Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?
    USA mai shut down kay baad us dollar weak ho raha hai. Kis iss waqt gold ki trading theek hai ya nahi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?

    g han bhai apne bhut he acha sawal kia hai hamein iss waqt gold buy kerna chy q keh ager aik currency strong hoti hai to dosri weak hoti hai lakin hamari trade phly currnecy pe depend kerti hai keh issay hmain sell kerna chy yaa buy lakin hamein hamein gold iss waqt buy kerna chy q keh dollar weak ho raha...
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?

      mere khyal se gold par traide karna hai is waqt theek nahin hai abhi hamen waite karna chahie jab halat bilkul acche ho jaen aur corona virus khatm Ho jaaye to uske bad humko chahie ki Ham crude oil ke upar trading start karen aur gold per trade Karen kyunki abhi tak kuchh bhi nahin kaha ja sakta carona virus ki vajah se market ke upar bharosa nahi kar sakte hain ho skta hai k market crash kar sakti hai isliye hamen intahi ihtiyat k sath kam karna chahie koi bhi faisla hamen jaldbazi mein nahin Lena chahie knowledge or experience ka istemal karte hue hamen traide lagani chahie aur lalach bilkul bhi nahin karni chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?

        dear is wakt har market or har pair pressure me ha or agr gold ki bat ki jaye tu is me bhi kafi pressure ha or movement zeyda ho rehi ha previous kuch weeks hi gold ki price up gai ha phir jub us dollars ki price increase hui tu gold ki price down ana start ho gai ha gold me trading karne ke liey us dollars ki price ko samjna boht zarori ha agr ap us dollars ki price ko fundamental analysis karke asani se read kar letay hain tu is wakt market me achi volatility a rehi ha ap gold me trading karke acha profit hasil kar sakte hain ap gold me trading kar sakte hain is wakt market achi movement me ha par technical analysis ke sath fundamental analysis ko ko analysis karna bhi boht lazmi ha tub hi ap best analysis kar ke trading kar sakte hain or profit earn kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?

          Dear jaisy ap ne dekha hai k ais time gold kafi zayda down aaya tha aor aus k baad phir ais ne trend mai moment start ki hoi hai aor abi ye kafi zayda up jata ja raha hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko sab se phly aus pair ka trend pata ho aus k baad aus mai trade lagani chaye ais time gold ka trend to up hai magar kai dafa market apny trend ki retracement leti hai aor aus time ap agar ais market mai trade ko hold kar lety hai to ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap mehnat kary aor aus k baad ais market mai kaam kary ap ko faida ho jaye ga gold par waisy bhi kafi zayda faida ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?

            gold ki trading main es time risk hai kyon ky gold ka trend abhi tak kisi side bhi confirm nahi hai es ky bad ager dkeha jay tu gold aik critical situation main hai jiss wajah say es ki market aik asy level pay jahn pay buy karna bhi risk sabit ho sakta hai aur sell karna bhi risky sabit ho sakta hai es lea ap ko ager es main trade mily bhi tu ap es main sirf scalping ki trade la sakty hain yani ky kuch pips main profit lay ka es main out ho jana acha rahy ga es lea gold ya he long term ky lea up ja sakta hai filhal na he sell main aa sakta hai es lea yeh tab confirm ho ga jab apna gol koi up ka level breakout kary ga ju gold nay last time high lagaya tha aur sell karny ky lea bhi hamy koi strong confirmation ki zrorat ho gee phir he ham es ko sell kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?

              Dear friend gold ki movement bahut jyada fast hai agar aap gold per is time trade karna chahte hain to yah bahut jyada risky hai Kyunki gold mein bahut jyada abhi separate ho chuka hai aur ismein broker ka bahut jyada Commission Hai To isliye aapko gold main abhi train Nahin Karni chahie gold Mein trade karne ke liye aapko vate karna chahie Jab yah Sabhi countries se virus khatm ho jaega tab aap ek acchi trade Lekar usse Achcha profit Hasil kar sakte hain to isliye hard worker mehnat Karen jisse aap acchi earning Hasil kar sakte hain aur gold Mein trade karna filhal whisky ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki trading iss waqt theek hai ya nahi?

                Forex business mein gold ki trading mushkil trading aur risky trading hoti hai aur gold ki trading New trader k leye kise waqt bhi theek nahin hai aur is waqt tu gold ki trading buht ziada dangerous hai kiok is waqt gold ki movement buht ziada hoti hai aur buht fast hoti hai js ko samjhne k leye gold ko samjhna zaroori hai aur gold ka acha knowledge aur experience ka Hona zaroori hai agr gold mein knowledge aur experience hasil hai aur gold ko samjh saktay han tu hi gold par trading Karni cahaiye aur agr gold mein knowledge aur experience nahin hai tu gold par trading nahin Karna cahaiye kiok gold mein jtna jaldi profit hota hai loss bhi utna jaldi hota hai aur Forex mein gold par account jaldi wash hota hai is leye is waqt hum ko currency pair par trading Karna behtaar hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Gold main aisa nahi hota hai kay kisi month trade ki jaye or kisi time na ki jaye. Yeh sub ap kay apnay experience pay depend karta hai. Jo trader apni trade mian risk management or analysis etc sub kuch kudh karty hain woh kisi be time es mai trade open kar skaty hain or jab woh trade ko open karty hain tu phir woh kisi or pairs ya commodity main trade nahi karty hain. Aik gold he un ko kafi acha profit dy jata hai kay baqi kisi ki zarorat nahi hoti hai or aik he commodity main kam kar kay achi earning kar sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X