jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan
    forex mai agar hum greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik best busienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy ti hamara account baned ho jy ga forex aik world wide busienss hain hum is mai apne marze sy time able bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet kary gy to he hum agy bar skay gy forex aik amm business ke nsbat acha busienss hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain yai aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex aik unqie busienss hain forex aik internatinal business hain forex aik unique business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex iak wasee busienss han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

    forex trading me greed per bohat log bat karte hai greed per tu bohat sare trader bat karte hai lakin is se bacha kaise jaye sawal tu ya hai?
    forex trading business me log greed kyu karte hai ya kon log hai jo is business me greed karte hai ?
    greed karne walon me 2 tarah ke log hote hai aik tu wo jo rato rat ameer hona chahte hai or dosry wo log jo gareeb hai join ke pass koi rozgar nahi hota or uno ne ghar ka nizam b chalana hota hai aise log forex trading business me greed karte hai kyu ke is business me hum daily basis per profit nahi kar sakte hai is liye ya dono hio loss karte hai q ke ya jaldi jaldi paisa earn karna chahte hai is liye ya nakam ho jate hai forex trading business me wohi log kamyab hote hai jo is me bohat planing ke sath kam karte hai business ko busoiness samj kar karte hai greed nahi karte hai balke planing ke sath karte hai sub kuch.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

      dear forex friends ap bilkul theek kah rahay hain agar hum forex mai greedy ban kar kam karay gay to ho sakta hai kay hamain loss ka samna karna paray ku kay agar hum greedy ban kar kam karay gay to ho sakta hai hamain nuksan ho ho jis say hamain tention hoti hai agar ap is tention nami chiz say bachna chatay hai to ap ko jab be trading karay soch samaj kar karay agar ap soch samaj kar trading kartay hai to ap ko ho sakta hai kay acha profit mila is lia ap ko saoc samaj kar forex mai trading karni chahia tab ap zarur kamyab ho gay is lia ap ko trading soch samaj kar karni chahia agar ap soch samaj kar trading karay ga to ap ko buhat ziada faida ho sakta hai our agar ap trading soch samaj kar nahi karaatay to ho sakat hai kay ap ko loss ka samna karna paray
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

        Dear ap ne ais market mai agar kamyab hona hai to ap ko ais market mai sab se phly to discipline k sath kaam karna ho ga aus k baad ap ais market mai agar acha kaam karty hai to ap ais mai kamyab ho jaty hai magar ap ais market mai jab lalch karty hai to aus time ap ais market mai apna hi nuqsan karty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai kabi lalch na kary ais se ap ko zayda loss ho sakta hai ais market mai ap ko rules k hisab se kaam karna hota hai ta k ap ko ais market mai nuqsan kam ho aor ap ais market mai kamyab ho jaye ais market mai ap jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho jaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

          Forex trading business mai traders ko nuqsaan pohanchanay waali wesay tou bohat si cheezain hoti hain laikin kisi bhi trader ko sub say ziada nuqsaan uss ka apna greed ya laalach he pohancha raha hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jaisay kay jab trading mai new aur junior hotay hain tou unhain aisi aisi advice mill rahi hoti hain kay forex ko woh sub apni investment ko raato raat double kernay ka system samajh laitay hain. Jiss say unhain lalach ka bohat loss hota hai aur uss mai unka apna qasur bhi nahi hota hai. Forex trading mai yeh baat her trader ko samajh laini chaiye kay greed ya lalach kabhi bhi success nahi day saktay hain. Iss liye greed ki bajaey achi strategy pay focus kerna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

            Forex trading members trading market mein greedy approach ke sath trading karoge to aapko iska loss hoga aur nuksan hoga fayda nahin hota hai trading market mein aapko subah ke sath kam lena chahie aur aur samajhdari yahi hai ki aapko trading ke liye market ka shasan karna hoga rules to follow karna hota hai senior member tridents leni hoti hai professional expert trading members ko follow karte hue trade open karo aur market ki sport aur resistance ko dekhkar trade open and close karne ki hardik muqarar karne chahie trading market main limitation bahut zaruri hai agar aap stop loss and profit avoid karte hue support and resistance understand karte hue kam karoge to aapko nuksan hoga zeyada munafa hasil karna hai to aapko struggle bhi zeyada karna hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

              Ji han bilkul lalach ki vajah se aapko bahut jyada nuksan hota hai Kyunki koi bhi kam ho Duniya ka koi bhi business Ho Jab aap usmein lalach karte hain to aapko usmein nuksan ho jata hai ISI Tarah Forex trading Ek bahut jyada risky business Hai Jab aap ismein lalach karte hain badi badi lot size open karte hain aap kafi bar Achcha profit Hasil Kar Bhi lete hain lekin aap ki ek trade galat aapke account ko zero kar deti hai to isliye lalach kiye bagair kam Karen badi badi lot size mat open Karen Kyunki Jyada risk aapko Jyada profit De sakta hai lekin aapke account ko zero bhi kar sakta hai to isliye lalach ke bagair kam Karen aap Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

                Assalamualaikum Pyare Doston lalach Ki vajah se aapko Hamesha Har kam Mein nuksan Hota Hai Kyunki lalach aisi chij hai jo ki bahut Buri Hai Jaisa Ke Kaha jata hai ki lalach Buri Bala hai isliye is Bala Se Dur Rahana behtar hai Kyunki agar aap lalach karte Rahte Hain To aap apne account ko nuksan ki taraf Lekar Jaate Hain Kyunki Kabhi Bhi lalach ki vajah se fayda Hasil Nahin Hota Forex trading to Ek bahut jyada risky business hai isliye lalach ke sath ismein aap Agar Sochenge aap profit Le sakte hain To Aisa Nahin Hai To isliye Apne andar confidence Paida Karen khud ka experience Paida Karen Jitna Achcha experience Hoga utna hi jyada aap Kamyab ho sakte hain lalach ki vajah se Hamesha aapko nuksan hi hoga
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : grreedy ban ky kam karny ka nuqsan

                  bhai greed is a curse phir chahay wo koi bhi business kiyon na ho chahay wo physical business ho ya online business ho humay kabhi bhi greedy nai hona chahiyay aur forex market tu phir aik khatarnak aur risky market hai jiss main volatility buhat zaida hoti hai tu humay chahiyay kai is market main kabhi lalach ko apnay kareeb bhi na anay dain nai tu hum kabhi bhi is market main desired result hasil nai kar payn gay. Waisay main agar apna personal experience ap logon kai sath share karon tu main ap ko yeh batana chahta hon kai is market ki volatility ki waja say is market main lalach dil main a hi jata hai lakin agar hum nay is main kamyabi hasil karni hai aur kamyab trader banana hai tu humay greediness ko apnay oper havi nai honay daina aur patience kai sath kam karna hai. buhat say traders ko main nay dhaikha hai wo is market ko for granted laitay hain aur thori si equity say baray baray profit kamanay kai chakar main continuously losses karwatay rehtay hain tu main ap sub say yeh request karon ga kai lalach sy door ho jayn aur aik specific target set karain daily basis per profit earn karnay ka aur jab wo profit ap ko earn ho jaye tu khamoshi say market say nikal jayn aur next day trading ki nai hikmat e amli tayyar karain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear greed mai woh log fail ho jaty hain jo bhout jald ameer hona chahty hain or yeh he waja hai woh Forex main trading nahi gambling karty hain or din ba din jaldi or zaida profit banana chahty hain. Esleye aisy profit sy bachain or apni woh trade ko karain jis mai ap ko faida ho. Ap aisi koi trade open na karain jis sy ap ko bad mai nuqsan ho. Just apny analysis or strategy kay mutabiq ap trade ko open kar kay achi earning kar skaty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X