Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?
    Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?trading k hawaly say baghair tasdeeq k kisi news pa yaqeen na kary?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

    G han bahot se traders ko loss fake news (afwahon) se ho jata hay esi news official websites me release nahi hoti hey es ley esi news ko follow karny ka nuksan zeyada hota hay, agar official source se news hasil ho jaye to hi ye news real hoti hay aur ye be mind me raka karen key real time me aur right time me esi news ko Forex market me follow karen, fake news (afwa) jo be ho ye Forex market par asaar nahi karti hey es ley jo be news app ko hasil ho to es ka jaiza lena chaye key ye release kab howi hay aur news collect karny ka source kia hay es key bad hi esi news ko trading me follow karen.
    • #3 Collapse

      Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

      G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais time dekha ho to social media par bahot hi zayda fake news aa rahe hai ap agar aun par amal kary gay to aus se ap ko hi loss ho ga agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye agar ap ais market mai kamyab hona chaty hai ap ais market mai jitna acha kaam karty hai ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap apny mind ko active rakhty hai to aus se ap ko loss nai hota hai aisy hi ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai acha kaam karna chaye ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ais market mai mehnat kary tab hi kamyab ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

        friends koi b news agr ap ko pta lgta ha jo ap ko lgta ha k fake ha tu us per amal mt krny agr ap fake news per amal kry gy tu ap forex forum ma nuksan uthna prhy ga jesy k hm social media pr b fake news sunty hn sb sy phly hmy cheay k us k bary ma janch partal kr leny ta k hmy koi b dout na rhy agr hm offical news suny gy tu wo real news ho gai is liye hmy cheay k hmy market ko dkh kr time dkh kr forex forum ma news dy agr agr hm asy agr hm asi market ma kam krny gy jis ma fake news hn tu hmy soch smj kr kaam krna prhy ga ta k koi nuksan na ho hmy apna full mind lgana prhy ga ksi or ki trf dehan nai ho sirf market k about he socha jay or ta k koi nuksan na ho jay agr hm loss ma gy tu hm business ma loss ma jany gy is liye hmy cheay k hmy soch smjh kr kaam krna cheay
        • #5 Collapse

          Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

          bilkul yeh forex trading main bhi bohat ziada zrori hai aur aam life main bhi bohat ziada zrori hai es say ap bary bary nuksan say bach jaty hain faraz kare forex market main ap ky koi news base pay koi bat karta hai aur ap uss pay amal kar laity hain aur amal kar ky kisi bhi currency pay order laga daity hain mager jab ap ko pata chalta hai ky ap nay fake news pay order lia hai tu ap ko nuksan ho sakta hai es lea ap ko khud say ya kisi news site pay ju trusted ho usi ko dekh kar amal karna chaheay aur 2 say 3 soures say lazmi confirm karna chaheay aur sath sath ap ko kisi asy expert trader say bhi pochna chaheay ky waky he wo news thek hai ya nahi hain kyon ky expert ky pas bohat achy soures hoty hain jin say un ko thek news ka paa chal jata ha.
          • #6 Collapse

            Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

            Dear members Ham yahan per ek trader ki haisiyat se kam karte hain aur aur Agar ek professional trader ki definition ki jaaye to uska matlab yah hota hai ki trader hamesha realities per believe karta hai aur kisi bhi fake news yah romas per believe nahin kar sakta kyunki vah aik practical trader hota Hai. Coronavirus issue ho ya koi aur trading related information Ho hamen hamesha kisi Athletically platform se mukammal taur per judgement karne ke bad hi koi decision Lena chahie kyunki kisi bhi Romers Ke chakkar mein ham apna Koi Aisa nuksan Na Kar len jo ki hamare liye Na kabile bardasht Ho jaaye. Agar Ham chahte Hain ki Ham ek aam traders se professional trader ki taraf apne steps badhaen to hamen apne aapko bahut mentally majbut karna hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

              Aaj kall poori duniya mai halaat Corona virus ki wajah say kaafi kharab hain. Koi bhi aisa country nahi jaha pay Corona virus nay attack nahi kia ho aur jinn jinn countries mai Corona ka attack hai waha pay markets, business, government systems, private mechanisms sub he disturb ho chukay hain. Iss liye iss waqt jo bhi news aa rahi hain unhain bohat ziada jaanch partaal ker kay unn ko apni strategies aur planning mai use kernay say pehlay bohat ziada zimadaari say unhain judge kernay ki zarurat hai. Kisi bhi news ko fori tore pay apni strategy mai apply kernay kay liye jaldi kabhi nahi kerni chaiye. News ko aaj kall kay halaat mai MT4 terminal kay charts mai big time frames aur current market situations kay analysis ker kay verify kernay ki bohat ziada zarurat hai.
              • #8 Collapse

                Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

                Ji Assalamu Alaikum Mere Pyare bhai jaan bilkul yah Forex trading main bhi bahut jyada jaruri hai aur Aam life mein bhi bahut jyada Jaroori hai isase aapke bare mein nuksan se Bach Jaate Hain fast Karen kay forex market mein aapke Koi news base per koi baat karta hai aur aap use per Amal kar lete hain aur Amal Karke Kisi bhi currency per order Laga Dete Hain To Magar Jab aapko Pata Chalta Hai Ki aapane fek news per order liya hai to aap kaun nuksan ho sakega isliye aapko Khud Se Hi Kisi news seat per Jo trusted Ho Usi Ko Dekhkar Amal karna chahie aur 2 se 3 16 se lazmi confirm karna chahie aur sath sath aapko Kisi Se Akbar trade se bhi poochha chahie ki vah new news theek I hai ya nahin Kyunki expert reader Jo Hota Hai vah Pahle Sochta hi Samajhta Hai Jo news Aati Hai uski jaanch per charge Karta Hai tab jakar portrayed open karta hai isliye Mere Bhai yah jo afwah hoti hain in se bacha Jaaye aur acche se kam kiya jaye
                • #9 Collapse

                  Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

                  Ager ham ksee be company ko join karte he to ye unke lye good news or bad news miltee rehtee he to unper hme tawajh kam dena hoga, forex me be kuch aisa he heto hme chaye ke unklye ager hme koi be news ya hme kse afwaho ka mile to ham un per tawajh nhi dene hoge ku ke ger koi be new hote he to forex hme khude inform karte e-mail ke zareeye, to ham in bato per believe nahee karna hoga or ham apne work ko jaree rakhna hoga inme he hamaree kamyabee he, or ye genioun work he inme fake bato per hame tawajh nhe denee hoge, ager koi be hme fake news miltee he to 1st off all hame unke bare me janch partal karne chahye ke ye sach ya ghalat bate he, phir hame haqeeqat ka maloom hoga.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Afwahon say buch k rahy fake news ki pehly janch partal kar?

                    Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he lajawab business ha is main kaam karny kay leye hammy bahut bahut he ziada mehnat ki zarorat ha ham is main jitni mehnat karee gay is main utna he kamyaab hon gay forex ki malomaat kay bary main hammy is main bahut sari is ki information ati rehti ha agr ham kisi bhi companies ko join karty han to to hammy is kay bary main positive or nagitive information ati han hammy kisi pa bhi proper tawajaa karny ki zarorat ha ham is main is ki markit ko jitna analys karee gay is main hammy utnaa he apni figure mazboot kar sakeen gay forex main hammy kabhi bhi baghir analysis kay is main news ko bhi agr dekhy to is kay bary main achii education ka hona bhi zarori ha is main hammy bahut ziada mehnat ki zarorat ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X