Jaiza: Multiple time frames

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Multiple time frames
    Multiple Time frames

    Multiple time frames me market ki movement ko watch karna hi hamary ley market ko analysis karna asaan kar sakta hay, market ki overall movement ko agar understand ham kar sakty hey to multiple time frames me hi ye mumken hay, terminal me time frames bahot hi useful tool hay aur har trader ki ye responsibility hoti hay key kesi 1 time frame par depend na kia jaye aur market ki movement ko 5 mint key time frame se le kar higher time frame me watch kia jaye es se market ki movement short time me be aur long time me be understand karny ka muqa mil jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Multiple time frames

    forex mai multiple time frmaes ko use karny ky liye pahly learning gain karne ho ge hamy market ke moveement ko samj kr kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik unique business hain hum is mai live trading kar sakty ain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan ma legal ban cuka hain forex ak internatonal business hain hum is mai out off balane account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy tim table bana kar kam kar sakty hain forex mai kam karna hain to hamy expert banaa ho ga forex ko samjna aik din ka kam nai hamy learning gain kar ky market ke movment ko samj kar kam karna ho ga forex all world mai bohta taze sy famous hony wala acha or unique busienss hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Multiple time frames

      Dear forex market mein time frame ka use market ki next movemnt ko check karny k liye bahut he usefull hai but time frame according to trading strategy use kiye jaty hain aur agar forex trading se earning karni hai tu ap ko chahye k time frame ka use ata ho aur achi tarha seekhny k bad use karyn kyun k agar ap short term trading karna chahty hain tu us k liye ap choty time frame jiasa k h1 ya m30 ets use karyn gy tu apko result acha mily ga but agar ap ne long term trading karni hai tu ap analysis k liye bary time frame lagany hon gy jaisa k h4 aur d1 tu dear ham technical analysis mein suitable time frame ko use kar k market ki next movement ka idea laga sakty hain aur trading mein profit earn kar sakty hain lekin hamyn analysis k liye candels stick pattren ka bhi pata hona chahye kyun k har candel ka diffrent signal hota hai jis ko samjh k trading karty hain tu forex trading mein jitna time dyn gy aur seekhyn gy apko itna he zayada faida hoga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Multiple time frames

        hamy mutiple tie frame ko achy sy watch kar ky usa karna chahey hamy time frameko select kar ky is main trade lagagi chahey forex aik best business hain ham is main live trading krty hain or ham is main amount be deposit kar sakty hain hamy achi learning hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hain forex aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham is main apny friends ko reffrer kar sakty hain or is ka extra 20% bonus hasil kar sakty hain forex life time chlana waly business hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe band na hony wala aik unique business hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti hamapny gar betah kar is main kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Multiple time frames

          forex aik online business hain hum i s mai time frmaes ko use kaar ky kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mi out off balance account bana kar be kam kr sakty hain hum is mai pairs mai r curcny kam kr skaty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex paksitan mai legal business ban cuka hai hum is mai apne marze sy time tbale baana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai kbe be band na hony wala business hain is mai hum agar kamyab hona caety hain to hamy learning gain krne ho ge hamy market ke movement ko samj kaar risk len ho ga forex all world mai bohat taze sy famos ho raha ain is ma dunya ky byar bayr mumalik sahmil hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Multiple time frames

            Forex trading business mai traders ko sub say ziada MT4 trading terminal seekhnay ki zarurat hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay traders ko aik waqt mai aisa bohat kuch seekhna aur kerna hota hai jiss say unkay business mai bohat positive results aatey hain. Forex trading business kernay kay liye senior aur expert traders jab demo trading account mai practice kernay ka kehtay hain tou iss ka Matlab yehi hota hai kay traders MT4 trading terminal pay real trading seekhtay hain aur phir MT4 trading terminal kay uses seekhtay hain.

            Trading charts pay mojud time frames ka option aik aisa option hai jiss ko seekhna iss liye zaruri hai kay traders ko future trading kay liye analysis aur trends ka pata chall sakey. Forex trading mai time frames ki ehmiat issi liye hain kay unn ki madad say previous markets movements ko daikh kay future ki movements ko assess kia Jata hai aur trading say achay profits ki koshish ki jaati hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Multiple time frames

              forex trading main candle chart main dakheny to humy different time frame milty han jin main ache analysis karty han jis sy humy ziada sy ziada fayda ho sakta ha is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy banany or us main different time frame ko istamal karny is tahra humy samj aay ge k kon sa time frame best ha jis main humari planning or strategy best kam karti ha is tahra hum phr real account main ache planning or strategy same time frame main istamal kar k ache trading kar sakeny gy is ley humy both soch samj k trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho sakeny or hum log behtar time frame ko samj sakeny gy forex trading main agr hum ny short term trading karni ha to small time frame best hota ga jab k long term trading k key bary time frame best hoty han
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Multiple time frames

                agar hum forex mai time frames ko use kar ky kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai live trading kar skaty hain hum is mai passa be invest kar skty hain hum is mai agr time frames ko ingore kary gy to hamy loss hoj y ga forex jasa koi or business nahi hain hum is mai apne marze sy tiem table bana kar kam kar sakty hain frex jasa koi ro business nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sktyu hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wka tka time tbale bana kar kam kari sakty hain hum is mai nigth mai be kam kar sakty hain hum is mai day maai be kam kair sakty hain forex mai dunya ky byar byar mumalik involve hain forex aik amm business ke nisbat aca busenss hain is ma ihamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Multiple time frames

                  Dear ap ne agar ais market mai aik pair par trade karni hai to aus par ap ko aik time frame par analysis karny se ho sakta hai k ap ko ais market ka trend pata chal jaye agar ap ais market mai different time frame use karty hai to aus se ap ko ye faida ho jata hai k ap ko ais mai ye pata chal jata hai k ais market mai ais pair ka short term k hisab se kon si trade ban rahe hai aor ais mai long term k hisab se kon si trade ban rahe hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais mai ye faida ho jata hai ap agar ais market mai apni trading strategy k hisab se time frame use karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko khud analysis karny hoty hai tab hi pata hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Multiple time frames

                    yes dear app ki bat thek hai main bhe ap ki bat say agree karta hun forex market main jab bhi ham analysis karty hain tu humy hamesha multi time frame ko dekh kar karny chaheay kyon ka jab bhi ap aik time frame main kam karty hain aur analysis karty hain tu ho sakta hai us say big time frame main koi rejection majood ho aur ap uss ko bgair dekhain he order lga dain tu ap ka stop loss hit ho jay es lea ap ko forex market main har time frame ko dekh kar aur big time frame ki support aur resistance ko dekh kar phir he trade karni chaheay es say ap ki trade kabhi fail nahi ho gee aur ap ko aik advice karta hun ky forex main kabhi bhi big time frame say ap ki trade fail nahi ho gee es lea ap ko har time ko dekh akr trade lani chaheay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Multiple time frames

                      Forex trading members metatrader 4 mein multiple timeframes for use keiya ja sakta hai yahan per aik minut ka time frame bhi hai aur panch minut ka time frame bhi hai fifteen minuts thirty minut and technical analysis agar aapko samajh jaaye to yah bahut karaman sabit ho sakta hai maujuda halat mein aapke pass agar trading ke liye koi achchi opportunity hai to vah hai Forex trading market opportunity knowledge ke liye aur experience ke liye trading members vah jo yahan se kamyabi ke sath running kar rahe hain aur apna daily target achieve kar rahe hain aap ko maloom hona chahie apna daily target achieve karne ke liye hamare pass market ki current update bhi ho aur fundamental news schedule bhi maloom ho yah itna aasan nahin hai lekin iske liye mehnat karni padati hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear ap ko cheye kay time frame aik trade main aik he rahkain. Ap es ko bar bar change karain gy tu ap ko achy sy analysis karny sy result nahi mil sakta hai. Aik he time frame ko shoro sy end trade tak rahkain gy tu ap ko sahi say support or resistance mil jata hai. Esleye ap ko long term or short term trade dunu ko alag alag trade karny ka time frame chose kar kay time frame sy acha result mil sakta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X