Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?
    Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

    forex trading main hmain apni trading jub karty hain tu apko apny set kiye gay target ko pora karny k bad hmain apni trade dekhni chahye wesy bhi jub hum short term main trade agty hain tu apko kam time par he apki trades ka result mil jata hai es liye hmain apny set kiye gy time table k bad he apni trade ko dekhna chahye baz okat hum apni trade ko bar bar dekhty rahty hain jo k aik factor hota hai jis se hum apni trading ko dekh skty hain or os main aghr modifiy krna parhy tu bhi iya ja skta hai es liye hmain apni trading ko ayse krna chahye jis se ap apni trading main acha profit lay skty hain or loss se bach skty hain forex main hmain forex ki terms and conditions ko dekhty owe apni trading karni chahye jis se ap kamyab ho skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

      Dear achi trading karni ho to jab tak trade ko close na kia jaye apny orders ki live market me review karni ho gi, orders hold par ho to har time market ko watch karny par focus karna chaye, agar orders hold par rak kar koch din bad es ko watch karny ki koshish ki jaye to es me traders ka apna nuksan ho sakta hay, terminal me esy tools hey jes ko use key jaye to koch time key bad be agar apny orders ko review key jaye to traders ko faida ho sakta hay ye tools apny har open hony waly orders me use karny chaye,

      1. take profit
      2. stop loss

      orders ko open rak kar kesi kisam ka risk nahi lena chaye orders jab tak open ho market ki movement ki waja se esy orders key sath koch be ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

        Dear friend Agra market ke sath touch aur aapane apne trading tools ka use Kiya Hai Jaise ke stop loss bhi trade Mein lagaya hai aur aapki trade long-term hai Fir Bhi aapko chahie ki aap market ke sath daily touch Rahe Kyunki yah Jaruri Nahin Ki aapane Ek Long Term plan open kiya hai aur usmein trade lagakar aap trade ko bhul Jaaye aapko daily market ke sath Khush Rahana chahie market ke bare mein aapke pass knowledge Hona chahie ki market kis Taraf Munh Karegi aapko trading se out Hona chahie ya take profit Lekar Nahin market se out ho yah Sabhi chijen tabhi aapko Maloom Hogi Jab aap market ke sath Rahenge to isliye jaruri hai ki aap market ke sath touch Rahe jisse aapko Ek Aur bata signal per Hasil ho sakta hai jisse aap aur profit hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

          Forex traders ko apni opened trades ko Agar without stop loss aur take profit kay hain tou uss waqt takk review kertay rehna chaiye jab tak kay woh profits mai close na ker li jain. Forex trading market ki volatility ka bilkul bhi pata nahi chalta iss liye risk lainay say behtar hota hai kay apni trades ko khud he close ker Lia jaey aur kisi bhi pareshani mai parnay ki bajaey apnay liye asaani paida ki jaey. Forex traders ko yeh facility bhi available hoti hai kay Agar traders apni kisi Dusri masrufiat ya commitments ki wajah say review nahi ker saktay tou woh apni trades ko stop loss aur take profit say secure ker saktay hain. Stop loss aur take profit ki madad say traders apnay loss ko apnay control mai rakh saktay hain aur take profit ki madad say apnay profit ko bhi pehlay say safe ker laitay hain
          • #6 Collapse

            Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

            Dear forex trader jab ap koi bhi trade open kar lyn tu apko chahye k jab tak ap trade close ni karty tu ap ko apni live trade jo chal rahi hai usko review karty rehna chahye aur trend ko check karty rehna chanye agar ap ne long term trade lagai hai tu long term trade ka target poora hony mein bahut time lagta hai aur kisi news ki waja se ya kisi waja se market ka trend change ho sakta hai is liye apko bar bar apni trade ko review karty rehna chahye aur trend k accordingly deal karna chahye aur stop loss aur take profit lagana chahye ta k news ki waja se agar market ki movement fast ho tu apka account bhi wash na ho aur agar market ap k take profit ko hit kary tu ap ko profit bhi auto p mil jaye
            • #7 Collapse

              Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

              Different trading strategies use ki jati hai Forex trading market mein trading ke liye agar aapane a trading ke liye ye wrong term trading strategy use ki hai to aapko minimum lot size ke sath trade open karna hoti hai lekin agar aapane short term ke liye trading start ki hui hai to aapko dinon ka vate nahin karna hoga bolke aapko apni trade intraday trading strategy ke through karna hogi gi apko trading ky leay scalping short term aor inntraday ky leay separate aor dosri long term trade lgany ky leay alg sy apni strategies ko bnana ho ga tb he apko zeyada gaida mil skta hai ap agr is bat ko ignore kro gay to yeh apky leay nuqsan deh ho skta hai ky leay hamen practically market ko review krna chye aor usky bad apni strategies kp prkhna chue tb trade manage krni chue
              • #8 Collapse

                Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

                Forex trading main humy sab sy pehly achy analysis karny chae han ta k jab hum log trading karny to humy pata ho k humara target kya ha or hum ny kase achieve karna ha is tahra hum apna target zahan main rakh k trading karny gy to hum kamyab ho sakty han forex trading main humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karny jtni ziada behtar planning or strategy sy trading karny gy to easily apna target achieve kar lan gy or kamyab ho sakty han or apny target k mutabiq stop loss or take profit istamal karny to humy bar bar trade dakheny ki zarorat ni ho ge or hum easily kamyab ho saken gy or forex trading main successful ho saken gy
                • #9 Collapse

                  Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

                  trading review karna ka time agr technically point of view se dekha jaye tu yeh is bat par depend karta ha ke ap kis time frame me analysis karke trading kar rehay hain kyuke trading review isliey kia jata ha ke trend ap ki trade ke against ho kar ap ko loss na de de is bat ki waja se ap ka apni open trade ko review karna lazmi hota ha agr ap 1 hours 30 minutes ya 4 hours me trading karte hain tu kam. az kam 4 to 5 hours bad ap ka trade ko review karna lazmi ha or agr ap big time frame like d1 ka use karte hain tu ap ka har day ko apni trade ko review karna lazmi ha or jub ap long time frame me trading karte hain tu ap ka 24 hours active rehna lazmi ha kyuke ap ka news par nazar rakhna zarori ha kyuke news ki movement agr ap ki trade ke against ho jati ha tu big time frame ya long term lagi hui trade bhi loss me ja sakti ha ap ka news ko release hone se pehle news ko analysis karna lazmi ha or ap ka news events ke release hone ke time se pehle analysis karna lazmi ha agr ap active ho kar trading kare gay tub hi success hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

                    Dear aap Agar is problem per Koi Niyat lagat hain use to aap Jab Chahe check kar sakte hain is form per aapko koi matlab Nahin Hota aapke profile mein aapko Sara status Kyon Ho Raha hota hai ki aapane Swayam per kitne post Ki Hain agar aap is form per Koi Sawal Puchte Hain usko aap Jab Chahe check kar sakte hain ki use per kitne Logon Ne post ki hai aur usmein UN Logon Ne Kya Kya baat ki hai agar aap is form per koi baat share karte hain aur uske bad aap usko check karna chahte hain ki aapke is information ko Kis Kis Bande Ne read Kiya Hai vah bhi aap ismein dekh sakte hain agar aap is form per time Lagate Hain To aapko ismein Kafi Jyada bonus Mil Jata Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

                      dear forex forum friends hamain apni trade ko aik time table main la kar kaam karna chahia ku kay agar ap time table main la kar kaam karay gay to ap ko bhoot acha result mila ga forex trading main ap ko apni trade ko us time dakhna chahia jab ap apna target mukamal kar lay ku kay agar ap us say pahlay trade ko dakha gay to ap bhoot ziada tenstion lata rahatya hain wo is lia kay ap jab trade dakhta hain to wo loss main ja rahi hoti hain our ap tenstion la jata hain is lia ap ko tenstion say bachana kay lia apni trade ko us time dakhna chahia jab ap ka target mukamal ho jay tab he ap ko dakhni chahia tab he ap tenstion say bach sakta hain our aik baat trade ap ko utni lagni chahia agar trade loss main ja rahi hai to ap wo loss bardash kar sakta ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

                        forex trading aik best trading business hai jis main hum apni trading kar k achi earning kar skty hain forex main jub hum apni trading karty hain tu hmain apni lagi hoi trade ko chek karty rhna chahye q k hum apni trading ko dekhty rahty hain tu hmain apni trading main modify karny ka moka mil skta hai q k aghr market main koi movments hain hai tu os k hisab se hmain apni trading ma kuch chnaging karny ka moka mil skta ha tu apko chahye k ap apni trading ko bahtr karny k liye bar bar chek karty rhna chahye laken aghr hum boht jaldi or bar bar bhi dekhty rahen tu yah bhi masla hai es liye hmain apni trading main lagi hoi trade ko kam market ko zyda dekhna chahye jis se hum apni tarding ko modify kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?

                          Ji as-salamu alaykum Pyare bhaijaan trading review karne ka time Agar technically point of view Se Dekha Jaaye to yah is Baat per depend Karta Hai Ki Kisi time for Mein Karke trading kar rahe hain Kyunki trading Rahim Kis Liye Kiya jata hai ki friend aapki trade co against hokar aapko loss Na De is baat ki vajah se aapka apni open redco review karna lajmi hota hai agar aap ek ghante ya 30 minut ya 4 ghante Mein trading Karte Hain To kam se kam photo 5 ghante bad aapka trade ko karna lajmi hai aur agar aap bhi time form like Dekha use karte hain to Aapka Har dekho apni trade co revision karna lajmi hai aur jab aap long time form Mein trading karte hain to Aapka 24 on rehna lazmiha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                            Hamen apni trades ko kitne dinon Bad review karna chahie?
                            Dear ap apni trading main jab tak har month kay end pay review karain gy tu ap ko us ka faida yeh hoga kay ap apni trade main behtari la sakty hain. Ap ko cheye kay woh trade open ya close karain jis ka ap nay kudh analysis kiya ho. or woh mistake jo ap review kay time note karty hain woh note kar lain es tarha ap asani sy apni trade ko open or close karny kay sath sath woh mistakes jo ap ko reivew kay time mili hia un ko theek kar sakty hain or es sy ap ki strategy mazeed strong ho kay acha faida dy sakti hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X