Jaiza: Market ki big movement aur greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market ki big movement aur greed
    Market ki big movement aur greed

    Har trader ki koshish ye hoti hay key wo market me risk le magar mature traders ki koshish ye hoti hay key wo market key fast movement condition me aur big movement ki condition me big risk nahi lety, 1 acha trader market ki normal movement me hi trading ki koshish ko zeyada safe aur profitable samjta hay, market ki fast aur big movement key time big risk leny ka ye nuksan hota hay key traders risk ko es proper tareeqy se manage nahi kar sakty jetni ki zarorat hoti hay, loss se bachny key ley market me jab fast aur big movement start ho to market watch karna aur market ko samjna hi traders ki achi strategy hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

    dear friends market ki big movement our greed dear har aik acha trader ki nashni hoti hai ka wo kabi bee taz movement main trading nahi karta ku ka us pata hota hain ke agar main fast movement ke darman trading karo ga to muja he loss ka samana karna par sakta hain is lia agar senior trader fast movent kae darmain trading karta hain to wo buhat he ahtayat kay sath trading karta hain wo buhat he active ho kar kaam karta hain forex main ku kay usa pata hota hain ka market kbi be kisi be time move ho sakti hai our aik baat acha trader market ki normal movement main trading karta hain ku ka narmal movement ki waja say trading achi tarha kar sakta hain our osa loss ka be samana nahi karna parta our esay le acha profit hasil kar lyta hain is lia market main fast movement main trading na kiajay to bahtr hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

      Forex trading business mai iss waqt market kay trends bohat tezi say change ho rahey hain. Iss waqt forex traders ko kisi kisam ki jald baazi bilkul bhi nahi kerni chaiye. Kiyu kay iss waqt traders ka greed unhain bohat ziada loss day sakta hai. Forex market ki movement ko samajhnay kay liye iss waqt market mai time frames ya trends ka koi role nazar nahi araha hai. Iss waqt sirf news kay saath movements ho rahi hai aur unn ki wajah say greed mai aa kay trade kernay ka sirf nuqsaan hoga kiyu kay aik news kay baad Dusri news bohat tezi say aa rahi hai. Iss waqt traders ko apni trading pay bohat ziada control kernay ki zarurat hai kiyu kay over trading aur laalach kay saath jald baazi mai bohat ziada nuqsaan ho sakta hai. Forex market kay halaat bohat ziada kharab chall rahey hain iss liye yeh waqt soch samajh kay trading ker kay acha business aur achi earning ka hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

        Dear ap ais market mai dekhty hai k aik din market achi moment kar rahe hai aor aus time agar ap lalch kary gay aor bahot hi bari lot laga dety hai aus time ap ais market mai loss kar skaty hai ais market mai ap jitna zayda sabar karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai ye dekhy k ye market ap ko achi trades deti rehti hai ap ais market mai acha profit bana skaty hai magar ap ko ais market mai sabar karna hota hai aus k baad ap ais market mai acha profit bana skaty hai ais market mai ap jitna zayda sabar karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko trades milti rehti hai aisi liay apny account k hisab se kaam kia kary.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

          forex market jab bhi big movement karti hai tub he hamra lalch increase hota hai aur ham ko yeh lalch ata hai ky es main ham big lot say trade laga kar yeh chatey hain ky es market main ham bohat ziada earn akr sakain gay yeh ap ki galt fehmi hoti hai ap ky pas balence kam hony pay ap ka account tub he wash hota hai jab ap small account main big lot use karty hain es lea es business main humy lalch say avoid karna ho ga phir he es business main ham earn kar sakty hain es lea jab bhi market main fast movement ho rahi ho tu ap ko mini lot say kam karna chaheay aur ap ko money mangement ky sath kam karna chaheay ager ap ko loss bhi ho ga tu bohut kam ho ga jis ko ap asani say recover kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

            Dear Forex trading member Aj kul markit bilkul unpredictable hy kisi time trading karty howy up down movement currencies ka clashed hosakta hy gold cured oil etc up jaty jaty ekdum down ayi gaa hum apna target achieved karchuky hongy lakin bus greed aa kay hamara Sara kam mehnat planing strategy ko zero say multiply kardayga phir Hum bohut pareeshan hongay.es waja say greed say buchna chahiye aur markit py close nazar rakni chahiye yahi hamary liye behtar hoga aur hum acha bonus hasil karsakty hy achi income hosakti hy.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

              Forex trading main jab bi hum log fast movement main ziada risk laty han to humy ziada loss k Chance hoty han bazdafa ziada fayda bi ho jata ha par ziada tar chances loss k hoty han to is ley aik acha trader fast movement main bari trade open ni karta ha balky wait karta ha market ki movement normal ho jay to phr trade open karta ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jab bi market fast movement karti ha to us ki movement confirm ni hoti ha jab k market jab normal hoti ha to us waqat ziada behtar movement milti ha or hum us sy ache trading kar k ache earning kar sakty han or is main humara account bi safe hota ha is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k apny analysis ache karny hon gy ta k hum ache analysis kar k ache trading kar sakeny or forex trading main jtna hum kam risk la sakty han lan ta k safe trading kar k ache earning kar saken or humy kamyab ho saken
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

                makret ki bog movement main hamy apny greed ko avoid kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy market ky up hony par is main sahi waqt ka wait kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi hoti hm apny gar beth kar is main kam kar sakty hain hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sa kty ahin or acha pais akam kar apni family ko support ksr sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha or fady mand business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

                  forex aik onlinee business hain hum is mai market ke movement ko samj kar kam kry gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik best busenss hain hum is mai rat mai be kaam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy analasis ko use kar ky kam karna ho ga pheer he hum pasia kma skay gy forex aik unique business hain hum is mai out offbalance account bana karbe kam kar skaty hain hum is mai agar tka system sy kam kary gy to hamara acocunt baned ho jy ga forex aik world wide busines hain frex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar skaty hain hamy market ke movemnet ko kabe be ignroe naho karna caey forex aik internaitonal or unique business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Market ki big movement aur greed

                    forex market ke taze sy hony wal movemnt ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy knowledge or experience gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum agy br saky gy forex aik mashor tareen business hain hamy is mai greed ko katem kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik internationl or kabe be band na hony wala business hain um is mi part time be trading kar sakty ain hum is mai full time e trafing kar sakty hain humj is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar jalde baaze sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik wasee busines hai hum i s mai 24 gnty mai sy kese be wkt k time table bana kar kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Aksar jab market aik bhout bari movement jab market mai karti hai tu us kay peechy reasons hoti hai. ap ko us kay leye us kay technical or fundamental analysis ko samajna jaha zarori hai waha apny emotions ko control karna be zarori hai. jab market aik bhout bari dip ya bullish hoti hai tu aksar trader lalach mai a kar against trade laga daity hain kay market jab move back hogi tu un ko acha profit ho sakta hai jab kay aisa nahi hota hai or trader esi lalach mai loss kar jata hai. Humesha apny analysis ki base pay trade open kar kay ap achi earning kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X