Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?
    Kuch dair pehlay crude oil 19.87 pay aa kay ruk chuka hai. Kia crude oil ki trading price apni security price pay lock ker di gai hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

    Nahe dear aisa kuch nia hai ap ko agar pata ho to oil ka monthly contrat hota hai aor jab ye contract over hota hai to aus time ap ki trades agar chal rahe ho to wo aus time khud hi close ho jati hai aor ais k sath sath ap ne agar ais market mai trade karni ho to jab new contract hota hai to aus time ap ais market mai trade laga skaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ais market mai moment kabi stop nai hoti hai her pair moment kar raha hota hai aisy hi crude oil bhi nai rukta hai bas jab contract over ho tab ye masla aata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

      Dear member forex market mein Aisa karna mumkin Nahin kyunki forex market per kisi ek region ya country ka hold Nahin hota balki Jab bhi market mein Koi decision Lena hota hai to different reasons ke different countries milkar hi decision lete Hain. Mere zati Hai market mein Aisa karna mumkin Nahin Hai kyunki market Jab bhi up and down move karti Hai to vah kisi fundamental effect ki buniyad per hi karti hai. Agar aisa karna mumkin hota to crude oil 64 US dollar per barrel se 19 US dollar per barrel Tak Na aata balke aise tamam Malik Jo crude oil ki production dete Hain vah isko kisi jagah par lock kar dete. Crude oil apni history mein itna down kabhi Nahin Gaya jitna na is effective vajah se gaya hai lekin yeh vajah se temporary movement hai aur after coronavirus effect yeh wapas apni jagah per pahunch jaega.
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

        G nahi dear crude oil ya kes be aur stock ko luck karna possible nahi hay Forex market me trading key ley available hay, crude oil ki price agar koch khas movement nahi kar rahi ya per es ki price increase nahi ho rahi to es ki waja world me corona virus ka attack hay jes ki waja se other stock ki tarha crude oil ko be crash kar chuka hay, kesi other stock me trading ki tarha crude oil ki trading ko be risky samja ja raha hay, corona virus ka attack Forex market key crash hony ka reason hay, crude oil ko lock karna possible nahi aur ye ho be nahi sakta key crude oil ko lock kia ja saky.
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

          nahi dear crude oil ho ya koi bhi other pair ho us ko lock nahi kia ja sakta hai kyon ky aik dafa jab bhi kisi pair ka forex market main enter ho jata hai tab us ko mere khayal say life time ky lea he runn kia jata hai chahy wo crush he kyon na ho jay mager kuch he dair bad uss ki movement hona shuru ho jati hai jiss wajah say ham forex main koi bhi pair lock nahi ho ga es lea ap ko forex trading business main befiker ho kar trading karni chaheay aur es main ap ko life time ky lea kam karna ho ga phir he ap es main achi success hasil kar sakty hain es lea forex trading business ko aik bohat he acha business mana jata hai kyon ky es main ham ko pori life ky lea investment kar ky phir befker ho kar kam karna chahea.
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

            Dear Forex trading member Is Tarah karna impossible hai qk Forex trading mein control Kisi Ek country ke Hath Mein Nahin Hota is wajah se Aisa karna impossible hai han ya zarori Hua Hai Ke crude oil 17 18 Sal purane price per aa chuka hai aur yah sab International level per Jo Halat coronavirus ki waja se hi is wajah se international level pe country ko bohut ziyada nuksan ho chuka hai aur aaj kal trading bahut risky hai is wajah se acchi planning strategy ke sath analysis Karke trading Karni chahie Ta ke Kisi bade nuksan se bacha Ja sake iske liye Hamen alert Hoke training Karni Hogi graphic motion per gehri Nazar rakhni Hogi Taki Koi loss Na Ho Jaaye.
            • #7 Collapse

              Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

              Forex market main sab effect corona virus ka ha jis ki waja sy sab kuch destroy ho raha ha oil ki demand bilkal kam ho ge ha jis ki waja sy production chal rehe ha jis ki waja sy oil down he ja raha ha isi waja sy log investment ni kar rehe han is waqat market ki koi samj ni aa rehe ha market kisi bi side move kar sakti ha is ley humy both soch samj k trading karni chae ha q k is waqat koi samj ni aa rehe ha har tarif lock down ha jis ki waja sy country ki oil demands both kam ho ge ha jis ki waja sy humy ahtiyat sy trading karni chae ha oil or bi nechy ja sakta ha is ley proper stop loss laga k trading karny ta k ap kamyab ho sakeny
              • #8 Collapse

                Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

                Jaise aapane dekha ke Forex trading market mein market agar 5% down ho jaaye to lock lag jata hai aise hi stock exchange market Pakistan mein 2000 point girne ki vajah se lock ho gai thi aise hi crude oil be $8 ya 9 agar ek time mein gir jaaye to usko block kar diya jata hai price ko settle down hone ke liye time diya jata hai agar aapane Forex trading market mein successful hona hai to fibonacci retracement indicator relative strength index indicator dynamic momentum index indicator intools ko acchi tarah se understand karna important hai trading market mein risk management strategy planning market per focus market ki movement understand karna ine sari chizon ke bare mein aapke pass achcha knowledge hona chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

                  Jaisa Ki aapane Dekha Hai Ki Forex trading market agr 5% Don Ho Jaaye to lock lag jata hai aise hi stock exchange market Pakistan main 2000. Girne ki vajah se lock ho gai Thi is he karod alby 8 9 Agar ek time mein Gir Jaaye to usko block kar diya jata hai price ko settle down hone ke liye time Diya jata hai agar aapane Forex trading market Mein Sar Ko full hona hai to retirement indicator relative strength index indicator Momentum index indicator intools ko acchi Tarah Se understand karna important hai trading market main risk management ka planning market per focus market ki movement understand karna Sari chijon ke bare mein main aapke pass Achcha knowledge Hona chahie Agar aapke pass Achcha knowledge hoga to aap apne kam ko bahut hi acche tarike se Sara exam De Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

                    Nahi dear crude oil ko lock ni kiya gaya aur aisa ni hota jab ap oil p trading karyn tu apko oil ki news k bary bhi tuch rehna parta hai aur apko pata hona chahye k oil ka contract hota hai aur iski movnent contract aur demand k sath chalti hai aur abhi ap dekhyn k market k in halat mein lock down laga hua hai maximum countries mein karobari zindagi stop hai aur oil ki demand mein itni kami aa gai hai k crud oil pochly 20 years se bhi zayada k kam level p aa gaya hai aur crude oil ki demand na hony ki waja se iski prices kam level p aa k ruk gai hain kyun k aur contract sign ni ho pa rahy lekin jahan tak mera khayal hai tu jab market stable hogi aur ye halat kuch behtar hon gy tu market mein bhi stability aa jaye gi aur oil ki prices barnyn gi lekin abhi ap forex market mein fundamental analysis karty rahyn aur news k sath tuch reh kar profit kama sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

                      gee han bhai esa kuch nai hai crude oil main esa hota ha hume tension lene ki zahrorat nai hai pichly kuch dino se oil main kafi change ayea ha ye mazeed dwon be ho sakta ha jo trader is main kam kr rhein hein wo is main samjdari se kam krein hume is business main jitna acha kam krein gey utni hi asani se kameyab be ho sakte hein is business main hume daily online hona parta ha agr hum daily online ho k kam krein gey tu asani se kameyab be ho sakte hein ye business bohat hi zabardast business hai jis main hum ghr beth k kam kr sakte hein is business ko ghr hum apna family business bana na chahte hein tu hum wo be bana sakte hein ur planing be ho jaye gey jise hum mazeed acha faida hasil kr sakte hein
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Crude oil ko lock tou nahi ker diya Gaya?

                        g nehi dear oil ki price lock nehi hui ha balke is wakt bhi oil me trading chal rehi ha or price me movement ho rehi ha or dear aisa karna kisi bhi country ke ekhtyar me nehi ha kyuke oil sirf koi aik country se nehi ata ha balke different countries se oil ki production hoti ha or yeh oil wali countries agr apas me mill kar koi decision leti ha tub hi oil ki price par koi farak parta ha jaisa ke opec aik oil production karne wali countries ki tanzeem ha or opec ke decision ka oil ki price par boht gehra asar parta ha oil ki price down isliey ayi ha kyuke oil ko production zeyda or consumption boht kam hain agr opec ki countries mill kar koi decision leti hain tub oil ki price me kafi changes dekhne ko mill sakti hain par oil ki price locked koi aik country nehi kar sakti ha oil ki price hamesha ke liey down nehi rehi gi jaisy hi countries me se lock down khatam ho ga tu oil ki consumption zeyda hone se oil ki price up jana start ho jaye gi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X