Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Aaj ki taza tareen news kay mutabiq USA China aur Italy kay baad teesray number pay sub say ziada infected cases ki position pay agaya hai. Aaj usa session ki opening kay saath he US dollar ki weakness saamnay aani shuru hogai thi. Aur us dollar kay muqabalay mai tamaam currencies strong hona shuru ho chuki hain. Gold nay apni position dobara gain kerna shuru ker di hai aur 1545$ ko cross ker chuka hai.
WHO ki taraf say bhi announcement saamnay gai hai kay pandemic bohat tezi say barh raha hai. International trading markets pay iss waqt bohat hard time hai. Kiyu kay aaj Asian market mai he kuch acha business Hua hai jiss mai kuch strength nazar i thi uss kay baad Europe tou pehlay say he shadeed problems mai aa chuka hai aur abb USA market mai us dollar kay weak honay say world level pay economy disturb hogi aur iss kay asrsaat agaly aik ya do din mai nazar ajaengay. Her individual trader bohat ziada mohtaat rehna hoga aur apni SEHAT kay saath saath apna business bhi mehfuz rakhain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим