Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?
    Tamaam international countries jinn mai weak aur strong dono qisam ki economy rakhnay waley countries shamil hain apni apni economy ko relief dainay kay liye mukhtalif packages day rahey hain. Kia relief packages trading markets ko bhi relief day saken gay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?

    Nahe dear aisa kuch nai hai ye zarori nai hai k ais market mai her cheaz ka effect ho agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly to ye pata ho k jis pair par ap trade lagaty hai aus ka trend kai hai aus k hisab se ap agar ais market mai trade karty hai to ap ko ye pata hona chaye k ap ais market mai jitna long term k trend k hisab se trade lagaty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitni zayda mehnat karty hai ap ko atni hi zayda kamyabi hoti hai ap ais market mai ap ne agar analysis kar liay hai to aus k sath sath ap ais market mai fundamental ko dekh k trade kia kary tab hi ap ko faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?

      dear jo condition economy ki hoti ha waisa effect bhi currency par parta ha

      mean agr kisi countries like USA ki economy strong ya weak ho rehi ha tu usa ki currency par bhi waisa asar parta ha positive or negative agr ab currently situation ko dekha jaye tu corona virus ki waja se lock down par hain or economy par kafi asar par raha or isi waja se usa ne apni economy ko stable karne ke liey 2 trillion ka relief package dea ha take usa ki economy par negative asar zeyda na pare tu is tarah jub relief package denay par economy jub stable ho gi tu sath me os country ki currency bhi stable ho gi tu is tarah forex par bhi os countries ke relief package denay par bhi asar pare ga tu yeh keh sakte hain ke jo jo countries relief package de rehay os ka asar currency par parne ki waja se bhi forex trading me bhi asar par sakta ha yeh keh sakte hain ke jo jo countries good relief package de gi os countries ki currency stable ho sakti ha
      • #4 Collapse

        Re: Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?

        Ni dear relief pakages se forex trading p koi asar ni hoga releif pakeges sirf aisi countries k liye hain jo economical weak hain aur already imf se qarzy ly k apni economy chala raby hain aur agar ap forex market mein kam karna chahty hain tu ap jab bhi koi trade open karyn tu pehly ap market ka trend dekh lyn aur jis pair p trade lagana chahty hain us pair ki currencies k fundamental analysis kar lyn k kon c currency zayada strong ja rahi hai kis ko buy karna chahye aur kis ko sell karna hai aur is k bad ap apni strategy k mutabiq long term ya short term jo bhi trading karty hain ap diffrent time frame mein technical analysis kar k trend mein rehty hoye trade open karyn aur stop loss aur take profit laga lyn ta k apka account bhi safe rahy aur money mangement karty hoye trading karyn aur ye bat yad rakhyn k ap ne jis pair p trading karni hai sirf un currencies ki countries ki economical condition check karyn k un ki currencies kisi political waja se ya kisi aur waja se down ya kisi waja up ja sakti hain tu ap apni trading isi hisab se karyn tu ap acha profit bna sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?

          G han dear relief packages ki waja se Forex market par be acha asaar ho sakta hay, corona virus ki waja se har country ki koshish hay key wo esi countries ki help kar saky jes ki economy achi nahi, es relief packages ki waja se world me esi countries ki economy par acha asaar ho sakta hay jo key apni countries key logo ki help nahi kar sakty, World economy ka bahot zeyada asaar Forex market par hota hay, ajkal jo situation bani howi hay har country ki economy crash ho rahi hay magar esi countries ne jo relief packages ka elaan kia hay ye bahot hi achi soch hay aur bahot si countries ki help ki waja be ban rahi hay.
          • #6 Collapse

            Re: Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?

            Dear friend aapane bahut hi bakwas Sawal poochha hai iska koi bhi fayda nahin hai agar aap Sawal puchna Chahte Hain To Achcha Aur bata Sawal Puche relief ka Forex trading mein kya maksad relief sirf aur sirf apni country Ke Log Apne logon ko de rahe hain Kyunki vah Bhookh Se Mar rahe hain trading 1 business hai aur Agar Business mein aap nahin karna chahte to aap site per ho sakte hain craft Mein kam karna chahte hain to aap Karen Agar aapke pass acchi investment aur acche chijen maujud hai jisse aap Achcha aur Behtar profit Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?

              Ni expensive alleviation pakages se forex buying and selling p koi asar ni hoga releif pakeges sirf aisi nations ok liye hain jo economical susceptible hain aur already imf se qarzy ly ok apni financial system chala raby hain aur agar ap forex marketplace mein kam karna chahty hain tu ap jab bhi koi trade open karyn tu pehly ap marketplace ka fashion dekh lyn aur jis pair p change lagana chahty hain us pair ki currencies k fundamental evaluation kar lyn k kon c foreign money zayada strong ja rahi hai kis ko purchase karna chahye aur kis ko promote karna hai aur is okay terrible ap apni strategy k mutabiq long time ya brief term jo bhi buying and selling karty hain ap diffrent time frame mein technical analysis kar okay fashion mein rehty hoye change open karyn aur prevent loss aur take earnings laga lyn ta k apka account bhi safe rahy aur cash mangement karty hoye buying and selling karyn aur ye bat yad rakhyn k ap ne jis pair p trading karni hai sirf un currencies ki nations ki low in cost circumstance take a look at karyn okay un ki currencies kisi political waja se ya kisi aur waja se down ya kisi waja up ja sakti hain tu ap apni trading isi hisab se karyn tu ap acha earnings bna sakty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kia relief packages trading market ko bhi relief day saken gay?

                forex aik acha busenss hain hm is mai raat ma be kam akr skaty hain hum is mai din mai be kam kar skty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss o g forex aik international or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai agar tkaka system sy kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik am bsienss ke nisnat acca bsuienss hain hum gar mai bath kar si mai kam kar sakty hain is mai km karny ky liye hamy ksie be ofice mai jany ke need nahi hote forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam karig gy to hamy lossho ga forex aik best busness hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ba forex aik world wide or kabe be band na hony wala aca or unqieu busienss hain

                اب آن لائن

                Working...
                X