agr ham greeb hain to hamy forex business ko join karna chahey hamy is main mehant sy kam karna chahey hamy aik time table bana kar is main dail base par kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or aca profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager paiso ky account bana kr be kam kar sakty hain ham is main part time be kam kr sakty hai or ham is main apni marzi sy full time be kam kr sakty hain hamy apny jazbat ko qaboo main kar is main mehant sy kam karna chahey agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим