Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?
    Forex trading kay kia kia benefits hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

    G ha dear ap ko ye pata hai k ais time USD ais market mai king hai aor ais ki waja se jitny bhi pairs hai jin mai ye hai aun sab mai moment hoti hai ap ne agar ais market mai major pair ko dekha ho to aun sab mai usd k sath mil k pair banta hai aus mai ap ne agar trade karni ho to ap ko aun se phly aik dafa usd index ko dekh lena chaye ais se ap ko ye faida ho jata hai k ap ais market mai jo trade lagaty hai ap ko aus mai kai zayda faida ho jata hai ap aik hi dafa achy se analysis kar k sab pairs mai trade aik hi sath laga sakty hai ais tarha ap kafi zayda profit bana sakty hai agar ap ais market mai usd ki moment ko samjh jaty hai to ais ki waja se kafi pairs par trade kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

      on the other hand, American intake that results within the uploading of products and services from different countries reasons dollars to glide in a foreign country. If our imports are greater than our exports, we are able to have a deficit in our modern-day account.1 With a sturdy economy, a rustic can appeal to overseas capital to offset the exchange deficit. That permits the U.S. to hold its role because the intake engine that fuels all the world economies, although it's a debtor country that borrows this money to consume.2 This also allows different international locations to export to the U.S. and hold their own economies developing.
      • #4 Collapse

        Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

        us dollars ki baat ki jaye tu us dollars usa ki currency ha or usa world ki sub se biggest economy ha jo ke 20 trillion dollars se above ha or forex market me sub se zeyda volume us dollars ke sath jo currency pairs bante hain forex market me 85% tak un me volume trade hota ha tu is bat se andaza lagay ja sakta ha ke jub us dollars ki price up ya down hoti ha tu os ka market par boht zeyda asar parta ha
        jub bhi us dollars ki currency weak ya strong hone ki waja se move karti ha jo ke dollars index ki soorat me bhi dekhne ko milti ha tu os time forex market me bhi boht fast up and down movement ati ha or sub se zeyda movement majors pairs me ati ha
        note
        world war 2 ke bad US dollars aik sub se strong or stable currency ke toor par samna aya tha or US dollars ko sub se zeyda reserves currency ke toor par rakha jata ha or 60% tak jo reserves hain wo us dollars ki form hain world countries ke
        is ke ilawa jo mostly international funds aik se dusri jagah transfer hotay hain wo bhi us dollars ki form me hotay hain jis se us dollars ki movement ka forex market par boht zeyda asar hota ha agr us dollars ki value kam ya zeyda hoti ha tu is ka asar reserves money jo us dollars ki form me ha os par bhi parta ha
        • #5 Collapse

          Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

          Forex market me trading key benefits (fawayed) bahot zeyada hey kesi be trader ko agar koi business apni low investment key base par bana sakta hay to ye Forex business hay, Forex business me trading key fawayed ka agar zikar kia jaye to Forex market me minimum investment par trading ka chance be leya jata hay es benefit ka faida esy traders ko hota hay jo financial problems ki waja se kesi be other business me investment key position me nahi hoty, Forex ki market open condition limited time ki nahi hoti ye Forex market ka sab se big benefit hay, traders ko Forex market me expert banny ka pora chance learning key base par dia jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

            yes dear forex main jab bhi doller ki up movement hoti hai ya down movement hoti hai tab he other pair main movement shuru hoti hai kyon ky doller sab sy major currency ha jiss ki wajah ssay forex market main doller ka impact bohut ziada parta hai es ki wajah say market main trend change hoty hain jab bhi koi doller ki big news hoti hai tu aksar doller ki movement say other currency ky bhi trend change ho jaty hain es lea humy doller ki movement ko samjhny ky lea achi tarh say demo main apni skills py practice karni chahye phir he ap es business main achi success hail kar sakty hain es lea doller ko analysis karain ager ap nay other currency main bhi tarde karni hai tab bhi ap doller ko analysing karain.
            • #7 Collapse

              Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

              Dear member United State dollar ek aisi currency hai jisko Forex currency ka King kaha jata hai aur mostly currency is US dollar ke sath up and down move karti Hain. Is ki sabse bari vajah yah hai ki US dollar ka influence tamam world mein bahut ziada hai jitni bhi import-export hoti Hai vah tamam US dollar mein ki jaati Hai jiski vajah se US dollar bahut ziada effective Hai market mein. Agar aapko sirf US dollar ki increase or decrease karne ki judgement Ho jaaye to aap forex market mein acchi earning Hasil kar sakte hain kyunki major currencies tamam US dollar ke sath comparison karti hai. Aik baat zehan main honi chahie ke precious metal gold ki trading US dollar ke sath bahut zyada linked hoti hai aur uski movement bhi iske saath up and down hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

                Us dollar kay barey mai yehi kaha Jata hai kay yeh world ki sub say strong currency hai aur iss kay strong honay ki bohat si wajuhaat hain. Pehli wajah yeh hai paper currency mai international business sub say pehlay USA Bay he shuru kia Tha. Dusri wajah yeh hai kay duniya ka koi bhi mulk gold ya silver kay coins use nahi ker sakta aur paper currency ki jagah koi Dusri currency state level pay na tou Bana sakta hai aur na he use ker sakta hai. Crude oil chahay Russia ka ho ya Saudia ka ho world mai jaha bhi sell hoga ya buy hoga us dollar mai he hoga. Gold ki value us dollars mai he hoti hai hamesha laikin an Agar us dollar ki apni value daikho jaey tou usa mai inflation rate bohat high hai. Pakistan mai aik pepsi 30 rupay ki hain tou USA mai woh he pepsi 6 us dollar ki hai. Ab Agar usay Pakistan ki cure2mai convert kia jaey tou 1000 rupay kay qareeb hai.

                Sirf yehi aik reason hai kay us dollar ki weakness aur strength dono he market pay bohat ziada impact kertay hain. Dollar indexes kay saarh crude oil aur gold barhta ya Kamm hota hai aur gold ki wajah say poori market ki currencies up ya down ho jaati hain
                • #9 Collapse

                  Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

                  Aassalamu alaikum dear Forex trading member jaisa ki aap jante ho har majak ki movement ka apna ek roll hota hai jo trading market mein show keya jata hai agar aap baat kar rahe ho United State ke us dollar ki vakya mein market mein rakhta hai aajkal ho raha hai dollar week ho raha hai aur uske again main usko upar kyon kiya wale karoge to aapko zyada profit mil sakta hai real Forex trading members main aapko guide karna chahta hun ki aap trading ke liye major currency pairs ko use karo aur unka trading karo on pet reading karne ki 1 fayda yah hai ki unki movement ki understanding ke liye aapko har form se knowledge mil sakta hai bahut sare professional expert trading members major currency pairs for kam karte hain aur Inka aisa free share karte hain aapko pata hona chahie ki comedy ti per atka analysis share nahin kiya jata aasani se
                  • #10 Collapse

                    Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

                    Assalamu Alaikum to all dear trading member Ja sake aap Jante hi Hain ke US dollar ka influence tamaam world mein sabse jyada hai.
                    Jis bhi country Mein chale Jaaye vahan dollar💵 Jarur istemal Hota Hai.
                    Yah Baat To durust Hai Ki dollar ke up down movement ki trading per bahut jyada value Hoti Hai Kyon Ke doston Agar Ham Ek ladiss khareed lete hain Jiski kimat 50 rupaye Hai To iski kimat Agar US dollar Mein Dekhi Jaaye to iski kimat 7 US dollar Hogi aur Agar Pakistan ke hisab se uski currency Mein convert kiya jaaye to uski currency takriban 1000 se zyada Hai.
                    Doston Yahi baat hai ki US dollars ka up down movement ka trading per bahut jyada impact hota hai aur ismein Kafi profit bhi ho sakta hai aur Kafi loss bhi ho sakta hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Doller kay up down movement ki trading may bohut value hay?

                      Forex trading main EURUSD aik important currency pair ha jis ki tohri c movement bi both effect rakhti ha is ki waja sy maximum pairs main movement ziada ho jati ha isi tahra hum log jtni ache learning or practice EURUSD main karty han to is sy hum log ache trading kar sakty han q k is ki movement k sath gold bi apni movement karta ha agr hum USD ko samjeny or phr is k muqabila main gold pe trading karny to hum log ziada fayda hasil kar sakty han is ley humy chae ha k hum log ziada sy ziada ache analysis karny ta k hum ziada sy ziada forex trading ko samj saken or jab bi trading karny to humy ziada sy ziada fayda ho or hum kamyab ho saken

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X