Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?
    Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

    Forex trading business mai broker companies apnay clients ko jo kay traders hotay hain woh apna commission laitay hain jo kay spread ki soorat mai hota hai. Her currency pair, commodity aur crypto currency ka apna apna spread rakha Jata hai. Spread woh difference hota hai jiss pay koi trade open hoti hai. Aur spread hamehsa broker ka hota hai. Ziada ter currency pair ka spread 3 cents hai. Yeh baat bhi traders ko samajhni chaiye spread hamehsa aik lot ka hota hai aur yeh 0.01 volume pay start hota hai aur lot size ya volume of trade kay saath barhta Jata hai. Currency pair ki 0.01 lot size pay spread Agar 3 cents hai tou 0.10 lot size pay yeh spread 0.30 $ hojata hai. Issi tarah gold pay 0.01 lot size pay spread 0.60$ hai aur 0.10 lot size pay yeh 6 $ hojata hai. Bitcoin ka lot size sub say ziada hai jo kay 0.01 lot size pay 200$ hai. Spread price ki ratio say maintain kia Jata hai aur trade loss ya profit mai ho spread broker ko milta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

      Spread darasal kisi company ka commission hota hai jaisa ke Ham janty hai k instaforex ik broker hai yeah Ham jante Hain agar Ham uske upar kam karte Hain to yah apne upar kam karne ke liye humse thoda se fees leta hai jisse Ham spread ya commission kahate Hain ya mukhtalif broker ka makhtalif hota hai kisi broker ka zyada commission hota hai kisi broker ka kamm commission hota hai jaisa ki aap jante Hain ki Euro USD per instaforex ka jo commission hai woh 3 pip hai agar aise hi octafx mein chale jaen to vahan per Euro USD ka commission ek pip hai esi tarah agar aap kisi aur broker ke hisab se commission ko dekhe to wo dosry broker sey mukhtalif hoga . Isliye hamen use broker ka intekhab karna chahie jis broker ka commission I means spreade kam ho.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

        Forex market me pairs ka spread broker key charges/fees ko zahir karta hay, ye wo fees hoti hay jo key brokers define karty hey aur har pairs ka spread rate same nahi hota aur es me koch difference hota hay, aur ye be zarori hay key har broker different spread key sath market me trading ko allow karen, spread kam ya zeyada es waja se kam ya zeyada show hota hay key kesi pair ki agar market movement slow ho aur 1 pair ki market movement fast to zarori nahi key dono ka spread market me same ho es me bahot zeyada difference ho sakta hay, high movement pairs ka spread zeyada aur low movement key pairs ka spread kam hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

          Dear ap ne agar dekha ho to ais market mai her pair ka apna spread hota hai aor ais mai kuch pairs ka spread kam hai aor kuch pairs ka spread zayda hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye ap ne agar ais market mai lot lagani hai agar aus pair par spread kam ho ga to aus mai ap ki trade jaldi hi profit mai aa jati hai ais market mai ap agar major pairs par trade karty hai to aus mai spread kam hota hai aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ki apni marzi hoti hai k ap zayda spread waly pair par trade karty hai ya kam spread waly pair par trade karty hai ais se ap ko khud decide karna hota hai aus k baad hi ap ais market mai profit bana skaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

            dear bid or ask price me jo farak hota ha price ka os ko spread kaha jata ha jaisa ke eurusd me bid price 1.2345 ha or ask price 1.2348 tu bid or ask price me 3 pips ka farak ha tu ap keh sakte hain ke eurusd me 3 pips ka spread ha

            har pairs me spread different hota ha or yeh spread broker ka apni taraf se hota ha kuch broker ka spread zeyda or kuch broker ka spread kam hota ha kuch broker ka spread variable pr kuch broker ka spread fixed hota ha spread ka kam ya zeyda hona pairs me is bat par ha ke os pairs me kitni trading hoti ha jis pairs me trading zeyda hoti ha os me spread kam or jin pairs me trading kam hoti ha un pairs me spread zeyda hota ha

            jaisa ke eurusd sub se zeyda trade hone wala pair ha is me spread sub se kam ha
            majors pairs me spread kam ha kyuke sub se zeyda trade hotay hain os ke bad cross pairs me spread zeyda ha os ke exotic pairs me spread cross pairs se bhi zeyda ha kyuke cross pairs me trading sub se kam hoti ha
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

              forex market main spread broker ki tarf say charge kia jata hai ju ky fix bhi hota hai aur variable bhi hota hai instaforex main hamy bonus account main ju bhi spread dia jata hai wo fix spread hota hai aur ager ap real account open karty hain tab ap uss main apna spread variable bhi karwa sakty hain broker ap ko ju bhi services daita hai wo sab ap ko spread ky against day raha hota hai es lea ap ko yeh daina he ho ga spread jiss broker ka kam say kam hota hai wohi broker acha hota hai aur broker ka ziada say ziada spread 3 ka hona chaheay es say ziada ka spread wala broker choose na karain es lea instaforex aik best broker hai jiss say ap har tarah sya faida utha skaty hain aur bonus oppertunity say boht acha faiday lay sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

                Foreign currency trading mein agar Ham baat karte hain spread ki to is se Murad yeh hoti by me jab Ham Koi tradeplace karte Hain to usmein ek actual price hoti hai lekin Jab Ham tradeplace Kar Le to uske bad kuchh points ke difference ke sath Hamari tradeplace hoti hai yah difference spread kahlata hai. Spread hamesha broker ki sawab deed per hoti hai lekin mostly major pairs mein kam hoti hai aur aise per Jo major Nahin hote unmai spread zyada hoti hai lekin hamesha is baat Ka khyal rakhen ki jis per main jitni kam hogi aap usmein utna hi acche tarike se trade kar sakte hain. Foreign currency pair Hun commodity items Hun presious metal Hun tamam main spread different hoti hay, is leay trade se pehly is no check karna zaroori hota hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

                  Forex trading business mein hum js bhi broker mein trading karain tu har broker spread laita hai aur spread har broker ka commission hota hai aur hum js currency pair mein trading kartay han us mein jo Fark hota hai wo hi spread hota hai aur forex mein har broker ka spread hota hai aur kise ka Kam hota hai aur kise ka ziada hota hai aur ye har currency pair mein kise mein kam aur kise mein ziada hota hai aur forex kuch broker han jn ka spread kam ya ziada hota hai aur kise broker ka spread fix hota hai aur kise ka kam ya ziada hota hai floating spread kaha jata hai jo kam ya ziada hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

                    Dear friend Forex trading main isko broker ka Commission bolate hain aur yah isliye kam ya Jyada hota hai Kuchh currency per market mein bahut jyada training Hoti Hai To usmein Inka Commission kam hota hai Joker broker ko Hasil hota hai broker ka kam hota hai trader ko Bank ke sath raptha karvana aur Unki trade karvana Kyunki Online mein Ham Jo trading karte hain vah broker ke sath Milkar hi possible hai isliye aap aap broker mein agar Achcha profit Hasil karna chahte hain to use broker ko intekhab Karen jismein Commission kam Ho Jaise ke instaforex mein bahut kam Commission Hai To isliye ismein aap trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading may spread kia hy aur yi kum ya ziyada show kun hota hy?

                      Assalamualaikum Pyare bhaijaan Forex trading business Mein Ham Jis bhi broker Mein trading karen to Har broker separate leta hai aur separate Har broker ke Commission hota hai aur ham Jis currency pair Mein trading Karte Hain usmein Jo Fark Hota Hai Vahi separate hota hai aur front Mein Har broker ka separate Hota Hai Aur Kisi Ka kam Hota Hai Aur Kisi Ka Jyada hota hai aur yah Har currency pair mein kisi Mein kam aur kisi mein jyada hota hai aur Forex Kuchh broker Hain Jinke separate kam ya Jyada hota hai aur kis broker Khas afraid Forex hota hai aur fix Hota Hai Aur Kisi Ka kam ya Jyada Hota Hai Forex trading Mein yah kam bahut Achcha chalta hai agar Ham ismein acche se kam karte hain aur Soch samajh ke kam Karte Hain To Ham Kamyab Hote Hain Kyunki Forex trading ka Jitna Bhi separate hota hai vah bahut hi Achcha hota hai aur Allah Miya Ka Hota Hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X