Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?
    Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?
    Agr trade loss may ja rahi ho to hamary pass ek new planing b hona chahiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?

    G ha dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ka trading plan bahot hi zarori hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai apna aik trading plan bana lena chaye aor aus k hisab se kaam karna chaye ais market mai ap ka trading plan agar acha ho ga to ap ais mai kamyab ho sakty hai ais mai ap agar acha kaam karty hai to ap ko kamyabi ho sakti hai ais market mai ap ko time lagana parta hai aus k baad hi ap ais market mai kamyab ho jaty hai kun k ais market mai ap ko time lagana parta hai aus k baad ap ko experience ho jata hai aor ap ais market mai se paisa kama skaty hai ais liay aik dafa kaam sekh ley phir start kary ap ko nuqsan nai h ga.
    • #3 Collapse

      • #4 Collapse

        Re: Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?

        Forex trading business mai plan B ka hona waqai bohat zaruri hai. Forex trading market mai plan B ka Matlab yeh hota hai kay Agar trader kisi trade mai phans jaey jiss mai loss ho raha ho aur trader usay close bhi Maui kerna chahta tou usay aik Dusri trade open kerna hota hai jiss say woh apni pehli trade kay Loss ko Dusri trade kay profit say cover ker sakta hai. Agar daikha Jaye tou her Trader ka sub say pehla plan B hedging strategy hoti hai aur uss kay liye traders ko lazmi apnay liye koi na koi currency pair aur commodity slecet ker kay uss ka home work complete rakhna chaiye. Plan B kisi bhi trader ko loss say bacha hai. Expert traders hamesha apnay liye aik say ziada secondary plan zarur rakhtay hain aur us kay liye account balance bhi aisay manage kertay hain kay unhain agar hedging ya koi Dusri and trade parallel mai open kerni hoto unkay paas margins aur balance available ho.
        • #5 Collapse

          Re: Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?

          yes agr ap plan b ko samne rakhte huey trading kare gay tu ap tough time se bach sakte hain jo ap ka account wash karta ha forex me jo ap trade open kar rehay hain wo profit me jaye gi yeh ap 100% yakeen se nehi keh sakte hain is ke liey ap ko plan b tarteeb dena chahie
          plan b aisy tarteeb dena chahie
          jub ap trades ko open kare tu ap ko is baat ka khyal rakhna chahie ke ap ka sirf itna margin use ho ke agr ap ki open trade loss me run kar rehay ho tu ap ke pass kuch free margin hona chahie apni trade ko hedge karke loss se mazeed bachanay ke liey ya phir aik new trade open karne ke liey agr aik trade loss me jati tu next trade open karke na sirf loss ko poora kea ja sakay balke profit bhi earn kea ja sakay
          plan b ap ka yeh bhi shamil hona chahie agr market ka trend change hota ha tu ap ko Apne target se phonchnay se pehle bhi decision lena ha or os decision ke liey plan b ke zariey pehle hi ready rehna chahie
          note
          kuch traders aisy hotay hain ke wo aik hi trades me big risk le letay hain phir 2nd trade open karne ke liey free margin nehi hota ha or capital bhi 60% se 80% tak loss me chal raha hota ha traders ko aisa decision nehi lena chahie big risk lenay ka
          • #6 Collapse

            Re: Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?

            yes dear trading strategy main plan pehly number pay hota hai ky ap us strategy ko kis tarah say use karain gay yeh sab ap aik plan bnaa kar he deside karty hain es lea ju trader forex main plan nahi kare ga wo forex main kabhi kamyab nahi reh saky ga kyon ky plan main bohut sari asi chezain hoti hain ju ham ko order lainy say pehly he deside karni parti hai ky ham apni trading main kitna risk lain gay aur kitna profit rakhain aur es main kitna target ho ga aur ham weekly kam karain gay ya month kam karain ya ham daily kam karain aur apni trade ko kesy mangement karain yeh sab batain ap ko plan main he karni parti hai phir he ap apni trading main achi output hasil kar sakty hain loss say bach sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?

              As-salamu alaykum Pakistan forum friends aapko maloom hona chahie ki trading market mein agar aapka technical analysis fail ho jata hai to aapke pass kaun sa plan bhi hota hai agar aap market mein stop loss and profit use karo acchi management karo money management karo capital Management karo aur lot size minimum rakho to aapko plan b ki zarurat hi nahin parati hai trading market mein forex market uncertain hai aur iski prediction ke bare mein andaza lagaya ja sakta hai confirmation nahin milati hai koi bi trader aapko trading market ke bare mein hundred percent surety provide nahin kar sakta hai just aapko reliable signals provide kar sakte hain trading market mein aapko agar all over the world trading karna hai to forex market ma aboor hasil kro.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading strategy may hamara plan B ka hona bohut lazmi hota hay?

                Expert traders ki strategy ye hoti hay key loss hony key bad wo plan B key mutabeq trading karen ye plan B ham kesy bana sakty hey es bary me discus karna zarori hay,

                Hamara Plan B ye hona chaye key agar ham buy order place kar lety hey aur ye order hamara profit target ko pora karny me pori tarha se fail ho jata hay to esy me hamary pass esi strategy honi chaye key wo loss ko to pora kary hi sath me profit be earn karny me help de saky, hedge trading aur scalping trading hamary best Plan B ki trading strategy ban sakti hey agar es bary me zeyada searching ki jaye to ham acha Plan B banny me expert traders ki tarha kamyab ho sakty hey.

                اب آن لائن

                Working...
                X