Jaiza: Fundamental trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Fundamental trading strategy
    Fundamental trading strategy key based par trading karny waly traders ko siraf important news ka hi wait karna chaye, kesi be ghir zarori aur jo market par zeyada high level ki impact na karti ho esi news ko follow karny ki bilkul be koshish nahi karni chaye hamesha esi news update hasil karna zarori hay jo market key trend ko ye to weak kar saky ya per market trend ko strong kar saky, esi news hamy daily be mil sakti hey aur weekly base par be hamy mil sakti hay, es ka intezar karna traders ki responsibility honi chaye, aur low impact karny wali news ko zeyada ehmeyat nahi deni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

    Forex trading main fundamental news pe trading ki both ziada importance ha q k fundamental news ki waja sy both fast movement hoti ha jab hum news ko samjeny gy or ache planning or strategy sy trading karny gy to hum kamyab ho saken gy na jtna hum behtar planning or strategy bana k news pe trading karny gy to hum ache earning kar saken gy is k ley humy fundamental analysis karna seekeny hon gy jtny hum ache trading karny gy to hum kamyab hon gy is key humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho saken gy is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jtni hum ache earning kar saken gy or kamyab ho saken gy fundamental analysis main humy sab sy pehly demo account main practice karni chae ha us k bad real account main trading karny ta k hum kamyab ho saken is ley humy behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab hona ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

      hamy fundamental trading karny ky liye achi strategy banani chahey hamy aik strategy bana kar is main end tak trading krni chahey hamy is ko bar bar chnage nahi karna chahey hamy forex business ko achy sy samaj kar is ky rukes ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain ham isy apn alife time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik unique business hain ham is main apni marzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

        Dear ye ap ne aik bahot hi achi trading strategy share ki hai hum agar ais market mai news k time par trade karna chaty hai to humry pass jitni achi trading strategy ho gi hum ais market mai atna hi zayda acha profit bana skaty hai ap ko ye pata hona chaye k ais market mai hum agar trade kar k profit lena chaty hai to hum ko ais market mai kisi aik trading strategy par work karna chaye aus se hum ko ye pata hota hai k hum ne kaisy ais market mai enter hona hai aor kon se halat ho k hum ko market mai thory se loss k sath hi nikal jana chaye ais market mai hum agar acha profit lena chaty hai to hum ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye tab hi hum ko ais market mai faida ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

          the ones trading within the foreign exchange marketplace (foreign exchange) rely on the equal simple varieties of analysis that are used inside the stock market: fundamental analysis and technical evaluation. The uses of technical evaluation in foreign exchange are a whole lot the equal: the price is assumed to mirror all news, and the charts are the objects of evaluation. but in contrast to organizations, nations don't have any stability sheets, so how can essential evaluation be conducted on a forex?on the grounds that essential analysis is about looking at the intrinsic value of an funding, its software in foreign exchange involves searching at the financial conditions that affect the valuation of a state's foreign money. right here we have a look at some of the major fundamental factors that play a function in a currency's movement.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

            forex mai hamy fundamental analysis ko use kar ky kam karna ho ga hamy learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy account baned ho jy ga forex paksitan mai legal busines bna cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hamy strategy ko kabe be ignore nahi karna chaeey hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga forex business paksitan mai legal business ban cuka hain forex aik unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

              forex mai hamy new strategy bana kar isy demo mai test karna ho ga hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga hamy learning gain kar ky stretegy ko use kar ky work karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy analsis ko learn kar ky use kar ky market mai pasia invest karna ho ga forex mai jo trader strategy ko ignore karta hain us ka account baned hi jata hain is mai market ka ya broekrs ka balm nahi hota hamy learning gain kar ky market ke movement ko samj kar kam karna ho ga yai aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baend ho jy ga forex ak internaitonal or kabe be band na hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

                analyses ke forex main kie iqsam hain hamy knowledge or experience sy he analyses ko use karna chahey hum demo account main daily practice ky bad experience hasil karty hain demo hamy as a teacher guide karta hain hum demo main kam kar ky bonus ko withdraw nahe karwa sakty hain hum is bonus par trading karty hain hum real account main kam kar ky bonus ko withdraw karwaty hain hum is main live kam karty hain hum is main sada urdu main kam karty hain hamy posts ko read kar ky is main mistake ko sahe kar ky replay karna chahey kue ky aik mistake ke waja sy hamara account wash ho jata hain or account main present balance be wash ho jata hai hamy market ky up or down ko watch kar is main paisa be invest karna chahey pher he hum is main profit kama sakty yai kabe be band na hony wala aik international business hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

                  Forex trading mai fundamental trading strategy ka Matlab hota hai kay trading market ki movements ko daikh kay trading ki jaey. Jo traders fundamental trading strategies apply kertay hain woh market mai trading charts ko he daikh kay trading kertay hain. Markets ki movements ko samajhnay kay liye bhi bohat mehnat kerni hoti hai. Agar fundamental trading news kay base pay ki jaari hai tou uss kay liye traders ko news say update rehta hai. Market pay impact kernay waali bohat si news hoti hain jo movements ko bilkul tabdeel ker daiti hai. Jaisay aaj kall Corona pandemic ki wajah say business kay halaat bohat kharab hai tou iss wajah say news ka bohat ziada khayaal rakhna part raha hai. Iss waqt news ka pata bhi nahi chalta kay Kab kia news ajaey. International market iss waqt bohat sensitive ho rahi hai jiss kisi big country kay Corona say deaths barhnay ki news ya total patients ki tadaad Kamm ya ziada honay say bhi bohat faraq Parr Jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

                    forex member ap ki baat bilkul theek hai humen high impact wali news ko maximum importance dyny ki koshish krni chaheye jin ka markeet par effect bohat strong hota hai aur is ky ilawa agar hum news ky doran trading krna chahty hain to us ky liye humen daily basis par markeet ky analysis ko time dyna ho ga is tarha hum markeet ko bohat ache tareeky se samajh saKEN GE aur ache trade open kr ky acha profit hasil krny mein kamyab ho jaen ge humein news ko bhi ache tareeky se samajhna ho ga kyun ky jb tak hum markeet mein ane wali news ko samajhen ge nahi tab tak hum ye nahi jaan saken ge ky kis news ka effect strong hai aur kis ka weak hai aur humen trade bhi bohat soch samajh kr lagani ho ge warna humen nuqsaan ho sakta hai humen analysis bhi bohat sahi krny ki koshish krni ho ge isi mein hmari kamyabi ho sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

                      Hello my Forex trading members aapko maloom hona chahie fundamental trading ke liye aapke pass candlestick chart baton ke liye to Koi kam nahin karna hota lekin yah technical analysis mein kaun hota hai member agar aapko news per trading karni hai to aapke pass candlestick chart pattern ke alava economic calendar ke bare mein maloom hona chahie aur aapke mobile mein economic calendar install hona chahie aajkal bahut acche, calender introduced ho chuke hain jo aap use karke daily news schedule aakar kar sakte ho aur Market mein achcha kam karne per achcha ravada free baat karte ho ab agar news ki reading positive aati hai to iska kya impact hoga yah maloom karna hota hai aur agar market mein uski reading negative aati hai to uska kya impact hoga ine sari chizon ko settle down karne understand karne ke liye aapke pass agar aap investment krny waly ho ho to trading member hone chahie agar aap alone ho to aapko khud se sari mehnat aur struggle karna hogi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Fundamental trading strategy

                        dear forex main news aur fundamental ko sekhna bhi bohut zrori hai kyon ky forex main jitni bhe movement hoti hai wo news ki wajah sya hoti hai aur ager ap kisi wajah say news ka knowledge hasil nahi kar paty tu phir ap ko forex main technical analysis ko sekhna ho ga jiss say ap news ko bhi handle kar sakty hain kyon ky ager ap ka forex market main strongly technical pay experience hai tu forex main ap news pay bhi success hasil kar sakty hain aur news pay kam bhi kar sakty hain kyon ky aksar news tredn ky mutabik ati hai aur ager news nay trend ko change karna hota hai tu hamesha ziada tar asa he hota hai wahn pay koi strong resistance ya support level hota hai jiss waja say market main trend change hota ha.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X