Jaiza : jitni hard working ho gi hamy is utna hi achha bonus mily ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : jitni hard working ho gi hamy is utna hi achha bonus mily ga
    hamy is main hard wrking karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jan ki zarort nahi hoti ham pany gar beth kar is main kam kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe band na hoy wala aik unique business hain agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kry gy to hamy siwy loss ky kuch be nahi mily ga loss hamy ani hi galtio ko waja sy hota hain hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham losss sy bach sakty hain ha is main out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik real business hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : jitni hard working ho gi hamy is utna hi achha bonus mily ga

    G han Forex business ki learning aur knowledge hasil karny ka process es ley asaan nahi key es me hardworking ki 100% zarorat pardti hay, bahot kam traders world me esy hoty hey jo key professionally Forex business ki learning karty hey aur courses join kar key proper daily classes attend karty hey,
    agar ham ne be 1 professional trader banna ho to hardworking hamari yahi honi chaye key ham complete Forex business ki learning karen aur es key ley agar hamy paid system ki learning be karna pardy ya per online courses ko be join karna pardy to hamy apni learning es condition me be pori karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : jitni hard working ho gi hamy is utna hi achha bonus mily ga

      Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais forum par kaam karna hai to hum ko ais mai soch samjh k aor ais mai planing kar k kaam karna chaye agar hm ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko ais mai hard work to karna hi ho ga aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho skaty hai ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai planing kar leni chaye aor aus k hisab se ais market mai kaam karna chyae agar ap ais market mai planing kar lety hai aor ais market mai time lagaty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho sakta hai ais market mai ap ki mehnat k hisab se ap ko faida ho jata hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : jitni hard working ho gi hamy is utna hi achha bonus mily ga

        Hard working say hamehsa achay results he miltay hain. Bohat say loog aisay hotay hain jinhain mehnat kernay ki aadat nahi hoti jiss ki wajah say woh kaamyabi haasil nahi ker paatey aur phir short cuts dhunndtay hain laikin short cuts say koi faida nahi ulta nuqsaan he hota hai. Achay results aur acha inaam hamehsa hard work say he milta hai. Ab Agar pak forex forum ki baat ki Jaey tou iss mai bhi jo members mehnat kertay hain aur hard working kertay hain. Forum kay rules kay mutabiq kaam kertay hain unhain uss ka nateeja bhi hamehsa acha he milta hai. Pak forex forum pay kaam kernay waley members jo normal monthly posting kertay hain ya phir contests mai posting kertay hain unhain apnay hard work ki wajah say he acha normal bonus bhi mill Jata hai aur contests mai bhi acha bonus milta hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : jitni hard working ho gi hamy is utna hi achha bonus mily ga

          ge ha dear forex friends ap ki bat thek hai jitni ziada hum hard working karay gay forum pay utna he ziada acha hamain bonus mila ga forex mai say is lia hamain chahia kay hum forex mai ziada mahnat kay sath kam karna chahia ku kay jitni ziada mahnat karay ay hum utna he acha our ziada bonus mila ga forex mai say our aik bat mahnat hum tab kar saktay hai jab hamaray pass acha knowledge ho ga forex kay baray mai is lia hamain sab say pahlay forex kay baray mai knowldge gain kar lyna chahia ku kay knowledge he aik asi chiz hai jis ki waja say hum forex mai kam kar saktay hai our mahnat kar saktay hai ku kay knowldge kay bagyar hamari mahnat ka koi faida nahi is lia hamain chahia kay hum pahlay knowledge hasil karay our phir he mahnat karay forex mai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : jitni hard working ho gi hamy is utna hi achha bonus mily ga

            Pakistan Forex forum man mehnat karnye wale ko achcha bonus deiya jata hai kisi ki mehnat ko zaya nahin kiya jata Forex trading members agar aap Pakistan Forex forum mein kisi sawal ka jawab dene se pahle usko unnwan ko parh kar jawab dena shuru kar doge to yah galat hoga aapko sirf title nahin parhna chahie balki thread ke andar kya poochha gaya hai vah bhi parhna hota hai jo member pura sawal parh kar uska jawab dena shuru karte hain aur acurate jawab dete hain unki post ko qualitative post count kiya jata hai warna aapko maloom hona chahie ki hamare sath aisa hota hai jab bonus deya ja raha hota hai sabko to hamara bonus kam hota hai hamen pareshani hoti hai ki yah kya hua hamare sath yahi hoti hai market mein mehnat nahin karte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X