Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?
    Forex trading kay doraan aik trader normally kitni trades aik waqt mai ziada say open ker sakta hai? Dusray lafzoo mai aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

    Dear ap ne agar ais forurm par kam karna hai to ap ko ais mai thread apny hisab se open karna chaye ap ne agar ais forum par mobile device se kaam karna hai to aus par ap aik time mai aik hi thread open kary kun k aj kal setting thori si change ho gai hai ais mai ap agar acha kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais mai ap agar system se kaam karty hai to aus mai ap aik time mai zayda threads open kar skaty hai aor aus par ap posts kar sakty hai ais mai ap ko apni speed k hisab se kaam karna hota hai ap ais mai agar zayda thread open karty hai aor aun par late posts karty hai to aus par ap ka login session expire ho jata hai aor aus k baad dobara login karna parta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

      Forex trading main ap aik waqat main ziada trade bi open kar sakty han or kam bi ye ap pe depend karta ha k ap k pass knowledge or experience ktna ha or ap is ko kis tahra istamal karty han ap k pass ktna account balance ha or ap k pass leverage ktni ha in sab ko dakh k ap maximum trade open karny ka andaza laga sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni seekeni ho ge jtni hum mehnat karny gy ache analysis karny gy to hum phr proper money management or risk management k sath trading kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken aik time main hum log jtni kam trade open karny gy to humara account safe ho ga jab jtni ziada trade open karny gy to humara account risk main ho ga or loss k chance ziada hoty jany gy
      • #4 Collapse

        Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

        traders aik time me kitni trades open kar saktain yeh traders ke free margin par depend karta ha traders ke pass jub tak free margin available ha tub tak traders new traders open kar saktain hain jub ap ke pass free margin negative ho ga ya zero ho ga tu ap os wakt koi trades open nehi kar sakte hain ap ko message aye ga no balance available

        ap ko at a time 1 se 2 trades open karni chahie or ap ki trades money management rules ke mutabik honi chahie takay ap ko zeyda risk na lena pare agr ap ke pass exprience ha tub ap 1 se zeyda trades matlb 2 trades aik time me open kar sakte hain agr ap ne apni trading me kuch zeyda pairs add kiey howay hain agr ap ke pass exprience kam ha tu ap ko aik hi trade open karni chahie takay ap os trade ko theek way me handle kar sakain kyuke jub ap aik se zeyda trades open kartay hain tu ap ka risk zeyda ho jata ha or zeyda risk lenay ke liey exprience ka hona boht lazmi ha
        • #5 Collapse

          Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

          Forex trading members aapko ek waqt mein ek thread open karni chahie is baat ka aapko ilm hoga ke trading form mein first post ya first grade jisko aap kahate ho o uska bonus hi nahin milta isliye aapko thread generate karne ki vajah se reply karna chahie aur reply mein qualitative kam karna chahie aapki working priority dusron ki guidance aur experience share karna hona chahie main yah comment karta hun ki agar trading member candlestick chart pattern per question and discussion karenge to ham log technically strong ho jaenge aur hamen Forex trading market ka analysis technical aspects mein understand karne mein koi galti nahin hogi hamen candlestick chart ko samajhne ke liye mehnat karni hai aur interest paida karna hai
          • #6 Collapse

            Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

            dear main apni prvious kaafi sari posts main bhi yeh baat keh chukka hoon k forex markeet k is business main kuch bhi aisa fix nai hay k jisko apna kar ham markeet main khaas earning say kaam kar skatay hain aur lose ko hamesha k liye peechay chorr saktay hain is liye ab ham yeh bhi nai keh skatay hain k hamko kitni trades k sath har daffa trades karnay say ziada fada mil sakta hay wo is liye k ham yahan comments main likhtay hain k hamko har baar 5 trades open must karna chayen jub k hamaray account ka balance in trades k liye nakafi hay to haamra totaly formulla wrong ho jayega is liye sab say ziada better yahi hay k ham kisi kisam ka koi tukka na lagaian balk markeet main uski surtehaal daikhtay huvay kaam kartay jain jo k ziada betetr hay.
            • #7 Collapse

              Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

              1 time me maximum be traders ko 2 trades open karny ka risk lena chaye zeyada trades market me open karna free trading margin ki waja se hamy allow to kia jata hay magar big risk key trades ko handle karna mushkil ho jata hay, single trade open kia jaye to risk ko control me rehta hay magar jab zeyada trades ham open kar lety hey to automatically risk factor me ezafa hony ki waja se ham kabi be loss ko control nahi kar sakty, mery khayal me 1 achy trader ko siraf single trade open karny par yakeen rakna chaye agar es me loss ho jata hay to kam se kam traders ko ye advantage zaror hota hay key wo es ko recover kar saken.
              • #8 Collapse

                Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

                hamy aik wakt mai ak trade lagane ho ge pher he hum kamyabe hasail kar skay gy agar hum aik wakt maai aik sy zada trades palce kar dy gy to hamara account baned ho jy ga forex aik best business hain hum is mai raat mai be trading kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar skaty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kair sakty hain hum is mai agar bagaer leanring ky kam kary gy to hamara account baned ho j y ga forex pkasitan mai legal ban cuka hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahml hain forex business paksitann mai famous ho cuka hain yai aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai kma karny ky be kuch rules hain hamy in rules ko follow kar ky km karna ho ga hamy strugle karane ho ge
                • #9 Collapse

                  Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

                  Dear member Forex trading aik difficult business hai aur usko shuru mein understand karna aur bhi ziada mushkil Hai. Expert trader hamesha yahi advice karte Hain ki jitne bhi trader initial stages per trading karte Hain to unko chahie ki vah apni ek hi tradeplace Karen kyunki ek trade ko judge karna aur analyse karna aasan hota Hai. Agar aapane apna tamam capital use karte hue ek se ziada tradeplace kar de to Aisa mumkin hai ki aapko judgement karne mein problem aaye aur aap acche tarike se trading Na kar sake. Confident trading karne ke liye aapko sirf ek hi pair select karna hota hai aur usi mein trade Karni hoti hai Taki aap mukammal focused mind ke sath trading kar sake aur is market se acchi earning bhi le saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

                    Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy zahir c bt hy k hamy aik wakt m aik hi trade open karni chaiy agr ham aik sy ziada trades open krty han to wo hamy profit k bjaiy loss hi dyti han hmari koshish honi chaiy k ham weekend k two days jo chuti hoti hy un m bahtreen planning k sath pory week m sirf aik aik trade open kar k profit hasil karna chaiy or profit hasil karny k bad hamy wo trade close kr dyni chaiy zyada tar traders zyada profit hasil karny ka lalich ly kr zyada trades open krty rahty han jb aik trade unan profit dyna shro karti hy to wo sath dosri trades b open krna shro kr dyty han ntejy m unan ziada loss ka samna krna prta hy isi tahra agr un ki koi aik trade loss m chli jati hy to wo loss cover krny k liay or trades open krty han or loss karty han hamy aik wakt m sirf aik trade open kr k profit hasil karna chaiy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik waqt mai ziada say ziada kitni trades open kerni chaiye?

                      dear friend aik time main ap ko trade open karna ap ky capital he allow karta ha ager ap ky pas ziada capital hai tu ap es main ziada trade bhi open kar sakty hain ager ap ky pas kam capital hai tu ap kam trade open kar sakty hain es lea yeh ap ky capital par depend karta hai ager ap ky pas kam bhi investment ha tu ap ko sab lot aik he trade main nahi use karni chahye kyon ky ager ap ki wohi trade loss ho jay tu ap ko nuksan ho ga ager ap apni lot ko devide kar ky lgain gay tu ager ap ko aik trade main nuksan ho raha ho ga tu ap ko dosri he trade main profit ho sakta hai jiss say ap ka loss recover ho jay ga aur sath he ap next trade laga kar apni trading main acha profit hasil kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X