dear friends forex main shyad mere sath he yeh masla hota hai ya sab ky sath he asa hota hai koi bhi mistake humy bar bar kyon hoti hain farz karain ham small account main big lot use karty hain jiss say hmara account wash ho jata hai mager yehi galti hum bar bar account wash hony pay kyon phir repeat karty hain ham es ko ksy control main kar sakty hain kia ap ky pas es koi plan hai tu zror share karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим