Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?
    Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

    Trading kabhi bhi fear kay saath nahi kerni chaiye. Kiyu kay fear kay sath trading kernay say hamehsa ghalat faislay hotay hain. Forex traders ko iss baat ko samajhna chaiye kay forex aik business hai aur business mai profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai. Iss liye traders ko trading kertay huay darnay ki bajaey planning kerni chaiye kiyu kay darr ko dour kernay kay liye achi planning bohat zaruri hai.

    Trading mai darnay ki koi baat nahi hoti aur Agar kisi trader ko ziada masla ho bhi tou usay apni learning aur knowledge pay he focus kerna chaiye kiyu kay learning aur knowledge jitna acha aur update hoga. Market say trader jitna ziada in touch hoga utna he confidence barhay ga aur confidence barhnay ka Matlab hai kay darr aur fear ki kammi hona. Traders ko forex mai fear free ho kay he kaam kerna chaiye aur acha business issi tarah grow bhi kerta hai
    • #3 Collapse

      Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

      Dear ap ais market mai trade karna chaty hai to ap ko ais market mai trade karni hai to apny mind mai se dar khatam karna ho ga aus k baad bhi ap ais market mai acha profit bana skaty hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitna zayda mehnat karty hai aus se ap ka confidece build upho jata hai aus k baad ap ais market mai trade lagaty waqat darty nai hai ap ais market mai jitna zayda mehnat karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitna zayda time lagaty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ais market mai kaam sekh ley tab hi ap ko faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

        Aap is market Mein trade karna chahte hain to aapko is market Mein trade Karni Hai To Apne mind mein se dar khatm karna hoga Uske bad hi aap is market Mein achha profit banaa sakte hain aap is market Mein Jitna Jyada Achcha kam karte hain aapko utna hi jyada fayda ho jata hai aap is market Mein Jitna Jyada mehnat karte hain usse aapka confidence Balod ho jata hai uske bad aap is market Mein trade Lagate Wakad darte nahin hai aap is market Mein Jitna Jyada mehnat karte hain aapko utna hi jyada fayda ho jata hai aap is market Mein Jitna Jyada time Lagate Hain aap itna hi jyada fayda hota hai is market Mein kam Sikh lete hain tab aapko fayda hota hai isliye ki aap mehnat bahut karte hain aapko chahie ki aap Jyada mehnat Karen aur Achcha bonus Hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

          dear forex friends trading ko freely trading ya fear kay sath trading karni chahia friends hamain fear kay sath trading nahi karni chahia ku kay agar ap fear kay sath trading kartaya hai to ap ghalt faislay kar raha hota hai trader ko chahia kay wo trading karta waqat darnaya kay bajaya himat, husala our planing kay sath kam karna ho ga forex trading mai forex trder ko ya khayal hona chahia kay wo aik businesse kar raha hai is mai hamain kabi kbi bee kahi bee our kaysa be loss ho sakt hai trader ko ya zayhan mai rakh kar kaam karna chahia is lia ap ko trading karta waqat darna nahi chahia agar ap ko daar lagta hai trading kartay waqat to ap ko apna knowledge our learning par fucos karna chahia ku kay knowledge our learning kitni achi ho gi utna he trader ko ziada faida ho ga forex trading mai our aik baat trader ko chahia kay wo fear free ho kar kaam karaya tab he trader ko acha ruslt mil sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

            forex trading main kamyab hony k liye hmain apni trading ko ayse karna chahye jis main loss hony k chances na hon or aghr hum dar kar trading karengy tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain q k dar or khof k sath trading krna aik expert trador ki nishani nahi hai loss tab he hota hai jub loss k dar se trading ki jati hai es liye hmain aghr forex ain kamyab hona hai tu hmain freely or confidence k sath trading karni hogi jis main loss hony k chaces kam hoty hain or hum apni trading ko achi trha se perform kar k achi earning kar skty hain forex aik best trading place hai jis main hum jitni mahnat or lagan k sath kam karty hain otna he hmain forex main acha profit milta hai or kamyab hongy tu fresh mind k sath trading karen
            • #7 Collapse

              Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

              Forex business me trading fear (dar) key sath trading karny ka koi faida nahi hota traders key mind me agar loss ka dar rahy ga to ye kesy mumken ho sakta hay key wo achi trading kar saky, Forex business me fear free trading es condition me ho sakti hay jab traders ka knowledge aur us ki trading experience behtar ho gi, professional traders me loss ka dar nahi hota ye dar siraf new traders me hi hota hay new traders apny orders ki achi management loss key dar ki waja se nahi kar sakty magar expert traders loss ka dar mind me nahi rakty es waja se orders ki management achy tareeqy se kar paty hey.
              • #8 Collapse

                Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

                Asslam o alaikum dear forex member agar aap drogay to Tu Is Tarah Se aap kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Kyunki Jab aap darte ho to Aapka confidence level aapka Himmat level jawab De jata hai aur FIR aap ek loser Ban jaate ho isliye Himmat Kabhi Na Haro Apne confidence ko increase karte raho aur dharna kabhi bhi nahin Jab aap pahle ismein kam karte ho to aapko Dar face Hoga lekin aapko use Dar Ko harana Hoga aur usmein confidence pasalkar karna hoga Kyunki agar aap Dar Ko Hara Doge to kamyabi aapke Kadam chume ga isliye Hamen Dar ke kabhi bhi e trading ya working nahin karna chahie Hamesha se Himmat ke sath confidence ke sath mein kam karna chahie aur aur apne kaam ko best bnao aur Dar ke kaam Na Karo .
                Jo member Karta Hai To vah Hamesha Se Hi Na Kami ko Apne Kadam mein le leta hai agar aap confidence ko increase Karoge Dar Ko Hara Doge to aapki kamyabi pakka Ban Jaega aur ISI tarike se aap ek successful trader bhi ban jaaoge aur FIR aap isase earning karna start kar doge ...
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                  Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?
                  Agar traders feel dar kar rahe ho to unko trading Nahin Karni chahie Kyunki Jab aap stress feel Karke trading Karte Hain To proper planning nahin kar sakte aur loss k chances increase ho jate Hain Kyunki aapko market share trend ki samajh nahin aati aur Hamen trading Karne Wale Kabhi Darna bhi Jindagi chahie Kyon Ka Jawab Dar ke kam karte hain to aap wrong decision Le lete hain isliye kabhi bhi Dar Ke Bhi kam na Karen isase bhi aapki trading per effect hoga
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

                    dear agr freely trading kare gay ya fear se trading kare gay dono way me ap ko loss uthana par sakta ha freely trading or fear ke sath trading karne ki kuch limits ya rules hain jin ko follow karna lazmi ha

                    freely trading karne ka nuksan bhi ha or feyda bhi ha agr ap trading rules ko follow karte huey freely trading karte hain or rules par bharosa rakhtay hain tu ap ke liey freely trading achi sabit ho gi agr ap rules ko ignore karke ke freely trading karte hain tu loss ki waja bane gi

                    agr ap fear ke sath trading karte hain tu ap kabhi bhi apna target complete nehi kar paey gay fear ki waja se agr ap fear ko is bazar me letay hain ke agr me rules ko follow nehi karo ga tu loss ho jaye ga yeh fear ap ke liey acha sabit ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

                      Dear friend Forex trading agar aap Achcha profit after karna chahte hain to ismein kabhi bhi aap risky train na Karen aur ismein aap kabhi bhi free trade mat Kare ke trailer gakar Chhod De Kisi bhi Tarah movement Kar Gai Achcha profit Degi ya chhah loss Kyunki Forex trading Ek proper business hai to isliye agar aap ismein acchi earning Hasil karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki aap sabse pahle Forex trading ke related Achcha experience Hasil Karen aur uske bad market ko analyse karte hue hundred percent sure hone ke bad trade open Karen Kyunki agar aap normal trade open karte hain to vah aapko Los hi Degi sirf aur sirf loss
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ko freely trading Karni chahie ya fear ke sath trading Karni chahie?

                        friends trading karty wakt kbi b fear ma nai ana cheay jb b trading kro har kisam ki tension sy free hona cheay jo new member hoty hn mtlb jo junior members hoty hn wo jb trading krty hn tu fear ma chlay jaty hn kyoun k un ko koi experience ho skta is liye wo trade krty wakt fear ma chly jaty hn or trade krty wakt unhy market k ups and downs k bary ma nai pta chla jis ki wja sy wo loss ma chly jaty hn is liye hmy sb sy phly senior members sy traning leni cheay jo senior members hoty wo trade krty wakt freely ho kr trade krty hn jis k wja sy hmy senior member sy ray ly leni chey jo new aty hn forex forum ma matlb junior members un ko cheay k wo trade krny sy phly apny senior member ki help ly ly ta k unhy trade krty wakt koi b loss na ho or wo trade krty wakt kisi b kisam k fear ma na jay or freely trade kry

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X