jaiza;corona virus ki waja say markit ka kia hal hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza;corona virus ki waja say markit ka kia hal hai
    assalam o alaikum my dear forex friends corna virus ki waja say har aik market kay halat bhoot hee bura ho chuka hai jis ki waja say har aik insan bhoot hee ziada tention mai hai koch log to bhoot he zida tention mai hai market off hona ki waja say corona virus ki waja say har aik kaam band ho chuka hai seway online forex kay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza;corona virus ki waja say markit ka kia hal hai

    Dear ais market mai ap ne dekha hai k last week to bahot hi abnormal moment hoi hai magar abi market stable ho gai hai aor ais time ye market bilkul aik trend mai moment kar rahe hai ap ne agar ais market mai abi trade karni hai to ais mai kar sakty hai kun k abi market ki moment normal ho gai hai aor ye market abi phly ki tarha trend mai moment kar rahe hai ais mai ap ne agar trade karni ho to ap ko ais market mai aik trading plan k hisab se kaam karna chaye ais market par corona ki waja se koi asar nai hoa hai ye market bilkul normal moment kar rahe hai aor ap ais market mai agar achi trade karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ap agar ghalti karty hai to aus time hi ap ko ais market mai loss hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza;corona virus ki waja say markit ka kia hal hai

      Dear Forex trading members aaj kal international level per Jo hue hai is wajah se business community mein bahut Zyada tension hai business ke alawa Tamam Logon bahut hi tension mein hai aur Forex trading karte hue bahut Muhtatt Ho kam karna padega Kyon Ki kam full concentration ke sath karna hay. Agar hum apne aap ko relax karne ke bad trading ki taraf jatay hay to uska benefits hongay.Agar Ham Aisa Nahin Karenge To Ham bahut bada nuksan kar sakte hain. Is wajah se acchi Tarah analysis Karke trading per Jaaye analysis bahut Lazmi Hai graph motion up down movement Har cheez Ko Dekh kar trading Karen
      • #4 Collapse

        Re: jaiza;corona virus ki waja say markit ka kia hal hai

        Agar halat ka jaiza leya jaye to Forex market ka haal to bura hay hi all world me lock down lag chuka hay, kesi ko be ye conform nahi key corona virus ki waja se ab next kia hony wala hay, Forex market ki halat ab pehly jesy mushkil se ho saky gi, jab tak corona ka ilaj daryaft nahi ho jata, koi be market normal condition me nahi a saky gi, Forex market open hoty hi crash ho jati hay es se Forex market ki weakness ka andaza lagaya ja sakta hay, investors ne Forex market se money ko withdraw kar leya hay aur koi be traders market me risk leny ki position me nahi raha hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza;corona virus ki waja say markit ka kia hal hai

          Forex trading markets ho ya conventional markets ho iss waqt bohat ziada halaat abnormal he chall rahey hain. Conventional markets iss waqt mukammal tore pay band ho chuki hain aur unn ki wajah Corona virus kay phailaao ko roknay kay liye lock downs ka hona hai. Pooray world mai tarqi yaafta countries ho ya tarqi pazir countries sub he countries mai iss waqt lock down hai. International ho ya national ho states ab interest rates aur taxes Kamm ker rahi hain. Businesses iss waqt sakht halaat say guzar rahey hain aur unn ka asar online businesses pay bhi araha hai. Forex trading markets mai 2 weeks pehlay situations normal thi laikin jaisay he Europe aur USA mai Corona virus ka spread start hua tou markets mai business khatam hona shuru hogaya hai. Us dollar weak honay say trading market mai kafi tabdeeli aa chuki hai. Aur market ab China kay stable honay say bhi dobara stability ki taraf kay chances bann rahey hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza;corona virus ki waja say markit ka kia hal hai

            W.salam ji aapane bilkul theek kaha hai Forex trading ke ilawa tamam bussines Hain vah band Ho chuke hain aur jo Forex trading ka karobaar hai vah bhi bahut hi dangerous ho chuka hai Ham is karobar mein use waqt Tak profit hasil nahin kar sakte jab tak Ham sabar se Kam nahin lete kyon ki halat aise Hain ki short-term mein Trideng agar Ham karte hain kuchh bhi hasil nahin hota aur hamen chahie ki Ham hamesha soch samajh Kar long term trading Karen. Uske bad Ham lalach bilkul bhi Na Karen jab bhi mauka Mile intery point ka to hamey traide ley lini chahi hai aur jab bhi close ka mauka Mile to hamen chahie k osi waqt hi close kar dey .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: jaiza;corona virus ki waja say markit ka kia hal hai

              Assalam walekum Pyare bhaijaan Forex trading market ho ya convert relation market Ho is Waqt bahut jyada Halat kharab hai chal rahe hain market is Waqt Mukammal daure per band ho gai hai Kyunki coronavirus ki vajah se bahut se Karobar Band Ho Chuke Hai Jiski vajah se log berojgar Ho chuke hain Har Businessman ho chuka hai Kyunki coronavirus Aisi sakht Bimari Hai Jiske Sath Jo Hai automatically virus ho jata hai isliye Forex trading to Fir kamal ka business hai joki in hungami halat mein bhi ab chal raha hai jo ki jismein Har Banda kam kar raha hai isliye Hamen chahie Kyon Forex trading mein jyada Se Jyada mehnat Karen accha bonus Hasil kar sake Kyunki coronavirus ka masla To takriban Hai Ek Sal chal sakta hai lekin Forex trading Aisa Pyara aur wafadar business hai joke ine hanagami halat mein bhi Hamara Sath Nahin Chhod Raha aur Hamen mehnat karne ka mauka de raha hai

              اب آن لائن

              Working...
              X