jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi
    dear forex friends kia hamain unclear surta hall main trading karni chahia nahi agar hum unclear surta hall main trading karta hain to kia hamain loss ka samna karna paray ga unclear surta hall main trading karna say hamin kin chizu ka samna karna paray ga our hamain ku nahi unclear surta hall main trading karni chahia
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

    Unclear soorat e haal mai forex trading kerna theek nahi rehta hai kiyu kay aisi soorat e haal mai pata nahi hota kay market kiss taraf move Karey gi aur trend Kia banay ga. Forex trading mai jab takk soorat e haal unclear hoti hai uss waqt takk traders ko sirf market ko monitor aur watch kertay rehna chaiye. Unclear situation hoti kia hai pehlay iss kay barey mai pata hona bohat zaruri hai. Unclear situation ka Matlab market ki volatile movement hoti hai jiss mai market bohat tezi say move ker rahi hoti hai kabhi up aur kabhi down ho rahi hoti hai. Aisi soorat e haal ko he unclear kaha Jata hai jiss mai traders ko kiyu kay samajh nahi aarahi hoti hai iss liye traders ko kisi kisam kay tukkay bhi laganay say guraiz kerna chaiye kiyu kay tukkay laganay say bhi unclear situations mai bohat loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

      g nahi bhai jan aghr tu hmari trading main market ki unclear sort e hal hai tu hmain ayse sort e hal main kbhi bhi trading nahi karni chahyae asye hmain loss hony k chances zayda hoty hain es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu hmain market ki clear sort e hal ko follow krna hoga jis se hum market k according apni trading kar skty hain or apni tarding main acha profit lay skty hain forex main hmain he apni trading ko bahtr tariky se karna hoga jis se hmain profit milta hai or forex main loss bhi hmari khud ki wjah se hota hai es liye hmain pahly apni trading ki ability ko strong krna hoga jis se hum kamyab ho skty hain or apni trading ko bhi bahtr krna hoga forex main hmari trading hmain tab acha profit deti hai jub wo market ko wo achi trha smjh kar ki gai ho
      • #4 Collapse

        Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

        Dear ap ais market mai jab analysis karty hai to aus time ap agar ais market mai dekh rahy hai ap ki trading strategy k hisab se trade ban rahe hai to ap ais market mai enter ho jaye apko agar ye lag raha hai k abi tak trade sahe se nai ban rahe hai ya trade ban rahe hai magar abi tak acha entry point nai aya hai to ap ais market mai trade hi na lagye ais se ap ko ye faida ho jaye ga k ap ais market mai ghalt trade nai lagye gay aor ap ais market mai loss se bach jaye gay ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna ho ga tab hi ap ais market mai kamyab ho skaty hai ais market mai acha kaam kary gay to ap ko faida ho ga warna ap apna loss kar skaty hai ais market mai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

          uncertain soorat e haal mai forex trading kerna theek nahi rehta hai kiyu kay aisi soorat e haal mai pata nahi hota kay marketplace kiss taraf pass Karey gi aur fashion Kia banay ga. forex buying and selling mai jab takk soorat e haal uncertain hoti hai americawaqt takk buyers ko sirf marketplace ko reveal aur watch kertay rehna chaiye. uncertain situation hoti kia hai pehlay iss kay barey mai pata hona bohat zaruri hai. uncertain state of affairs ka Matlab market ki unstable motion hoti hai jiss mai market bohat tezi say flow ker rahi hoti hai kabhi up aur kabhi down ho rahi hoti hai. Aisi soorat e haal ko he unclear kaha Jata hai jiss mai investors ko kiyu kay samajh nahi aarahi hoti hai iss liye traders ko kisi kisam kay tukkay bhi laganay say guraiz kerna chaiye kiyu kay tukkay laganay say bhi doubtful conditions mai bohat loss ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

            Dear market ki condition unclear ho aur trading ki jaye to ye samjy key app ki trading 99% fail ho sakti hay aur 1 % se be kam chance hota hay esi trading kamyab ho, market ki condition unclear ho to es situation me traders ko khud par control karna chaye aur jab market normal condition me ajaye aur expected movement karny lag jaye to hi risk lena chaye, market movement unclear ho to market 100% unexpected movement hi karti hay aur es situation me traders ko ye decide karna mushkil ho jata hay key wo kesy trading karen aur loss se khud ko kesy bachaye, market movement ko samjna aur sabar se kam leny ka name hi professional trading hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

              اصل پيغام ارسال کردہ از: awaisforex پيغام ديکھيے
              dear forex friends kia hamain unclear surta hall main trading karni chahia nahi agar hum unclear surta hall main trading karta hain to kia hamain loss ka samna karna paray ga unclear surta hall main trading karna say hamin kin chizu ka samna karna paray ga our hamain ku nahi unclear surta hall main trading karni chahia
              Sir awaisforex, ap ka question forex trading k hawaly sy bht important hy and sirf swal hi important ni hy bal k us py jo replies aay hoay hen seniors and most senior members k wo bht important hen., mjy bhi pta ni tha k ye Unclear situation kia hoti hy. Sir anwaarz, ny bht clearly btaya k ye kia hoti hy, and baqi bhi ap k question ka answer dy dia sir ny, Forex trading me hum trade open krty hen profit k liay to us situation me open kren jis ki hmen smj aa rhi ho jb market ki movement hi smjni aay gi to kia trading kren gy...
              If you work hard no body can stop you from success
              • #8 Collapse

                Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

                bilkul trading karne chahie magar humko chahie ki Ham acchi tarah se market ko analysis Karen aur uske bad hi koi faisla len.
                koi bhi faisla jaldbazi mein bilkul bhi nahin Lena chahie kyunki aap jante Hain ki Corona virus ki vajah se Surat hal bahut jzida kharab hai agar Ham jaldi mein Koi faisla lete Hain to hamen nuksan ka samna karna padr sakta hai isliye knowledge or experience ki buniyad per kam Karen aur long term traide se dur rhain hamesha short term traide hi Karen short term trade se aapko fayda yah hoga ki jab aapko mauka mil raha ho to tried laga de aur uske bad kuchh time bad use close karne Koch profit main lalach k bghair but in halt main jab mukmmal business lock down hai to hamen forex ko apna rojgar banana chahie ismein kam zaror karna chahie .
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

                  dear ap ko unclear surtay hal me os wakt tak trading nehi karni chahie jub tak ap ko forex market ki movement ki samaj nehi ati ha or waha par agr ap ko technically or fundamental ke hisab se analysis me confusion ho rehi ha tu ap ko trading nehi karni chahie

                  agr ap unclear surtay hal me trading kare gay or ap ko market ki movement ki samaj nehi a rehi ha or ap phir bhi trading kar rehay hain tu aisi condition me ap ki trading luck par ho gi jis se profit hone ke chances kam or loss hone ke chances zeyda hone se ap ko loss ka samna karna par sakta ha

                  unclear surtay hal me trading isliey nehi karni chahie kyuke market ki condition jub unclear hoti ha tu waha par unexpected movement hone ke chances zeyda hotay hain or unexpected movement me market ki movement boht fast or long bhi ho sakti ha or phir is ki waja se account wash hone ka dar hota ha isliey unclear surtay hal me trading nehi karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

                    forex main jab bhi ap ko market ki movement samajh na aa rahi ho tu apko kam bhi nahi karna chaheay kyon ky kam karny say bhi ap ko loss he hota hai es lea forex main kabhi kabhi asi halat ban he jati hai jiss main ju kam knowledge rakhny waly trader hoty hain unho ko loss hota hai es lea forex main ap ko jab tak apne ap pay confidence na ho tub tak ap ko order nahi laina chaheay kyon ky loss karny say behtr yehi hota hai ky ap trading he na karain forex main oppertunity milti he rehti hain aur bar bar milti hain ap ko hamesha tab kam karna chaheay jab market main ap ko pane ap aur apny analysis pay yakeen ho tab he ap ki trading main acha profit mil sakta hai aur ap loss say bach sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

                      Dear Forex trading members Pakistan Forex forum mein hamen guide Kiya jata hai ki jab tak aapko situation clear na ho aap Forex trading market mein trade open na karo proper planning proper analysis understand karte hue market mein trading karna professional activity count ki jaati hai Forex trading market mein apne account ki management karna bahut zaruri hai aapka bonus bahut kimti hota hai jo ki aapane hardworking ke sath hasel kiya hua hota hai agar aap isko without proper trading knowledge and experience without proper guidance and analysis zeya kar doge to aapko dukh hoga trading market mein step by step trading ideas aur trading requirement ko fulfill karte hue aapko kam karna chahie aur market ko analysis ke zariye easy banakar kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

                        Assalam walekum Pyare bhai jaan bilkul trading karne chahie Magar Humko chahie ki Ham acchi Tarah Se market ko nirdeshit Karen aur uske bad hi koi Faisla Nahin koi bhi Faisla Jis Bharti mein bilkul Nahin Lena chahie Kyunki aap Jante Hain ki coronavirus ki vajah se sote halwa ab Hoi Tu Hi Hai Jiski vajah se bahut hi countries block Hain Kyunki Main Jab Bhi aapko market ki movement samajh na aa rahi ho to aapko kam bhi nahin karna chahie Kyunki kam karne se bhi aap log hi hota hai isliye frocks mein kabhi bhi aise Halat Ban Jaate Hain jismein Jo kam kam knowledge rakhte Malik traders hote hain unhen cal Los hi hota hai isliye flux main aapko jab tak apne aap confidence Nahin hoga tab tak aap order Nahin Laga Sakenge aapko chahie kya aap ismein enquire hokar kam Karen acche se kam Karen Kyunki Unka kam kar sakte hain to aap kamyabi ki taraf badh sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: awaisforex پيغام ديکھيے
                          dear forex friends kia hamain unclear surta hall main trading karni chahia nahi agar hum unclear surta hall main trading karta hain to kia hamain loss ka samna karna paray ga unclear surta hall main trading karna say hamin kin chizu ka samna karna paray ga our hamain ku nahi unclear surta hall main trading karni chahia
                          Mere Khyal mein to ho jata FIR Hamen is baat ka hundred percent yakin Na Ho ki Hamen Hamari trade positive result Jayegi Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki Forex trading business Ek bahut hi critical business hai ismein hamari ek small Si mistake Hamare pure account ko Khali kar sakti hai aur Hamare pure month Ki mehnat vyast Ho Jaati Hai isliye Hamen chahie ki ham pahle market ko acche tarike se analyse Karen aur koshish karen ke aap ko 99% yah idea ho jaaye ki aap ko apni trade market mein kis jagah per place karni hai tab hi aap ko is share profit mil sakta hai
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

                            dear forex markeet main agar ham aisi situations main kaam kartay hain jis main hamaray pass kisi kisam ka koi bhi knowledge nai hay aur ham tab markeet main kaam kartay hain jub markeet ki situatons bilkul khraab hay mean k closing k days main to hamko markeet main kuch bhi hasil nai honewala hay aur agar ham amrkeet main tab tab kaam kartay hain jub jub hamko markeet aik achi earning dainewali hoty hay to hamko markeet main earning k sath sath achi leaning bhi milty jayege aur ham isay achay tareekay say samjhtay bhi jayngay jisk liye zaruri hay k hamaray passs markeet main kaam karnay ka experience ho aur ham har aik sessions k baray main skills rakhtay hon agar yeh sab kuch hamaray mined main hay to ham markeet say tab bhi acha earn kar sakaty hain jub markeet out off trend main yeni k sideway main moove kar rahi hoge is liye better yahi hy k ham apni kismat azami na akrain jub jub hamko confirmations milty jayen hamko markeet main tab he entery laini chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza; hamain unclear surtay hall main trading karni chahia ya nahi

                              hmari trading main market ki unclear sort e hal hai tu hmain ayse sort e hal main kbhi bhi trading nahi karni chahyae asye hmain loss hony k chances zayda hoty hain es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu hmain market ki clear sort e hal ko follow krna hoga jis se hum market k according apni trading kar skty hain or apni tarding main acha profit lay skty hain forex main hmain he apni trading ko bahtr tariky se karna hoga jis se hmain profit milta hai or forex main loss bhi hmari khud ki wjah se hota hai es liye hmain pahly apni trading ki ability ko strong krna hoga jis se hum kamyab ho skty hain or apni trading ko bhi bahtr krna hoga forex main hmari trading hmain tab acha profit deti hai jub wo market ko wo achi trha smjh kar ki gai ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X