Dear ap ais market mai agar trade kar k profit banana chaty hai to ap ko ye pata hona chaye k ap ais market mai agar trade kar k kamyab hona chaty hai to ap ko ais mai aik trading strategy bana leni chaye aor aus k hisab se ais market mai kaam karna chaye agar ap ais market mai aik se zayda trading strategies banaty hai aor aun sab par aik sath kaam karty hai to aus se ap ais market mai apna loss kar skaty hai kun k kai dafa aik trading strategy k hisab se trade ban rahe hoti hai aor kai dafa aus market mai ap ki trade ka stop loss nazdeak hota hai magar ausi time dosri trading strategy k hisab se waha se ap ko trade open karni hoti hai to ais tarha ap ais market mai sahe kaam nai kar skaty hai aik hi trading strategy use kary aor aus par discipline k sath kaam kary aus se ap ko kafi zayda faida ho jaye ga aor ap ko aus par kamyabi ho jati hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим