Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?
    Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?

    Dear friends Jabbar posting Karte Hain To usmein bahut Sare masale pahchante hain jaise ke agar aap ki posting acchi quality wali Nahin Hogi to moderator aapki post ko delete kar dega aur ismein auto system laga hua hai Jiski vajah se aapki post auto verified hoti hai aur aapki post acchi Hogi to aapko Achcha bonus Milega otherwise aapka jo bhi posting Karenge use ko delete kar diya Jata Hai To isliye Hamesha achi aur quality ka reposting Karen Taki usko aapko fayda ho aap ki posting Ho Gaya Na Jaaye to uske liye acchi post Karte Rahen ta kay ap ko fotex se aapko Pata ho sake
    • #3 Collapse

      Re: Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?

      Pakistan forex forum best ha is main lazmi ni ha ap daily kam karny kuch ghar main masly hony ki waja sy ya phr busy hony ki waja sy log kam ni kar rehe han jab bi time milta ha to dost kam karty han is ley jis ko jis waqat time milta ha to phr wo apna kam karta ha Pakistan forex forum ki ye sab sy best baat ha k is main ap kisi bi time kar sakty han or is main koi khas time ni ha ya koi limit ni ha jis main ap ny kam karna ho ap apni marzi sy kam kar sakty han jtna kam karny gy to ap ko utna he fayda ho ga is ley humy apna kam ziada sy ziada karna chae ha wo bi jis waqat ap free hon to ap kam kar sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?

        Dear ap ne agar ais forum par dekha ho to ap ko ais mai ye pata ho ga k hum agar ais forum par kaam karty hai aor ais mai humri kuch posts delete ho jati hai wo ais liay delete hoti hai k hum agar ais forum par mehnat karty hai to aus par hum ko ais mai ye faida ho jata hai ais forum par ap agar mehnat karty hai to ap ko ais mai faida ho jata hai ap ais forum par achy thread par lagaty hai to aus par ap ki posts delete ho jati hai ap agar ais forum par acha kaam karty hai ap ko ais mai acha bonus mil jata hai ap ais mai jitni zayda mehnat karty hai ap ko ais mai tab hi zayda faida hota hai jab ap ais forum par time lagaty hai aor ais mai kaam sekh lety hain.
        • #5 Collapse

          Re: Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?

          Pak forex forum pay moderators jab forum ki posts aur threads ka review kertay hain tou uss mai jo posts rules kay khilaaf hoti hain unhain delete ker Dia Jata hai aur Agar koi thread delete hoto uss pay kiye Gaye tamaam reply posts bhi delete ho jaati hain aur iss kay saath saath unn posts pay milay huay thanks bhi delete hojatey hain. Iss Tarah members ki total posts ki tadaad kaafi Kamm ho jaati hai. Pak forex forum pay rules ko follow kerna bohat zaruri hota hai kiyu kay iss kay baghair forum pay kaam ka mayaar acha nahi ho sakta hai aur moderators ki yehi zimadaari hoti hai kay woh forum kay rules ko follow kerwatey hain. Moderators apna kaam bohat acha kertay hain. Members Agar posts aur threads achay karengay tou unhain posts Kamm honay ki fikar bilkul nahi hogi
          • #6 Collapse

            Re: Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?

            Dear number of post key kam hony ki waja posts aur threads ka delete hona hi hay siraf members key posts aur threads hi delete nahi hoty thanks be esi key sath hi system se delete ho jaty hey, hamari profile me esy hi posts aur threads show ho rahy hoty hey jo key delete hony se bach jaty hey, ye information har trader ko honi chaye key kinu posts ki tadaad me koch dinu key bad kami ajati hay aur posts key delete karny key wajoohat kia hoty hey, har section me key gaye short posts aur jes me mistakes be zeyada ho low quality samaj kar ya per spam key khatry ki waja se forum se esy posts ko delete kar dia jata hay esi waja se every day agar zeyada nahi to koch na koch posts hamary kam ho jaty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?

              Assalamu Alaikum dear friends aapane Agar is form per Dekha Ho To aapko ismein yah Pata Hoga Ki Ham Agar is form per kam karte hain aur ismein Hamari Kuchh post delete ho jaati hai vah isliye delete hoti hai ki Ham Agar is Forum per mehnat karte hain to use per Humko ismein yah fayda ho jata hai is form per aap Agar mehnat karte hain to aapko isme fayda ho jata hai aap is form per acche thread per Lagate Hain to use per aapko post delete Ho Jaati Hai Aap Agar is form per Achcha kam karte hain to aapko ismein Achcha bonus Mil Jata Hai Aap ismein jitni Jyada message karte hain aapko main tab hi jyada fayda Hota Hai Jab aap is form per time Lagate Hain aur ismein kam kar Sikh Lete Hain Ain to aapki post delete Nahin Hogi post is Surat Mein kam ho rahi hai ki jo post question ke metallic Nahin Hoti ye question Kuchh aur hota hai aur aap uska answer Kuchh aur Dete Hain to vah post delete Ho Jaati Hai
              • #8 Collapse

                Re: Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?

                Is baat ki main rahe the mujhe maloom nahin hai lekin main yah samajhta hn ki jo contest mein ham post karte hain vah asal mein count nahin hoti hai aur hamari vah post aur trade reset kar diye jaate hain after counting in Forex trading encyclopaedia trading University trade my dear Forex trading close aapko itni tension lene ki jarurat nahin hoti hai ki aapki post kam kyon ho rahi hai apni calculation rakhoge to aapko tension hogi aur emotional control nahin rahega is baat ki tension lene ki aapko fikra nahin karni chahie balke aapko apna focus learning process complete karne per rakhna chahie aur step-by-step apni knowledge ko stop karo aur apni skills score enhance karo Forex trading market mein trading chart ko focus mein rakho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Aajkal number of post kam kyu ho jati hai kuchh dinon ke bad?

                  Dear bahut he acha sawal pocha hai ap ne maine bhi kal he note kiya hai k meri kuch post delete hoi hain aur kuch din bad ni balky main jaisy post karta gaya tu ghanty bad he maine check ki tu post delete hoti gain aur maine bhi kisi se pocha tu pata chala k aj kal auto system p post ki quality check ki jati hai aur agar post ki quality achi ni hoti tu auto p post delete ho jati hai is liye hamyn forex ki mazeed learning k zaroorat hai aur zayada time deny ki zaroorat hai jab hamary pass forex ka knowledge zayada hoga tu automatically hamari post mein achi discsssion hogi aur post ki quality achi hogi tu hamari post delete ni hongi aur hamari mehnat aur time zaya ni hoga aur agar is forum p ap dekhyn tu bahut zayada knowledge transfer kiya ja raha hota hai aur hamary pass bahut acha moqa hai k post ko aut threads ko achi tarha parha karyn is mein hamara apna faida hai ka hamari learning bhi achi hogi aur post ki quality achi hogi post delete ni hon gi aur bonus bhi theak mily ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X