5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?
    Instaforex trading account mai trade kertay huay Agar 5 minutes kay time kay under trade close ker di jaey tou kia hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

    Forex trading aik easa online work hai jis mein aap kam start karne se pahle idea Nahin laga sakte ki vah kam kab mukammal hoga yani Jab aap trading mein ek tradeplace kar dete Hain to phir uski time calculation Nahin ho sakti kya aap isko 5 minut ja ek hour main close kar den ge. Hamari trade market ke sath link hoti hai aur market jitna time legi hamen utna time wait karna parega agar aap time period ke hisab se apni trade open ya close karenge to is mein har dafa aapko loss uthana parega. Trading hamesha prediction ki buniyad per ki jaati hai aur agar aapane tradeplace ki aur aapki market loss mein jana shuru Ho jaati Hai aap 5 minut ke bad trade close kar dete hain lekin after 10 to 20 minut market fir se aapki trade ki trend main work karna shuru kar deti hai to is Surat mein hamesha yah baat dhyan mein rakhen ki trade aap time limit ke hisab se close nahin kar sakte balke aapko market ke hisab se close Karni hogi.
    • #3 Collapse

      Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

      Forex trading business Ek bahut jyada risky business hai koshish karen kay Forex trading business Mein kam se kam risk lete Hue trade order lagaen members 5 minut ke andar hi kam se kam profit Mein Hi apni trade close kar dete hain aur apne balance ko kyon rakhte Hain senior traders prefer Karte Hain Ki Hamen han koshish Karni chahie new members ko new traders ko Hamesha short term trade lagaen aur Achcha profit Hasil Karen Jab Ham long-term Lagate Hain To sometime Hamen hi loss ka Samna bhi karna pad sakta hai aur sometime Hamen Achcha profit bhi Milta Hai Magar Hamesha koshish karen cake short term trade order lagaen bahut se traders 5 minut ke andar trade close kar dete Hain sometime Se Jyada profit ko Dekhte Hue trade order close kar dete Hain Magar Bahut se traders soffit ki opposite loss ko Dekhte Hue apni trade ko close kar dete Hain Jyada loss sy bachne ke liye Is Tarah unko Hamesha Lo uska Samna karna Hi Padega koshish karen ki Apne senior traders ki guidelines ko follow Karen aur sabse pahle Apna market per experience ko increase Karen Taki aap easily Forex trading bhejne Se Accha profit Hasil kar sake Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

        Asslam o alaikum dear forex member agar aap Forex trading ke rules ko read out Karoge To aapko Yahi Maloom Hoga ki agar aapane koi train open kar diya hai aur usko aap 5 mint se pahle close karte ho to Aapka account block ho sakta hai Kyunki Forex trading ke rules Ke mutabik Jab aap Koi trade open karte ho to usko aap again 5 minut se pahle close nahin kar sakte Chahe vah profit Mein Hai Chahe vah loss mein hai Kyunki use Waqt Har Kisi Ka Najar use trade per hota hai trading members ka isliye agar aap 5 minut se pahle usko close kar doge to aapke account ko Khatra ho sakta hai block hone ke liye isliye aapko chahie ke aap Jab open karo to Sabar karo aur apne trade ko hold karo take profit Ka istemal Karke usko hold kar do Kyunki Agar close kar doge 5 minut se pahle to block ho jaega aur aapki mehnat waste ho jaega isliye aapko chahie kya aap careful hokar kam karo Apne mehnat Ko West Na Karo aur apne trading co perfect banao aur ismein sambhal kr kaam kro agr aapko yaqeen nhi hotaa to aap forex ke rules ko bhi read kar saktayh ho ....
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

          Dear ap ais market mai agar aik trade lagaty hai to aus mai ap ko apni trade 5 mint se phly close nai karni chaye agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ye pata hona chaye k ap agar aik trade lagaty hai to ap ko ais market mai aus trade ko kam az kam 5 mint tak hold rakhy aor aus k baad ais market mai trade ko close kary ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko rules k hisab se faida ho jata hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitni zayda mehnat karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar ghalti kary gay to ap ko loss ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

            dear agr ap 5 minutes me trade open karne ke bad close kar detay hain tu ap ki trade close ho jaye gi kuch nehi ho ga par itne time me ap ka profit hasil karna mumkin nehi ha kyuke profit ap ko tub hasil hota ha jub market me movement hoti ha or ap 5 minutes me market ki zeyda movement na hone ki waja profit hasilnehi kar paye gay isliey trading knowledge or analysis karne ke bad karni chahiey take ap aik decent profit earn kar sake is ke ilawa jub ap trading karte hain tu ap trade ko hold apni marzi ke mutabik kar sakte hain jub tak ap ko aik acha profit hasil nehi hota ha or jo traders just apni trades ko 5 minutes tak hold rakh kar close kar detay hain aisy traders profit earn nehi kar pate hain or un ko sirf loss hota ha
            • #7 Collapse

              Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

              Dear mery khayal me ye rule kesi aur forum se hasil hony waly bonus me hota ho ga magar Forex forum se bonus hasil kia jaye to 5 mint tak order hold par rakny ka rule zarori nahi hay, ham apny orders 5 mints se be kam time me close kar sakty hey aur ye be hamari marzi par depend hay key ham apny orders ko 5 mint se zeyada be open rak sakty hey,

              Bonus hasil karny key koch rules zaror hey magar jab ye trading account me bonus mil jata hay to siraf 1 hi rule follow karna zarori hota hay key hamary name par koi aur trading account registered na ho, es rule ko follow kar key bonus trading account me har tarha se azad hoty hey.
              • #8 Collapse

                Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

                dear 5 minut ki ander hamy ager koi majbori nahi hain tu ham ko itni jaldi trade ko close nahi karna chaheay kyon ky es say hamri trading main hamra mind set kharab hota hai aur forex main hamry mind main lalch ata hai ju trading ky lea boht he nuksan day hota hai es lea ager ap nay forex main aik professional trader banna hai tu ap ko proper aik plan ky sath trade karni chaheay aur uss plan main aik target aur proper take profit aur stop loss ky sath trade karni chaheay kyon ky phir he ap forex market main regular base pay kamyab reh sakty hain mager short time trading main risk bohat ziada hai es lea es main lalch ki wajah say bohat sary trader loss karty hain es le ap ko trading main hamesha aik professional trader ki tarah kam karna chaheay.
                • #9 Collapse

                  Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

                  Friend Mere Khyal se aapane ek bekar Sawal poochha hai Kyunki Forex trading Ek bahut hi accha aur Baithe business hai ismein aap jitni Marji Chahe trade open Karen aur close Karen yah aapki Marji hai agar aap trade main vate karna chahte hain to yah bhi aapki Marji hai agar aap on close karna chahte hain profit Hasil Karke to vah bhi aapki Marji Hai To ismein Koi time limit Nahin Hai Ki aapane Ek trade open ki hai aur usko kitne minute Tak open Rakhna hai ya nahin Jab Bhi aap ek Achcha profit Hasil kar le aap apni trade ko close kar sakte hain aur ismein koi bhi Mushkil Nahin pahchanti to aap befikra hokar trading Karen aur Forex trading Se Accha munafa Hasil Karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: 5 minutes kay under trade close kernay say kia hota hai?

                    Assalamu Alaikum Pyare bhaijaan 5 minut ke andar Hamen agar koi Majburi Majburi Nahin Hai To Humko itni jaldi trade ko close nahin karna chahie Kyunki isase Hamari trading Mein Hamara mind set kharab hota hai aur Forex Mein Hamare mind Mein Dala Jata Hai Joker trading ke liye bahut hi nuksan hota hai isliye Agar aapane Forex Mein Ek professional trader banna hai to aapko proper LIC plan ke sath trade Karni chahie aur Usi plane mein ek target aur proper Tak profit aur stop loss ke sath trade Karni chahie Kyunki FIR hi of forex market Mein regular basic pay Kamyab Rah Sakte Hain Magar short time trading Mein risk bahut jyada hota hai isliye main lalach ki vajah Frida kahlo sote dekha hai agar Ham lalach Karte Hain To Hamen loss hi hoga Agar Ham Mein sabse kam Karte Hain To Hamen bahut Achcha profit Hasil Hoga aur ham Kamyab Ho Sakenge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X