Jaiza : kamyabi ky tools ko use karna chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : kamyabi ky tools ko use karna chahey
    take profit , stop loss , indicators , analysis ctc yai sab kamyabi ky tools hain hamy is ko use karna chahey hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy ahar tools ko sahi waqt main sahi jaga par use karny ka knowledge hasil karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full tme be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain ham isy apna life time prfoessioanl be bana sakty hain is main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss pa hi hoty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : kamyabi ky tools ko use karna chahey

    Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai money management aor planing k sath kaam karna ho ga agar hum ais market mai rules k sath kaam karty hai to hum ais market mai kabi nakam nai ho skaty ais market mai hum ko time lagana hoga aus k baad hum ais market mai acha profit bana skaty hai ais market mai hum jitna zayda acha kaam karty hai humra account atna hi jaldi growth karta hai ais market mai mehnat kary ta k ap ko ais market mai faida ho jaye ais market mai ap ko time lagana parta hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko time lagana parta hai aus k baad ap ko pata chal jata hai k ais mai kaam kaisy karna hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : kamyabi ky tools ko use karna chahey

      G han dear ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur sath he sub say zaroori kam hai kay ap es mai tools ka istamal karain kiyu kay tool kafi zaroori hai jis tarha aik cheez mai ap ko support miltye hai esi tarha ager ap tool ka istamal kar kay es mai kam kartye hain tu ap kafi kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ap ko es mai masla na banye aur ap ka kam hai kay tools kay hisab say ap es mai kam karain kiyu kay tools kay use ka ap ko kafi zayda faida ho jata hai es kay istamal say ap acha kam kar saktye hain jub kay ap es mai kamyab ho katye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai jub bhi kam kiya karain tu ap es mai tools ka istmal zaroori hao tabhi ja kay ap es mai kamyab ho katye hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : kamyabi ky tools ko use karna chahey

        Forex trading mai traders ko bohat say aisay tools available hotay hain jo use ker kay forex trading business mai bohat kaamyabi haasil ki jaa sakti hai. Forex traders ko knowledge aur learning kay saath saath MT4 trading terminal ko achi Tarah zarur seekhna chaiye kiyu kay traders ko sub say ziada MT4 terminal ka use kerna hota hai. MT4 terminal pay traders ko jitnay bhi tools available hotay hain woh sub demo trading account Bana kay uss mai kaam ker kay bohat asaani say seekhay jaa saktay hain. MT4 trading terminal pay indicators, charts aur order box mai he aisay sub tools mojud hotay hain jinn ka order place kertay waqt use kia jaa sakta hai is Tarah jab order place kia jaata hai. Uss kay baad charts ki baat ki jaey tou charts pay time frames aur indicators aur trend lines kay saath bhi traders ko bohat help mill jaati hai. Iss liye traders ko kaamyabi haasil kerni hai tou tools seekhnay hongay
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : kamyabi ky tools ko use karna chahey

          M 4 terminal me hamy esy bahot se achy tools mil jaty hey jes ko agar ham success tools ka name be den to ghalat nahi ho ga, esy tools ko use karny se hamari trading performance be behtar ho sakti hay aur trading me ye success tools hamy loss se be bacha sakty hey,

          1. Pending orders
          2. Take profit aur stop loss
          3. Trailing stop
          4. Technical indicators tools

          ye sab tools esy hey jo hamari kamyabi ko yakeeni bananty hey esy tools ko jo be traders apni trading me apply karny ki koshish karta hay to es ka matlab yahi hota hay key traders discipline key sath trading kar rahy hey aur mery khayal me yahi success tools hi hamari kamyabi me important role play karty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : kamyabi ky tools ko use karna chahey

            Yes dear apki bat bilkul theak hai agar ham forex trading mein kamyab hona chaty hain tu hamyn chahye k ham is mein pehly knowledge gain karyn aur practice karyn aur money management k sath kam karyn aur metatrader 4 mein jitny bhi trading k tools diye gaye hain unka use seekhyn aur jab bhi trades open close karyn tu sath pending orders bhi use karyn unka bhi bahht zayada faida hota hai jaisy k take profit hai tu iska ye faida hai k jis jaga ap place karyn auto p us point par pohnch kar trade profit mein close ho jaye gi aur stop loss bhi isi tarha bahut faidy ka order hai jis jaga ap stop loss lagayn gy tu apko kam loss ho ga zayada loss se bach jayn gy aur buy limit sell limit aur buy stop sell stop bhi isi tarha pending orders hain aur jab ap ko market k analysis karny hon tu diffrent indicators hain jin ko use kar k ap market ki next movement ka idea laga sakty hain is liye forex market se profit earn karna hai tu ye sab cheezyn seekhyn gy tu in ka use asan hoga aur trading achi hogi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : kamyabi ky tools ko use karna chahey

              Ji janab kamyabi ke liye indicators or oscillators toll bahut perfect hain aur yah tools aapko metatrader 4 terminal mein mil sakte hain metatrader 5 terminal bhi trading ke liye use hota hai aur advance software hai lekin jo bhai bonus account par trading kar rahe hain unko maloom hona chahie ki metatrader 5 mai aap ko bonus account trading allowed nahin hai aur metatrader 5 mein kuchh tools aise hain jo metatrader 4 mein use nahin hote aise hi kuchh bhul jo matter uniform use hote hain vah metatrader 5 main use nahin hote jaisa ke hedging trading strategy metatrader 5 main use nahin ki ja sakti hai ek dafa aap apna account metatrader 5 mein login kar lo to vah metatrader 4 main use nahin ho sakta hai aise hi time frames ka difference maujud hai lekin metatrader 4 ziada simple hai aur ismein aapko trading ke liye zayada aasani hai aap yahan se zeyada simple tarike se trading sikar expert ban sakte ho aur future trading business ko complete kar sakte ho

              اب آن لائن

              Working...
              X