha q k forex trading main market different level banati ha jis main low sy low banati ha or new low ki tarif jati ha to over sold main ja rehe hoti ha isi tahra jab market up sy up level or mazeed up jati ha to wahan market over brought level banati ha is ka andaza hum log technical analysis main kar sakty han or indicators istamal kar k bi hum over brought level ya over sold level find kar sakty han jis main sab sy important RSI indicator ha is k alawa bi hum technical analysis karny gy to humy clear ho jay ga k ab market ki kya situation ha or is main humy kya karna chae ha is ko humy ache tahra analysis kar k in pe trading karni chae ha
        • #5 Collapse

          Re: Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

          Basically market ka oversold aur overbought areas ki identification bahot se indicators se ki ja sakti hay magar es key ley khas technical indicator RSI ko hi use kia jata hay, overbought aur oversold esy areas hoty hey jo key actually market key strong support and resistance areas hoty hey jab RSI ya kesi aur esy indicator se market key over bought aur oversold areas ka indication mil jata hay to traders ko chaye key wo es ko follow kary, market ka oversold area support level ko jab key overbought area resistance level ka hota hay aur ye dono strong levels ko oversold aur overbought areas se es ki nishan dahi ki ja sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

            Dear market mein over sold aur over baught k bary apko bta deta hon k market agar sell mein aik direction mein itni zayada movement kar jaye k market k ab dobara wapas buy jany k chance hon tu usko over baught kahyn gy aur isi tarha agar market buy jati hai aur aik limit p ja k wapas ani ho tu wahan se over sold karyn gy air ye RSI indicator laga kar check ki jati hai aur agar ap ne forex market mein acha entry point lena hai tu hamesha trade lagaty waqt ressitance aur support ko lazmi dekh k trade open kiya karyn aur agar ap ne koi bhi new indicator lagana ho tu ap lazmi new indicator ya new strategy ki demo account p practice kiya karyn aur agar ap ko wo indicator demo account p acha profit dy raha ho tu ap real account p use kiya karyn
            • #7 Collapse

              Re: Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

              Dear ap ne agar ais market mai over sold aor over bought par kaam karna hai to aus par ap ko simple aik indicator use karna hota jis ko dekh k ap ko ye pata chal jata hai k ais time market ki kai state hai agar market over sold to aus time ap ais market mai buy ki trade laga dety hai aisy hi ap ne agar ais market mai dekha ho to jab market over bought ho to aus time ap ais market mai sell ki trade laga k chaor dety hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market maki mai atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tak ap ais market mai achi trade laga sakty aor zayda profit bana skay.
              • #8 Collapse

                Re: Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

                Over sold ka asaan sa Matlab yeh hai kay market mai kisi pair ya commodity mai ziada selling ho chuki hai aur abb uss ki demand ziada hojaey gi aur supply disturb ho jaey gi jiss ki wajah say woh pair ya commodity ab buy ki taraf trend change Karey gi. Issi tarah over bought ka simple sa Matlab yeh hai kay uss pair ya commodity ki bohat ziada buying ho chuki hai jiss kay baad ab woh kisi bhi waqt demand Kamm honay aur supply ziada honay ki wajah say sell ki taraf trend banaey gi. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss ka direct influence trading pay araha hota hai.

                MT4 trading terminal pay RSI indicator ko charts pay apply kernay say iss baat ka asaani say pata chalaya jaa sakta hai kay market kiss waqt over bought ya over sold ko touch kernay gi aur iss indicator say yeh bhi pata chall Jata hai kay kiss waqt kiss position mai trade open kerna theek rahey ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Oversold and overbought strategy kya hoti hai?

                  Assalamu alaikum Pakistan Forex forum palace and friends trading market main aapke pass different aspects maujud hote hain aapko trading ke liye independent chij ko use karna chahie aur apna focus market ke upar rakhna chahie overbought and oversold trading isko use karne ke liye aapko Forex trading market mein usi latest news karna honge in oscillators mein sabse best dynamic momentum index indicator hai iski reading ko follow karen aur iski bydefault setting kar le colour and font aap select kar lenge iske bad aapko trading ke liye different range watch out karna hongi observe karna hogi aapki observation kitni acchi hai ya isase pata chalega agar reading above 70 ho to overbiught market shubh hoti hai agar reading velocity below 30 ho to market oversold hoti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X