Jaiza:demand aur supply ky rules jis say ap trading behter kar sakty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:demand aur supply ky rules jis say ap trading behter kar sakty hain.
    dear friends forex market main ap logon ko demand aur supply ky rules aur es ko samjhna boht he zrori hota hai kyon ky market chalti he demand aur supply pay hai es lea main ap ko es ky rules batata hn jis say ap ko samjhna aur ziada asan ho jay ga.
    Demand aur supply k 4 basic rules hoty hain.
    first rule ye hai k jub kisi cheez ki demand barh jaye aur supply b hoti rahy to us chez ki price barh jati hai aor us chez ko buy kia jata hai.
    2nd rule hai k jub kisi chez ki demand kam ho jaye aur supply continue rahy to price kam ho jati hai aor us chez ko sell kia jata hai.
    3rd rule hai k jub kisi chez ki supply barh jaye aur demand continue rahy to price down aa jati hai is case mai b humy sell karna hota hai.
    4th rule hai k jub kisi chez ki supply kam ho jaye aur demand continue rahy to price barh jati hai is case mai hum us chez ko buy karty hain.
    ye bat zaroori nahi k market just demand and supply k rules par chalti hai balkay prices k up and downs par other bohat say factor impact karty hain.
    for example world economical situation,govt policies,import and export between two countries,economical news,social news aor rumours wagaira.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:demand aur supply ky rules jis say ap trading behter kar sakty hain.

    Forex trading market aur trading business demand aur supply pay depend kerta Hai. Markets mai jab kisi currency ki demand barhti hai tou uss ka exchange rate barh Jata hai kiyu kay uss ki demand barh chuki hoti hai aur supply nahi ho rahi hoti tou uss ki trading ka trend buy mai hojata hai. Issi tarah jab supply barh jaey aur demand khatam ho Jaye tou value Kamm ho jaati hai aur price neechay aajati hai jiss ki wajah say sell ka trend bann Jata hai. Iss waqt iss baat ko samajhnay kay liye crude oil ki misaal li jaa sakti hai kiyu kay pooray world mai her Tarah kay lock down kay baad crude oil ki requirement khatam ho chuki hai aur iss kay saath saath supply bhi pehlay say ziada he ho chuki hai. Iss liye price 58$ say 23$ takk aa chuki hai aur sell ka trend musalsal chall raha hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:demand aur supply ky rules jis say ap trading behter kar sakty hain.

      G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k ais time ap ne agar ais market mai trade karna hai to ap ko ais market mai demand aor supply ka pata ho aus k baad ap ais market mai acha profit bana skaty hai ap ais market mai jitna zayda acha profit banaty hai ap ko ais market mai chart par ye pata chal jata hai k ais market mai kaha par resistance aor support level hai ap agar ais market mai resistance par trade karty hai aus par ap kafi zayda profit ho jata hai kun k ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai mehnat karty hai ap ais market mai time lagye ap ko ais market mai faida ho jata hai ap ais market mai time waste karty hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:demand aur supply ky rules jis say ap trading behter kar sakty hain.

        Jiya bhajan yah to aapane sahi kaha hai ki is time aapane Agar is market main demand aur Shukla ka pata Ho Uske bad aap is market Mein achha perfect banaa sakte hain aap is market Mein Jitna Jyada Achcha perfect batate Hain aapko is market mein chat par yah pata chal jata hai ki is market mein chat par yah pata chal jata hai ki is market mein kahan per resistance aur support level hai aapane agar is market Mein resistance per trade Karte Hain use per aap kafi Jyada profit ho jata hai Kyunki is market mein aap Jitna Jyada Achcha kam karte hain aapko utna hi jyada Achcha fayda ho jata hai aap is market Mein mehnat karte hain aap is market mein time Lagate Hain isliye aapko Jyada Se Jyada bonus Milega Kyunki aap is market mein bahut hi Achcha kam karte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:demand aur supply ky rules jis say ap trading behter kar sakty hain.

          Supply and Demand Factors

          Supply and demand factors par nazar rakna aur es ko follow kar key trading karna bahot hi acha sabit ho sakta hay supply and demand trading strategy profitable be hay aur useful be, supply and demand factors se crude oil me trading karna be acha hay aur esi se ham currency pairs ki movement ka andaza be lagaya ja sakta hay,

          supply and demand factors se Forex key overall market ka jaiza leya ja sakta hay, economic calendar par focus karny se be ham supply and demand ki information hasil ho sakti hay, traders key ley ye zarori hay key other factors par be depend kia jaye aur sath me supply and depend strategy par be work karna chaye.

          اب آن لائن

          Working...
          X