forex main kam karny ky liye well educated hona zarori nahi hain agr ham km pary likhy hain to pher be ham forex ko join kar sakty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 ganhto main sy din main be kam kr sakty hain or ham is main apni marzi sy raat main be kam kar sakty hain ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main greedy ban kar kaamkry gy to hamy los ho sakta hain or hamra account be wash ho sakta hain is main makret ka yai hamary broekrs ka ka koi be qasor nahi hota los ham yapni hi galtio ki waja sy hota hain yai online ki dunya main aik king business hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим