dear members forex main yeh information main un new trader ky lea share kar raha hun ju forex main kuch dino ky bad he apni strategy ko change kar laity hain jab bhi ap koi strategy skehty hain ager wo thek work nahi karr rahi hai tu es ka matlub yeh nahi ha ky us ko leave kar daina chahea balky us main ham ko mazeed confirmation add karni chahea aur ussi main ap ko practice karni chahea aur usi ko accrrate karni chaheay kyon ky jab ap aik strategy pay kafi diar kam kar rahy hoty hain tu ap nay uss par mehnat ki hoti hai jiss wajah say ap ager kisi new tool ko sekhty hain tu phir say ap ka time waste ho ga jiss waja say ager wo bhi galt hoi tu phir say ap ka time zaya ho ga es lea main sab trader ko ye advice daina chata hun ky apni strategy ko bar bar change na karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим