kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?
    dear for experience mairaa aap sab say yeh sawal hay k jub ham demo ya real account main practice kartay hain to is surat main hamko kabhi bhi aik time frame k sath kaam nai karna chaye q k jub ham aik timeframe say kaam karaingay to ham aik rattay aur tukkay say kaam karaingay kia is main achi kar kardagi k liye hamko is markeet ka timeframe change kartay rehna chaye jis say ham aik achay experts traders ban jayengay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

    hamy time frames ko use kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum mufna kama saky gy forex ak online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakakty hain hamy forex mai apny expeirnece k mtbaik tim frames ko use karna ho ga hamy time frames ko kabe be gnore nahi krna chay forex mai time frames ke muktalf tupyes han forex aik best business hain hum is mai 24 ganty maa isy kesebe wakt ka time table bana kar kam kar sakty han forex aik international business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to harma account baend ho jy ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain yai aik world wide business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex ak best thne best business hain
    • #3 Collapse

      Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

      hamy demo ko achy practice karny ky use karna chahey hamy achi practice kar ky real account main kam karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain forex market move karti hain hamy is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is mai trade lagani chahey pher hi ham acha munfa kama kar aoni family ko support kar sakty hain forex aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain ham isy apna life time prfeossoanl be bana sakty hain yai kabe be bana na hony wala aik unique business hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi jhota ham is main apny boss aphi hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

        Nahe dear aisa nai hai ap jab aik trading strategy banaty hai ais market mai to ap ko ais market mai aus time frame par hi practice karni chaye agar ap bar bar time frame change kary gay to ap ko ais market mai trend ki sahe samjh hi nai aati hai ap ais market mai aik hi time frame par trade kary ta k ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai agar ap achi practice kar lety hai to aus k baad ap ais qabil ho jaty hai k ais market mai achi trading kar skaty hai aor ais market mai se paisa kama skaty hai ais market mai ap ko menhnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai aor ais mai se paisa kamana start kar skaty hain.
        • #5 Collapse

          Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

          demo hamara ustad hain hum is mai kama kar ky learning gain kar sakty hain hum is mai raat mai be trading kar sakty hain hum is mai din mai be trading kar sakty hain hum is mai time frmes ko use kar ky kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik best busineess hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wkt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain is mai hum agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik famous tareen business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kr sakty hain forex aik legal business hain hum is mai strugle kary gy to he hum agy bar saky gy asane sy
          • #6 Collapse

            Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

            Ji bhi har time fram ki apni jaga impostance ha agr aap chaty han k apki trade 1 din k ander close ho jay yani short time trding krna chaty han to ap 5m sy ly kr 1h tak chart follow krin agr long time trader ha to ap h4 sy w1 takfollow krin.
            • #7 Collapse

              Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

              dear forex trading main aghr ap chahty hain k ap trading ki achi practice karen tu apko chahye k pahly aik time frame main apni trading karen q k jub ap bar bar apna time frame chnage arty rahengy tu apko confusion ho jati hai jis se apko smjh nahi ati hai k apko kis time frame k sath apni trading karni hogi jis se apki practice bhi ho jati hai or apko apni rading bhi bahtr karny ka moka milta hai es liye aghr ap chahty hain k ap trading ki practice ahi trha karen tu ap k apss demo account ka best option hai jis main apko trading option milta hai jis main ap trading ki practice kar k apni trading ko bahtr kar skty hain or kamyab ho skty hain aghr ap ayse kam nahi karty hain tu ap khud he bar bar changing se distrub ho skty hain
              • #8 Collapse

                Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

                hamy time frame ko select karna ho ga time frame ki different types hain hamy kon sa chahey is ko achy samaj kar isky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain forex kabe be band na wala aik real business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hai or pakistan main be aik legal business hain ham forex business main apnu gar beth kar kam akr sakty hain hamy is main kam karny ky liye kisi be office jany ki zarort nahi joti yai aik asa business hain jis main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik best business hain
                • #9 Collapse

                  Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

                  Kesi be account type me agar learning ki aur experience level increase karny ki koshish ki jaye to es key ley market ko analysis karny aur trend ko find karny key ley every time chart ka jaiza time frame ko change kar key hi karna chaye, time frame ki ehmeyat market ko analysis karny me bahot zeyada hoti hay, aur multiple time frames ka use karna hi kesi trader key ley chart me market ki movement ki wazahat kar sakta hay, agar 1 hi time frame me market ka jaiza hamesha leya jaye to traders na to acha trend find kar sakty hey aur na hi market key overall movement key bary me koi idea laga sakty hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

                    jub ap juniors traders hotay hain or practice kar rehay hotay tub ap ko different time frame me analysis karte rehna chahie or jis time frame me ap ko market ki movement ap ke exprience ke hisab se zeyda understand hone lage ap os time frame me phir trading kar sakte hain traders time frame ka intekhab zeyda tar apni personality ke hisab se karte hain

                    multiple time frame me ap market ko deeply bhi understand kar sakte hain or multiple time frame me market ko analysis karte huey confusion bhi ho sakti ha jis se market ki movement ki pridiction wrong ho sakti ha yeh ap ko Apne exprience se pata Chale ga ke ap multiple time frame me trading kar sakte hain ya nehi
                    • #11 Collapse

                      Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

                      Forex trading mai MT4 trading terminal traders ko jitni help kerta hai uss say ziada koi dusra instrument aisa nahi hai jo traders ko itni achi support day sakey. Trading terminal pay mojud tamaam tools he traders ko trading kay doraan achi trading mai madad kertay hain laikin demo trading account mai agar traders time frames ka use seekh lain aur apni planning aur strategies ko time frames ko mukhtalif slots mai monitor kia karain tou bohat achi trading ho sakti hai.

                      Time frames ko do hisso mai taqseem kia jaata hai. Scalping kernay kay liye small time frames ko use kia Jata hai takay small time Frames mai movements ko watch kernay kay baad big lot size mai short trading ki jaa sakey. Big time frames ko long term trading mai ziada ter apply kia Jata hai kiyu kay H1 aur day 1 time frames say longterm mai small lot size kay saath achi trading ki jaa sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

                        expensive forex buying and selling major aghr ap chahty hain ok ap buying and selling ki achi exercise karen tu apko chahye ok pahly aik time body essential apni buying and selling karen q okay jub ap bar bar apna time frame chnage arty rahengy tu apko confusion ho jati hai jis se apko smjh nahi ati hai k apko kis time body okay sath apni buying and selling karni hogi jis se apki practice bhi ho jati hai or apko apni rading bhi bahtr karny ka moka milta hai es liye aghr ap chahty hain okay ap buying and selling ki practice ahi trha karen tu ap k apss demo account ka excellent alternative hai jis foremost apko trading choice milta hai jis essential ap buying and selling ki exercise kar ok apni trading ko bahtr kar skty hain or kamyab ho skty hain aghr ap ayse kam nahi karty hain tu ap khud he bar bar converting se distrub ho skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

                          dear forex market main humy analysis karty time he har time frame ko chek karna parta hai jab ap aik dafa analysis kar laity hain tu us ky bad ap ko bar bar chek karny ki need nahi rehti hai kyon kyab jab ap analysis karty hain aur uss ky bad trade lga daity hain tu sath he ap take profit aur stop loss lgaa daity hain aur jab tak ap ko take profit aur stop loss hit na ho ap es main kabhi bhi apne analysis ko change nahi karty hain na he ap es main apni analysis ko rokty hain aur na he trade stop karty hain jab tak ap ko result na mil jay es lea yeh sab ko pehly say he karna hota hai jiss say ap ko apne trading main acha result laina hota ha es lea ham ko pehly say he har time frame ko dekhna parta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

                            Jitna bilkul aisa nahin hai aapko trading ke liye sikhane ke liye aur practice ke liye time prem ko samajhna hoga trading market mein timeframe ki zyada important hai aur yah time frame ki importance bahot zeyada hai aor yeh ap candlestick chart sy understand c kr skty ho jaisa ki aapko maloom hai Forex trading market ki kam hai lekin ismein agar mehnat ki jaaye to kamyabi mumkin hai indicator use karna aana chahie lekin ismein aapane kaun sa time frame use karna hai kya main aapko bata deta hun aapko candlestick chart pattern mein time 4 hour and daily candle use karni hoti hai agar yah kam karoge to pareshani nahin hogi acchi samajh jayegi trading market mein support and resistance management bhi karo
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia achi practice k liye hamko markeet ka timframe change kartay rehna chaye?

                              Ji han bilkul agar aap market say axhi trad hasil karna chahte hain dost ke liye Jaroori hai ki aap alag alag timeframe use Karen Kyunki jitne time Faheem abuse Karenge UN Sab Mein Jab aapko Ek acchi trade mil Jayegi to aapko Kisi bhi time frame me ho Ek Aur Ke time frame mein ho ya 15 minut ke liye Kisi bhi aur time frame mein ho to aap use Se Achcha profit kaise kar sakte hain to isliye alag alag time frame use Karen jisse aapko accha signal Mile use mein aap ek acchi trade open karne aur Achcha profit Hasil karne

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X